Chapter-25

1.3K 90 3
                                    

MPT:
Ks has locked herself in the bathroom and everyone's trying to calm her down from the outside..
Ps- kj bahar aaiye.. aise koi apne aap ko andar band karta hain kya?
Ss- Haa km aise toh sirf parents apne bachcho ko saaza dene vakt karte hain... aapko toh khud aapki maa jaisi pj bahar bula rahi hain aur aap hain ki andar baithi hain!
Cc- uff ye masoomiyat! Dekhiye km humne abhi kaa kaha.. bahar aakar ek kantaap laga dijiye par please request karte hain bahar aaiye !

Hm stood there silent for a while but then finally said showing fake anger..
Hm- SI Ks! Ye thaana hain.. aapka ghar nahi jo itna samay aap sabka barbaad kar rahi hain! Aaj thaane mein bohot kaam hain.. abhi ke abhi bahar aaiye! And that's an order !

Everyone was shocked and looked at Hm but hm reassured them .. they understood that hm was only shouting to get Ks out ..
Ks had to come out because she was on duty and it was an order by her senior..

Hm- chaliye humaare saath..

Ks hung her head down in order to avoid showing her tears and went into the gym room which Hm was pointing to..

Hm- pj aur aap dono.. get back to work.. hum unse baat karne ki koshish karte hain... agar fir bhi kuch nahi hua toh pj aap inhe ghar lekar chali jaaiyega.. shayad apne pati dev se baat karke unhe acha lage..
Ps- ji ms

Hm went inside, closed the door behind her and sat on a chair in front of Ks who was sitting on the bed with her head in her hands.. her hands covered her face(and tears) ..

Hm- ks.. hum aapko bahar daantna nahi chahte the.. vo bas aapko bahar laane ke liye hume vo sab bolna pada.. sorry
Ks-......
Hm- ks.. hum yaha bas aapka saath dene aaye hain... agar aapko akele rehna hain thodi der toh hum chale jaate hain..
Ks-.....
Hm got up to leave but Ks held her hand and made her sit back down...
Ks- ms.. aapko toh duniya bhar ka tajurba hain na.. lekin iss halat mein aap kya bolengi?
Hm- sahi kaha Ks.. hume jo aap par beet rahi hain uska bilkul bhi tajurba nahi hain.. lekin agar aap humse kuch kehna chahti hain toh hum sunn sakte hain.. shayad isse aapka bojh thoda halka ho jaaye..
Ks- ms hume kuch samajh nahi aa raha.. aisa nahi hain ki hume bachcha nahi chahiye.. Arre bilkul chahiye.. sabke hote hain.. jeevan ke cycle mein bachche hona jaruri bhi hain ... lekin ms hum abhi bachche ke liye tayyar nahi hain.. hum aapko kaise samajhaye..
Hm- hum sab samajh gaye Ks.. aapko maalum hain.. jindagi mein na hum bade faisle lene se ghabrate hain.. sochte hain ki hum tayyar nahi hain jabki aisa hota nahi hain.. bachpan se hi.. pehele college/ career choose karne ka tension, fir shaadi ke pehele ye sochna ki hum tayyar nahi hain.. aur fir jo aap abhi soch rahi hain vo.. ek baat bataiye Ks.. jab aapki shaadi hone waali thi.. kya aapko aisa nahi laga tha ki aap itne bade zimmedaari ke liye tayyar nahi hain?
Ks- laga toh tha ms..
Hm- lekin ab dekhiye.. aap apne parivaar se kitni khush hain.. vaise hi filhal bhale hi aapko lage ki aap tayyar nahi hain.. par jaise jaise samay beetega.. sab theek ho jaayega..
Ks- lekin ms humaari duty par bhi asar padega.. abhi toh hume bohot aage jaana hain ms.. par bachche ke baad..
Hm- aapse kisne keh diya ki bachche hone ke baad ek aurat kaam nahi kar sakti... Haa hum maante hain aapko kuch mahino ki maternity leave leni padegi par uske baad aap vahi bhaukal se duty par laut sakti hain.. aur hume vishwas hain ki aap bohot aage tak jaayengi... aur bachche ki zimmedari sirf maa ki nahi hoti.. aapke patidev aapka saath denge.. pj aapka saath dengi.. aur zarurat pade toh hum bhi aapka saath denge.. aap akeli nahi hain Ks..

Ks felt better now.. she wiped her tears and stood up .. Hm stood up too..

Ks- dhanyawad ms.. ab hume theek lag raha hain.. vaise bhi thaane mein bohot kaam hain aaj.. chaliye

Before Hm could say anything she received a call from the doctor.. after her short conversation she was shocked.. she went upto Ks and said..

Hm- ks.. Doctor ka phone aaya tha..
Ks- kaa hua hain ms..
Hm- unhone kaha ki aapko food poisoning ki vajah se ye sab ho raha tha.. ek dawai di hain vo aapko leni hain din mein do baar aur saada khana khana hain..
Ks- kaaa?! Iska matlab hum.. hum ..
Hm- ji Ks.. aap pregnant nahi hain..
Ks was speechless and tears started flowing ... after a minor silence she said..
Ks- ms.. pj bohot khush hain.. ab hum unhe ye kaise batay..
Hm- batana toh padega Ks.. chaliye..

They both go out and tell ps everything.. ps was upset.. she was so excited to be a grandmother but now it's all over..
Ks was still in tears and felt bad this time for ps..

Ks- Hume maaf kar dijiye pj!
Ps- k-koi baat nahi kj.. aap aise roiye mat..
Ks- aap itni khush thi.. aur ab..
Ps- toh kya hua.. aap aaj pet se nahi hain.. par hume pata hain aap ek din jarur maa banengi aur hume dadi banayengi... banayengi na?
Ks- Haa haa pj !( she said laughing now)
Everyone was smiling at this scene..

......
Later that day at MPT:
Everyone was in hall..
Ss- ms maine rm se unki saas ke baare mein saari details le li hain ..
Hm- toh bataiye
Ss- unka naam geeta Malhotra hain.. aur jitna sabne unke baare mein bataya hain vo bohot puraane soch ki hain aur rm aur sm ki shaadi ke bhi khilaaf thi.. par fir bhi ek do saalo mein unhone ne rm ko apna liya par ab ye sunne ke baad ki vo maa nahi ban sakti vo kuch bhi sunne ko tayyar nahi hain .. aur ek aur baat.. gm ki ek beti bhi hain jiski pichle saal hi shaadi hui thi gm ke pasand ke sasural mein..
Cc- pata nahi kyu par ye gm bilkul pj jaisi lag rahi hain
Ss- haina cheete.. mein bhi yahi soch rahi thi..
Ks and ps both stare at ss and cc..
Hm- ho gaya aap sab ka..  ab samay aa gaya hain ki gm ko ye baat ka ehsaas dilane ka ki bachche na de paana koi kami nahi hain..
ready team?
All- ji ms!

........
Hm went to meet gms daughter Sita and told her their situation and asked her for help and cooperation.. Sita agreed to help since she understood the pain of rm..
Team mpt staged a fake accident of Sita in which she was pretending to be hurt and taken to the hospital...

At the hospital :
Hm and ks were there, rm , sm and gm had also come , sitas husband was also there ( he was in on the act)

GM- beta ye kya ho gaya.. tum theek toh ho na.. doctor ne kya kaha?
Sm- Haa behena batau ye sab kaise ?
Sita- pata nahi kaise par mein kisi ke gaadi se takra gayi aur jab mujhe hosh aaya tab mein yaha thi..
Ks- ji humne inhe hospital laya ..
Sm- thank you so much maddam meri behen ki jaan bachaane ke liye
Hm- ye toh humaara farz tha..
Ks- Haa aur Sita bilkul theek hain.. bas ek choti si baat hain ki ab Sita kabhi maa nahi ban paayegi ..
all in the room except hm and ks- kyaaa?!

Sitas husband- ye nahi ho sakta.. agar tum mujhe apna vansh badhane ke liye bachcha nahi de sakti toh mein bhi tumhare saath nahi reh sakta! Ek baar ghar aa jao.. divorce papers tumhe ready milenge!
Sita- nahi! Please aisa mat boliye.. humne ek saal kitne ache se bitaya.. pyaar karte hain hum aapse.. please bas ek accident ke vajah se mujhe mat chodiye!!
Gm- Haa beta tum aisa nahi kar sakte! Is accident mein meri beti ka kya kasoor.. aur bachche nahi de sakti toh kya.. bure aur ache vakt mein saath degi tumhara.. bachche ka kya hain.. god le lena.. par meri beti ko aise mat chodo!
Sm- acha maa? Jab behena par baat aayi tab aap ye sab keh rahi hain.. aur jab reem ki baat aayi toh aap bhi toh mujhe usse chodne ke liye keh rahi hain? Kya reem aapki beti samaan nahi hain? Kya vo ek mahila nahi hain jiski uss accident mein koi galati nahi thi? Ye kaisa nyay hain maa?
Hm- bilkul sahi keh rahe hain sm .. aap bhi ek aurat hain.. aurat ka dard jaanti hain.. aap aisa soch bhi kaise sakti hain
Ks- aur bachche sab kuch nahi hote!  Soch badaliye apni.. beti par aayi toh samajh aa gaya hoga aapko ye baat!

Gm now felt guilty and went upto rm and held her hand
Gm- Hume maaf kardo beta.. tumhe kahi jaane ki jarurat nahi.. hum toh bhagya sheel hain ki tumhari jaisi bahu mili hain hume.. sm.. tum bhi maaf kardo ..
sm and rm- koi baat nahi maa!

Hm- vaise ye sab ek natak tha.. aapki beti ka koi accident nahi hua hain.. ye toh bas aapko ye baat samjhaane ke liye humne ye sab kiya.. hume bhi maaf kar dijiye
Gm- koi baat nahi beta.. aur shukriya ki aapne humaari aankhe khol di!
Rm- thank you so much maddam..

They all salute Hm and Ks and both smile and share an eye lock

.............................
Precap:
Hm- kya hua sir aapne hume yaha kyu bulaya hain?
As- hj vo aapki annual health report aayi thi.. doctor ko aapse turant milna tha.. iseliye ..
Hm- aisa kya ho gaya?
..........
As- hj aap chinta mat kijiye .. aapko kuch nahi hoga.. ab theek ho jaayega..

Kareenavजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें