Chapter-19

1.2K 91 7
                                    

MPT:
Ss- Cheete .. tu mujhe ye baata.. tujhe kabhi kisi se jalan hui hain?
Cc- hui hain na santuji ... roj hoti hain.. par ab kya kare .. vaise santuji aapko hui hain kabhi jalan?
Ss- Arre Haa Cheete hui hain.. bohot baar hoti hain..
Cc gets excited
Cc- kisse santuji kisse jalan hoti hain aapko?
Ss- vo mere quarter ke just Baajo ek dusri constable ka quarter hain... uska carpenter itna mast hain ki ek hi baar mein sab theek kar deta hain.. par vo mujhe uske carpenter ka number deti hi nahi.. ab tu hi bata.. aisa koi karta hain kya
Cc was disappointed ..
Cc- kaha santuji.. ye toh bohot hi ghor anyay hain .. aapke liye hum usse bhi behtar carpenter laayenge .. fir vo aapse jalegi santuji
Ss- sach mein?! Thank you Cheete.. tu hi hain mera ek saccha dost!
Ks- amma bakaiti ho gayi ho toh kaam kar ko apna apna
Just then a lady enters the thana.. she was wearing an elegant salwar suit with minimal make up on.. her hair was neatly left open with curls near her shoulder.. she was beautiful..

Ks- amma priya aap yaha kaa kar rahi hain?
Listening to this hm comes out and sees priya .. she was more beautiful that the picture..

P- vo main complain likhvaane aayi hu
Ss- kya ?! Dsp sir ke khilaf complain likhvaane aayi hain aap?
Ps- he bhagwan aisa kya kar diya dsp sir ne..
Ks- amma bhak.. kuch bhi bakke jaa rahe hain.. priya aap bataiye kaa baat hain..
Hm- ji baithakar bataiye

In hm cabin:
P- maddam mein ek doctor hu
Ss- km ne aapke baare mein hume sab bata diya hain !
P- ji toh fir aap sab jaante hi honge ki main on duty and retired officers ko free treatment deti hu
Hm- ji
P- maddam.. mein ye kai saalo se kar rahi hu aur aisa pehele kabhi nahi hua hain.. pichle kuch dinon se log fake ids lekar aate hain aur free ilaaj karvaakar chale jaate hain.. isse mera bohut nuksaan ho raha hain..
Hm- par aapko ye kaise pata chala ki ids fake hain?
P- maddam.. main jab ilaaj karti hu.. patient ko distract karne ke liye unse general sawaal puchti hu jaise vo kaunse thaane mein kaam karte hain vagera vagera.. aur sab ka jawaab hoga hain kantipur police thaana..
Cc- priya ji.. aisa koi thaana hi hain pure Lucknow mein
Ss- ohh toh aapke paas dusre shehero ke thaanedaar bhi aate hain kya?
Cc- uff ye maa—-
Ks- priya aap bataiye
P- ji toh pehele mujhe laga ki ye sirf ek coincidence hain.. par kal mujhe pata chala ki aisa toh koi thaana hi nahi hain.. toh maddam jahir si baat hain ki vo sab fake ids hi the..
Hm- hmm aapke satarkta ke liye good.. hum ab aapke saath anyay nahi hone denge..
Ks- wah matlab log fake ids toh banaate hi the par ab logo ki itni himmat ho gayi hain ki police ke fake ids banaane lage hain?! Kanoon ka koi dar hi nahi hain .. ms aap hume ijaazat dijiye hum us topa aadmi ko pakadakar laate hain..
Hm- theek hain Ks.. jaaiye.. par kaanoon ke daiyre mein rehkar kaam kijiyega ..
Ks- ji ms.. jai Hind!
......

MPT:
Ks brings two men along with her .. Hm comes out of her cabin..
Hm- kaun hain ye dono Ks?
Ks- ms ye dono kantipur thaane ke constable hain.. kyu hain na?
Man1- j-ji maddam..
Ks- amma bhak topa aadmi.. aisa koi thaana hain hi nahi is sheher mein
Hm- hmm.. ab seedha seedha bata do ki kaha se liya hain apna fake id varna Ks ke tareeke se ugalvana bohut bhari padega..
Man2- maddam vo ek aadmi hain munna karke.. vo Gomti nagar railway par baithta hain.. vahi par ye sab bechta hain vo ..
Man1- ji maddam humne bhi vahi se liya tha.. sorry maddam galti ho gayi.. fir kabhi nahi jhoot bolenge .. sorry
Man2- Haa maddam sorry hum bhi bohot sorry hain
Ks- hum abhi jaake uss munna ko ghaseetkar laate hain!
Hm- rukiye Ks.. hume uske khilaaf ek pukhta saboot chahiye.. pj aap aur Ks aap .. civil clothes mein vaha jaaiye aur aisa natak kijiye jaise pj bimaar hain aur aap dono gareeb.. aur iseliye fake id chahiye.. aur ye sab record kar lijiyega ..
Ps,ks- ji ms.. jai Hind!
.....
Meanwhile Hm was going towards headquarters for some work in her car and on the way she saw something that made her very uncomfortable...
As and priya were sitting on a bench in a tea stall and having tea .. both were smiling and laughing which seemed like they were having a nice time ..
Hm stopped her car there and just looked at them for a few minutes.. she didn't know what to do and how to feel.. she had rejected anubhavs marriage proposal so she shouldn't have a problem if he was with someone else... but for some reason she did have a problem.. she couldn't see him with anyone else..
She didn't know how to feel so she got angry .. and just then Ks called her..

On call:
Ks- jai Hind ms
Hm- hmm
Ks- vo munna yaha hain hi nahi ms.. ya toh vo aaj aaya nahi ya fir vo dono topa aadmi ne humse jhoot bola.. ms aap na aapko humaare tareeeke se ugalvane diya hota na toh ye naubat hi nahi aati! 
Hm- toh kya aapne humaari burai karne ke liye phone kiya hain?!
Ks- nahi ms vo...
Hm- vo vo kuch nahi Ks! Aapko toh humesha hum hi galat lagte hain na.. hum jo bhi karen ya kahe aapko har cheez se problem hoti hain ! Ye case hum aapko dete hain .. vaise bhi aapke hone wali bhabhi ka hain na! Aapko jo karna hain jaisa karna hain kar lijiyega.. bas humaari galtiya nikalna band kijiye!
Ks- ms...

Hm cut the call before Ks could say anything... Ks was confused as to why Hm was soo angry that day.. she didn't know that hm had seen priya and As together .. but she somehow got the hint that hm was troubled because of priya who was going to be Ks' "bhabhi"

Precap:
Ks- ms vo munna pakada gaya.. saboot ke saath ..
Hm- good..
priya - thank you so much km .. ya ab nanand kahu
Ks- kaa?! Bhaiya maan gaye?
Priya- haan! Aur Haseena maddam.. aapko bhi thank you..
Hm was speechless after what she heard.. how could her anubhav .. say yes to someone else.. just how...

Kareenavजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें