Lambi Raatan

346 50 31
                                    

Later Anokhi realizes she had been sleeping. She quickly wakes up and sees it was going to be 9.

Anokhi- Itna kaise so gyi mein! Oh! Hostel!. But Shaurya ke ghar par koi aaya hai. Aise niklungi toh sahi nhi lagega.
She starts pacing in the room. Suddenly Shaurya enters and she freaks out.

Shaurya- Arre mein hi hoon? Kya dating karni hai tumhe. Tumhe toh neend se fursaat nhi.

Anokhi- Achaa chodo! Ab mein chalti hoon.

Shaurya- Anokhi late ho gya hai. Aur ek surprise hai tumhare liye. Chalo.

Anokhi is surprised and happy to see Aastha.

Anokhi- Hello Ma'am!

Aastha- Arre sab theekh? Padhai sahi se chal rhi hai naa?

Anokhi- Haan ma'am.
Anokhi was put at ease looking at Aastha.

Aastha- Chalo khana khaye?

Anokhi- Ma'am hostel jana padega.

Aastha- Kal chali jao naa. Ruk jao aaj. Please!

Anokhi- Ma'am yahan kaise?

Aastha- Apne boyfriend ke ghar pe rehne nhi bol rhi. Apne Aastha maam ke sath rehne bol rhi hoon. Mein bhi ruk rhi hoon. Tum bhi ruk jao!

Anokhi- Ma'am! Par.

Aastha- Par kuch nhi. Khana garam karke lati hoon. Baitho.

Anokhi- Mein bhi aati hoon.
They go to the kitchen and warm the food as the men start to set the dishes, plates and spoons on the table.

Anokhi- Yeh sab?

Aastha- Woh aaj kal mera beta apni special friend ke bina snacks bhi nhi karta hai. Toh rakha hai thoda snacks ke pakode tum dono ke liye. Kha lena.

Anokhi has a subtle blush. They gather around the table and start to have dinner. Aastha had cooked a beautiful mango dal, steamed rice and a delicious fish curry. To close the dinner Shaurya had ordered sweet of Gulab Jamuns and Chamcham. Aastha refused the offering of Gulab Jamun which seemed to stung Shaurya. He was already very overwhelmed with the food which was his mother's cooking he had tasted after so long. So it hurt him.

Aastha- Diabetes hai mujhe Shaurya. Isliye.

Shaurya- Mom? Aapne kabhi nhi bataya. Diabetes? Kabse? Kaise! Bataya kyu nhi!

The emotion of the moment pushed back the awkwardness and he hugged her. He knew so little about his mother. He was in tears. And only after long did he leave his mom.

Shaurya- Aap kahin nhi jayengi! I don't care aapne mujhe kyu choda! Galti aapki thi par itne saal saaza maine katti. Mujhme aur himmat nhi ki mein aur saaza katun. Aap nhi jayengi mom. Bas! Kahin bhi. Kabhi bhi. Yaa toh aap yahan aa jaiye. Yaa mein wahan aa rha hoon.

Aastha- Shaurya! Kaisi baatein kar rha hai?

Shaurya- Achaa yeh sem ke liye kuch nhi kahunga. Par agle sem se aapko yahin rehna hai mere sath bas.

Aastha- Shaan isse kuch samjhao.

Shaan- Samjhaoon hi kyu? Sahi toh keh rha hai. Kaise kya karna hai dekh lenge. But tumhe yeh family wapas nhi chahiye kya Noor!

Aastha- Shaan! Par tum jante ho.

Shaan- Abhi woh iss equation mein nhi hai. Sirf mein aur Shaurya hai. Bas! Isliye bas kuch nhi sunna. Hum ek sheher mein rahenge. Chahe toh hum wahan aa jaenge.

Shaurya- Yes mom!

Aastha- Agle sem se mein aa jaungi. Waise bhi wahan kya rakha hai. Tab yahan nhi reh sakti thi isliye wapas chali gyi. Ab yahin rahungi. Tum dono ke sath.

Discrete parodiesWhere stories live. Discover now