Hassena and Anubhav were sitting on the couch in each other's arms. They were feeling the love forgetting the past. Hassena was thinking something...
Hassena: Ek baat puche? Kab se sab se puchne ki koshish kar rahe hai lekin mauka hi nahi mila!
Anubhav: Ha puchiye. Aaisa bhi kya puchne vali hai aap?
Hassena: Anubhav, unn smuggling gang ne aapko Kidnap kaise kar liya? Sheher ke DSP ko itne asani se kidnap kar liya?
Anubhav: Pata nahi kaise unhone hume aapne jaal mein phasa liya? Hum jab aapne ghar par the tab hume ek message mila. Naveen ke number se aya tha. Uss message mein Naveen help ke liye keh raha tha. Uss message mein jo address tha hum pohoch gaye lekin hume baad mein pata chala ki voh jungle ka raasta tha tab hume shak hua!
Hassena: Fir?
Anubhav: Fir kya unhone humara apaharan kar liya. Yadi aap sabhi vakt par nahi ate toh hum toh aaj pata nahi jeevit hote bhi ke nahi....
Hassena ( angrily ): Anubhav!!!
Anubhav looked at her confusingly. Hassena immediately hugged him tightly.
Hassena ( in a calm tone ): Humne kitni baar aapse kaha ki yeh marne maarne ki baatein mat kijiye. Hum aapko fir se khona nahi chahte...
She tightened the hug. He hugged her back and closed his eyes and kissed her forehead.
Anubhav: Hum ainda kabhi bhi aaisa nahi kahenge baas. Hum puri koshish karenge ki hum aapko har tarah ki khushi de. Hum nahi jaante ki hamare zindagi mein kab kya ho jaye, par hum puri koshish karenge...
Hassena: Vaise Aarti kal ja rahi hai aapko pata hai??
Anubhav ( confused ): Kya?? Aarti ja rahi hai matlab??
Hassena ( more confused ): Matlab aapko nahi pata kya? Aarti ka phone aya tha, usne bataya ki uska transfer ho gaya hai!
Anubhav: Ek minute yeh baat aapko Aarti ne aapko kab bataeye?
Hassena: Kal subah kyu?
Anubhav: Hume Nalini ke kaamre mein ke ek official notice mili thi usme bhi yahi likha tha. Par hume ek baat samajh nahi aa rahi ki achanak se aaise kaise transfer.
Hassena: Aapko lagta hai ki koi gadbad hai?
Anubhav: Lag toh hume kuch aaisa hi raha hain. Par hum chahte hai ki Hume sach tabhi pata chale jab Nalini khud hume sab kuch sach bataye.
Hassena: Hume bhi yahi thik lag raha hai. Toh hum chale? Bohot raat ho gayi hai.
Anubhav: Ji, hum aapko chod de kya??
Hassena: Nahi hum chale jayenge.
Hassena turned to go but Anubhav held her hand. Hassena turned back and eyed him in confusion. Anubhav pulled her and hugged her tightly.
Anubhav ( whispering ): Kal jab Nalini chali jayegi, hum shayad aapni behen ko ek aur baar kho denge Hassena ji. Hum nahi jaante ki bhagwan ki marji kya hai jo hume pal pal alag karta rehta hai...
Hassena ( confused ): Anu, aapne Abhi kaha ki phir ek baar kho denge. Iska kya matlab hai? Aur aaisa kya hua tha do saal pehle jo Karishma Singh unse baat karna tak pasand nahi karti?
Anubhav broke the hug and sat on the couch again.
Anubhav: Aap sunna chahti hai kya? Sach me? Par hume ek vada kijiye ki aap yeh kisi ko nahi bataengi!
Hassena blinked her eyes in assurance and put her hand on his.
Hassena: Hum vada karte hai bas!
YOU ARE READING
Understanding and Trust ( Maddam Sir FF ) ✓
Fiksi PenggemarGenre:- Thriller/ crime Everything is messed up in their lives. SHO Hassena Mallik, SHO of Mahila Police Thaana and the tension between SI Karishma Singh, her junior is increasing. Due to Mission Jeet her conflict with herself that she still loves A...