Story may be completed till sept or oct mid week! All i can say to Mafia's story readers i am really sorry. will try to update as soon as possible and thank u being patient with me.
Continue ~
At hospital
Vir felt sudden pain in chest.. he put hand on wall and took deep breath. MS looked at him and held him from forearm and make him sit on chair..
He told vanay to bring water bottle.. MS sat beside him and patted his shoulder and said
MS : Viren tu theek ha na..? Chinta mat kar beta mazdur sab theek hojaenge manne to police ko bhi bulaya ha ye koi choti baat nhi ha jise hum aise hi narazdanz kardenge bas tu chinta mat kar..
Vir : Nahi mama sarkar manne achanak se bechaini ho rahi jaise kuch bohot hura hone wala ha manne acha nahi lag raha ha aap ek baar ghar pe baat kro na waha pe sab theek to ha na. Bache.. purvi.. prakshi.. ji..
MS : Ghabra mat me samjh raha hu tujhe aisi pareshani ha mann ashant hota ha na dimag har taraf jata ha..
Vir : Pata nahi ye kuch alag bechaini lag rahi ha mama sarkar aaj se phele aisa kabhi hua nahi ha..
MS : Shayad itne logo ko ek sath bimar dekh kar unke parivar walo ke bare me soch karke tanne bechaini ho rahi ho..
Vanay came with water bottle and gave to vir he took it and open the bottle cap..
MS : Paani pee le.. thoda..
He drank water and put the bottle aside.. he palmed his face and close his eyes.. ms also thinking how workers fall ill despite so many precautions and cleanliness?
Vir : Vanay jo factory ke karamchariyo ke liye khana banata ha use bulaya ha ya nahi kaha ha wo ab tak aaya kyu na..
Vanay : Bulaya ha maalik.. abhi to doctor ka intezar ka kya kehte ha wo..
Vir nodded.. After sometime nurse called them and informed doctor wanted to meet with in his cabin..
All of them goes in doctor's cabin.. doctor sigh them to sit.. ms and vir sat and vanay standing in corner with tensed face..
Vir : Ji.. ji doctor sahab..
Dr : Aapke workers ko foodborne hua ha.
MS : Matlab?
Dr : Matlab food poisoning.. aapke workers ki humne test kiye ha unka khane me hume bacteria mile ha jise infection hota ha pet me infact jo water unhone consumer kiya ha wo bhi unhygienic tha..
Vanay : (shocked) par aise kaise ho sakta ha me khud dhayan rakhta hu unke khane peene ka khane kaha banta ha waha roj saaf safai me khud karata hu roz.. saman ache dukaan se lata hu. paani bhi municipal ka aata ha to aise kaise bimar hogaye..
Vir : Haa khud bhi jata hu dekhne or vanay seher se aaya ha padha likha ha isiliye isko kaam pe rakha tha.. or aaj se nahi saalo se unka khana peena humare yaha hota ha tab koi dikkat nahi aai to aaj kaise wo bhi sabki tabyat ek saath kharab..
Dr : (think for a while) I guess kisi ne jaan ke kiya hoga ye sab aapko badnam karne keliye otherwise baki koi dikkat nahi ha unke khane me or paani me bacteria the jinke karan sab bimar pade ha. on the very serious note apko police ko bulana chaiye..
YOU ARE READING
BEPANNAH ISHQ
RomanceKehte hai na kismat hume humare pyaar se milvati hai kab kon kaha mil jae kisi ko nahi pata, kab kis se konsa rishta ban jae kise pata , kab kisi se hume pyaar ho jae kise pata, par agar kaisa ho jab phele hi chun rakhi ho manzil , kaisa ho agar ho...