Continue ~
Purvi sitting in her room folding her arms around her knees and crying silently. dadi not even ask her what happened in haveli and what he said or maybe as dadi warned that he will not forgive her so easily for her deeds. her chest heaving up in pain & guilt.
Evening time passed purvi didn't came out from room.. here dadi sitting in hall lost in her deep thoughts.. she always wanted to see purvi happy with vir.. it was going well but purvi's mistrust, baseless accusations ruined everything.
Dadi : Pata nahi kiski nazar lag gayi mere bacho ko achi chal rhi thi dono ko zindagi khush the sukhi the pata us karun ne aake aisi kaunsi aag laga di jo ye sab hogaya or mujhe poora yakeen uske alawa koi or nhi ho sakta kisi ko dikkat nhi shivay karun ke. mahino phele ghar se chala gaya apni biwi ko lekar to ab kyu aagya purvi ki hasti khelti zindagi me aag lagane maine sapne me nhi socha tha purvi is kadar vir ke sath kardegi kisi ke bhi behkave me aakar ek baar vir par bhaorsha karti use baat karti saari baatein samjhati to aaj wo dono sath hote or khush hote magar nahi nadani pe apna hi nuksaan kar dala.. na vir khush ha na purvi or beech me saath bhi kisi ka nahi de sakti pakshpat hojaega.. vir sochega ab me kyu beech mai bolne aa rhi hu or purvi se to maine bol diya ha is mamle me teri koi madad nahi karungi
☆
Vir was lying on a mat on terrace starring the sky.. he grab the alcohol and drinking! his eyes were slightly red filled with tears. He looked at moon and said in broken tone
Vir : Na raaston ne sath diya, na manzil ne intezar kiya.. hum kya likhe apni zindagi par humare sath to umeedon ne bhi mazak kiya
Ishq bhi kiya batein bhi hui, apka intezar bhi kiya mulakton ka aagaz bhi hua, lekin jazbat fhike reh gaye yakeen ke bunde barsaat mai ghul gaye, hum roye is qadar un gehri badlo ke neeche ki aansu bhi kam pad gaye.
Khawaish itni nhi har shaqas humara hojae, ho bhi kaise aisi humari taqdeer nahi, hum wo aaina ha jiski koi tasveer nhi tasveer ho bhi kaise me ab hum zinde insaan nhi, dard se purana rishta ha humara khushiya nasib me nahi or koi hume yaad kare hum itne bhi khushnaseeb nahi..
He chucked and laughing on himself and his so called life which never give him little bit of happiness.. first he lost his maa and fell into love with purvi but she called him a murderer. murderer of her parents. he begs he cried he try to make her believe he tried to stop her but she didn't believe him which broke his heart.
Vir : Apne jo dard diya ha na hume purvi
us dard ki dawa aap kabhi nahi ban paegi kyuki aapne kabhi humara dard dekhna hi nahi agar jana hota mehsus kiya hota na to aap kabhi humare sath aisa nahi karti aise aise shabdo ka upyog kiya apne humare or humare maa ke liye bhule nahi bhulte hum. Aankhe band karte ha to aisa lagta ha maa hume pukaar rahi ho humse sawal kar rahi ho hume diye hue parvarish ka karz maang rahi ho. or hum bebas ha lachar ha aisa lag raha ha jaise humare hath paav kat diye ho kisi ne. Aaj phir hum apni maa ki nazro mai gir gaye jab aapko apna pass aane diya or khudko chune diya.. insaan se janwar nahi ban sakte magar dil ko pathar jaise mazbut to kar sakte ha. ab koi bhi humse baat karte waqt darega humse kuch bhi kehte waqt na apna sar jhukae rakhega. humare sirf naam tak se kaanp jaenge sab sirf humare aahat se apne kadam rok lenge log.. humare aane ke sirf naam se hi apna rasta tk badal lenge log.. jin aankho me narmi rehti thi abse unhi aankho me aag dekhenge log..He drank left over alcohol in one go then throw the bottle in anger suddenly voice rehman's caught her attention he turned and saw rehman leaning against the roof door and slowly approaching towards him
Rehman : Kya kar raha ha vir sham ko mai kamre me aaya to darwaza nahi khola jab bola baat karni ha tab bhi tune jawab nahi diya or chhat pe nashediyo ke jaise sharab piye jaa raha ha.. tujhe pata ha tu kya karte ja raha ha apne shareer ke saath.
YOU ARE READING
BEPANNAH ISHQ
RomanceKehte hai na kismat hume humare pyaar se milvati hai kab kon kaha mil jae kisi ko nahi pata, kab kis se konsa rishta ban jae kise pata , kab kisi se hume pyaar ho jae kise pata, par agar kaisa ho jab phele hi chun rakhi ho manzil , kaisa ho agar ho...