Hassena was in her room calling Karishma, but her mobile was constantly busy.
Hassena ( in mind ): yeh Karishma Singh ka phone busy kyu aa raha hai? Kis se itni batein kar rahi hai ye? Chalo thik hai, thaane jakar hi baat kar lenge.
Hassena drove to MPT.
******************************
Here at MPT Karishma was continuosly calling Anubhav but he was not receiving the call. Pushpa ji was at Badnaam's stall.
Karishma: yeh bhaiya phone kahe nahi udha rahe?
She calls again but this time his phone was switched off.
Karishma: kamal hai! Aab phone switched off aa raha hai, ka chal ka raha hai? Pata nahi kahe tension dete rehte hai ye.... Ha Chachi ji ko phone karte hai ( she picked up her cell but stopped ) nahi nahi Chachi ji ko phone karenge toh unhe shak ho jayega. Kya kare kuch samaj nahi aa raha!
Santosh: kya hua madam itne tension mein kyu ho? Pushpa ji yaha par nahi hai phir bhi.
Karishma: hum majak ke mood mein nahi hai Santu. Ek toh hame bhaiya ka tension ho raha hai aur tumko majak sujh raha hai.
Santosh: sorry, par aapko sir ki tension kyu ho rahi hai?
Cheeta: ha madam ka hua?
Karishma: voh...
She stopped as Hassena entered MPT with Pushpa ji.
Karishma, Cheeta, Santosh: Jai Hind!
Hassena: kya hua Karishma Singh? Aap itne tension mein kyu dikh rahi hai?
Karishma: ka bataye madam, bhaiya subah se phone nahi udha rahe ghar ja nahi sakte, chachiji tension mein aa jayengi, kare toh kare ka?
Hassena: ek kaam kariye unki chooti Behan... I mean Nalini Madam Ko phone karke puchiye ki voh headquarters mein hai ya nahi; ya phir voh kahi gaye hai ya nahi?
Karishma ( murmuring ): vahi toh problem hai!
Hassena: kuch kaha aapne, Karishma Singh?
Pushpa ji: are voh kya kahengi madam sir, hum bata rahe hai ye unko phone nahi karengi, are phone karna to dur Karishma madam ke pas toh unka number bhi nahi hoga, puchiye!
Hassena: Karishma Singh? Phone lagakar puchiye unse.
Karishma ( angrily ): ha hamare paas nahi hai unka number. Aur hoga bhi kyu unhe aapne parivaar ka fikar hi nahi hai. Jo bhi hai apna Desh, baas. Hamara koi chinta hi nahi hai. Abhi bhi apne cabin mein baithkar chai ki chuskiyan laga rahi hogi? Unko aapne sage bhai ka koi fikar nahi hai!
Nalini entered MPT and stood behind Hassena.
All except Hassena: Jai Hind Madam!
Hassena turned and saluted her.
Hassena: madam, aap? Aap yaha kuch kaam tha kya?
Nalini: voh DSP Anubhav Singh subah se aapna phone switched off karke baithe hai pata nahi kaha gaye hai? Hame toh pata nahi hai, headquarters mein bhi nahi hai. Hame laga ki Karishma Singh ko pata hoga.
Karishma: nahi nahi hame nahi pata bhaiya kaha hai. Aur madam aap jakar aapna kaam kar sakti hai, hum na aapne bhaiya ka khayal hum hai karne ke liye.
Nalini: senior kon hai Karishma Singh?
Karishma: aap!
Nalini: toh hame kya karna hai voh hum Tai Karenge... Aur vaise bhi rishte mein aur post mein dono taraf hum aapke senior hai, toh professional ho ya personal life, hame kya karna hai ye aap hame nahi batayengi.
Hassena: madam, hame Anubhav sir ko dund na hi hoga, pata nahi kaha honge voh?
Nalini: ek kaam kijiye, pata lagaye ki unka phone switched off hone se pehle kaha tha. Usse hi kuch pata chal sakta hai.
Hassena: right! ( To Santosh ) Santosh, jao jakar check karo.
Santosh: yes madam...
*********************************
Nalini entered Anubhav's cabin and started fiddling with his files, started checking the fies. She knew this was wrong but the sister inside her was forcing her to do so. Her phone rang and it was of IG. She received the call.
Nalini: Jai Hind sir, kaise phone kiya?
IG: Jai Hind, lekin ye main kya sun raha hun Nalini? Anubhav gayab hai?
Nalini: sir, just because unka phone nahi lag raha iska yeh matlab toh nahi hai na ki voh gayab hai.
IG: par baat toh yahi hui na. Kaise bhi karke Anubhav ka pata lagao jald se jald, Commissioner sir unke baare mein ouch rahe hai, main unhe kya javab du?
Nalini: I completely understand sir ki unke aaise achanak kahi chale jane se department ko bohot nuksan hua hai! Main jald se jald unka pata lagane ki koshish karungi. I hope you understand.
IG: thik hai, Jai Hind!
Nalini: Jai Hind sir!
Nalini disconnected the call and sat on the chair thinking something.
Nalini ( in mind ): pata nahi yeh Anu bhaiya kaha chale gaye hai? Hame kuch bhi karke unka pata toh lagana hi padega na, DSP hone ke saath saath voh hamare bade bhai bhi toh hai. Unke bina hum kaise jiyenge. Nahi nahi.. hum bhi kuch bhi sochte rehte hai. Kuch nahi hone denge hum bhaiya ko!
Till then Hassena entered in the cabin with Karishma and Pushpa ji.
Kareena and Pushpa ji: Jai Hind Madam!
Nalini turned backward and stood from her chair.
Nalini: Jai Hind!
Hassena: kya hua madam, aap yaha DSP sir ke cabin mein aur ye kamra itna bikhra hua hai?
Nalini: ha voh main kuch dundhne ke koshish kar rahe the, hum soch rahe the ki aaisi konsi vajah ho sakti hai ki bhaiya achanak kahi chale gaye.
Karishma: vahi toh humko pata lagana hai na madam, shayad bhul gayi hogi haina?
Pushpa ji: are aap aaise kaise baat kar rahi hai unse?
Karishma: aap toh chup hi rahiye Pushpa ji!
Hassena: rehne dijiye Pushpa ji.
Karishma looked at her but Hassena was focused on Nalini.
Nalini: Karishma Singh hum kuch nahi bhule hai. Hum ye nahi bhule hai ki DSP Anubhav Singh, hamare bhai hai, missing hai, aap hamare choti behan hai, aur hum Yaha ki SP hai, aapki senior. I hope hame aapko yeh baat yaad nahi dilani padegi.
Hassena: filhal toh hame Anubhav sir ko dundhna hai pata nahi kaha chale hai, hame unki chinta ho rahi hai, aur aap log kaha yeh baatein lekar baith gayi.
Nalini: sorry! Par hame aab aaise koi chiz chahiye jo hame Anubhav sir taak pohocha sake.
When a constable came running.
Constable: Madam voh IG sir ne aapko urgent bulaya hai.
Nalini: kya hua?
Constable told something which shocked the all the present there.
********************************
What was the thing which constable told all of them were shocked?
YOU ARE READING
Understanding and Trust ( Maddam Sir FF ) ✓
FanfictionGenre:- Thriller/ crime Everything is messed up in their lives. SHO Hassena Mallik, SHO of Mahila Police Thaana and the tension between SI Karishma Singh, her junior is increasing. Due to Mission Jeet her conflict with herself that she still loves A...