Hello everyone i hope you all are fine Let's start the story...
Here we go ,
Vir reached near Lake with bhola but no one is there He sigh bhola to search them Vir's eyes were all red in anger Bhola came and say
Bhola : Har jagah dekh liya maalik koi nahi ha yaha pe sab kaha bhag gaye lagta hai...
Vir just looking here and there with red & teary eyes without answering he left from there in anger Bhola try to stop him but he didn't listen he sits in a goes... The scenes shifts to Purvi house Dadi and Purvi enter in a hall
Purvi : Dadi apne bola durga mandir jana ha phir aap wapis kyu aa gayi...
Dadi : Kuch yaad aagya koi baat nahi shadi kal shadi ke bad chali jana or waise bhi jab suhagan auratein jati ha na darshan karna to bohot acha mana jata hai chal abhi tayari karle shadi ki kal waqt nahi milega samjhi
Purvi : Theek ha Dadi
Just then Purvi turned and put her bag on table she get shocked bcz vipul and karun was standing near gate there conditions was very bad blood coming form their mouth they even can't stand properly pramila also came and scream...
Pramila : Karun ji (she goes and hold him purvi also ran and hold vipul both helped them to sit) Kya hua ye karun ji kisne mara apko itna boliye
Purvi : Haa vipul kisne ki apki aisi halat aap to khade nahi ho pa rahe
Vipul : (fake pain) Maine apko bataya tha na purvi ji ek dushman ha Dad ka usi ne mara or sath me apke mama ji ko bhi Dad ko bhi dhamki di phirse ki ye shadi nahi honi chaiye
Karun : Haa purvi beta wo mukhiya ha virendra pratap singh wo na tujhe khareedna chahta tha 5 crore me jab maine mana kardiya to ye halat krdi
Purvi : Itna ghatiya aadmi mukhiya kaise ho sakta ha or mere peeche kyu pada hua ha wo...?
Vipul : Aap to janti ha dushmani ha or jaise hi virendra ko ye pata chala purvi aap ha or meri shadi apse hone wali ha usne karun mama ko phone karke bola main 5 croro dedunga bas tum purvi mujhe dedo wo apke lena chahta ha purvi ji apka shareer use chaiye aap itni khoobsurat jo ha..
Karun : Haa beta wo tujhe khareedna chahta tha tujhse shadi karke teri zindagi barbar kardeta itna darinda ha wo maine mana kiya to humari ye halat kardi usne...
Pramila : Hey bhagwaan wo aadmi purvi ko khareedna chahta ha are purvi samaan thodi ha or mai ache se janti hu aise aiyash bade logo ko zara si khoobsurat ladki dekhi nahi bas bistar ke liye chaiye...
Purvi : (in anger) Kabhi dekha to nhi ha us ghatiya aadmi ko par nafrat ho gayi ha mujhe use ek aurat ke maan shamaan ko kya samjh rakha ha usne mujhe khareedna chahte ha wo maa kitni badnaseeb hogi jisne aise bete ko paida kiya mere jism ka sauda chiii
Dadi just listening but didn't react!
Vipul : Purvi ji aap shant ho jaiye wo aadmi shadi barard karne ki poori koshish karega...
Purvi : Humari or apki shadi poore rasm ke sath hogi vipul ji or agar wo aadmi yaha aata bhi ha na to hum uska samne karne ke liye tayari hai mami aap haldi wala dodh le aaiye dono ke liye hum shadi ki tayariyan karte ha kyuki kal ke kal waqt par hi shadi hogi...
YOU ARE READING
BEPANNAH ISHQ
Lãng mạnKehte hai na kismat hume humare pyaar se milvati hai kab kon kaha mil jae kisi ko nahi pata, kab kis se konsa rishta ban jae kise pata , kab kisi se hume pyaar ho jae kise pata, par agar kaisa ho jab phele hi chun rakhi ho manzil , kaisa ho agar ho...