Hello everyone i hope you all are fine and doing great , let's start our story
Here we go ,
Vir was also going but purvi stopped him from behind he turn with smile
Purvi : Aap hosh main to the humne apka khana zeher brabar banaya tha or aap kaha gaye
Vir : (smile) Hume zeher acha lagta ha
Purvi : (came towards him) Apko kya lagta ha ye sab karne se humara man apke liye pighalne lagega kabhi nahi...
Vir : Humne to aapse kaha nahi mere liye humdardi jataiye or waise bhi ye apki pehli rasoi thi na ab chahe zeher khilaiye ya amrit hum khushi khushi khaenge... hum chalte haa
Purvi : Rukiye...
He again turned... purvi goes towards dinning table take Vir's glass of water and came near vir and forwarded him the glass of water... he smiled slightly
Purvi : Aap ye mat sochiyega humare mann mai apke liye koi humdardi hai galti humari thi isiliye apko paani de rahe hai agar apki tabyat bigdi to uski zimeedari humari nahi... paani piijiye
Vir : (saw the glass of water then her and smile) Roz to marte hi ha hum til til karke aaj bina paani ke mar jaenge
He again smile and goes from there... purvi looking him continously for a sec she feels something bad for him... but then she remember what he has done with her and her dadi
Purvi : (in mind) Agar humara dil mai thodi bhi humdardi is admi ke liye aai us din hum duniya hi chod denge isne jo kuch bhi humare sath humari dadi ke sath kiya ha na kabhi bhi maaf nhi karenge inko... aaj to bas shuruat thi mukhi virendra pratap singh abhi or bohot kuch sehna ha apko. bhagwaan humari dadi bas theek ho unhe kuch na hua ho bohot dar lag raha ha hume
Here in Vir's room he was roaming in his room restlessly bcz his chest was paning and eyes were red.. it was too hard to control his pain tear came in his eyes and clinching his fist... then someone came inside , he sense and trying to behave normal
Vir : Jo bhi hai abhi chale jao abhi mera baat karne ka mann nahi abhi
Shikha : mujhse bhi baat nahi karni tumhe Vir
Vir : (turned) Didi aap... aap yaha kya kar rahi ha apko pata hai na is halat mai apka zayda seedhiya chadhna ya utarna theek nahi... mujhe bulva liya hota is tarah mat kariye apke or apke bache ke liye theek nahi hai
Shikha : Mere or mere is bache ke liye tu bhi zaruri hai Vir mai ache se janta hu us khane me kuch tha kyuki purvi achanak se tujhe apna rahi ha ye baat mujhe sahi nahi lagi par mai to beech kuch keh nahi sakti thi.. chal bata kya hua kya tha khane mai...?
Vir : Didi unka nafrat mai samjh skta hu or unka nafrat gussa jayaz bhi hai par mai kisi bhi keemat pe unhe chod nahi sakta... mai mar jaunga... or rahi baat us khane ki to chahe wo zeher de ya mirchi ya namak sab seh jaunga...
Shikha : Mai purvi ko kuch keh nahi sakti kyuki uska gusaa theek hai par vir is tarah se to tumko taklif ho rahi na or mai ye sab nahi dekh sakti hu... ek bar mujhe purvi se baat karne do mai use samjhane ki koshish karungi
Vir : Apko apke bhai pe bharosha hai na uske pyaar par yakeen ha na unhe waqt dijiye aaj nahi to kal unhe ehsas hojaega or wo mere kareeb aajaengi...
Shikha : Tumhare samne koi jeet nahi paya to mai kaha se jeetungi par kam se kam mere khatir ye halwa to kha lo mai itna chadh kar aai kam se kam ye apne bhanji ke liye kaha lo...
YOU ARE READING
BEPANNAH ISHQ
Roman d'amourKehte hai na kismat hume humare pyaar se milvati hai kab kon kaha mil jae kisi ko nahi pata, kab kis se konsa rishta ban jae kise pata , kab kisi se hume pyaar ho jae kise pata, par agar kaisa ho jab phele hi chun rakhi ho manzil , kaisa ho agar ho...