Hello everyone i hope you all are fine and doing great... let's start the story
Here we go ,
Purvi was sleeping and Vir was sitting beside her and staring her... she turns holds his little finger and in sleep she put her head on his lap. Vir saw purvi and laughed he creasseing her face nd hairs lovingly... he took her hand near his mouth and kissed it...
Vir : Jo sawal apke mann mai ha janta hu aasan nahi ha mere sath rehna par aapke isi khoobi se sabse zayda pyaar karta hu mai.. aap dusro ka dard unki taklife samjhti hai apne gusse se upar mera dard samjha mujhe us raat apni god me sulaya... sach to ye hai mujhse zayda pyaar ehsaas ha aapko dil mai Dunga sare sawalo ka jawab sunga ek ek saal din har ek ghante sec ka jawab dunga apko kaise apko pehli bar meri aankho ne apko dekha kaise pehli bar mera dil apke liye dhadka kaise ek 12 saal bacha apko dekh kar hasne bolne lag gaya sab bataunga kyuki virendra ke bare mai janne ka haq ha apko par maine apse zabardasti shadi kyu kari kisne mera saath diya ye safaiya apko nahi dunga jo khudse judi baatein hai wo bataunga apko.. izhar karunga 15 saal ke pyaar , intezar ka , meri tadap ka or aapse judi har cheez ka.. izhaar karunga apse bas thoda waqt or JAAN
He bend down his head little and kiss her forehead and creasseing her head Dadi starring all these and smile. She left from there but parmila notice all these & leave from there in confusion pramila came back in kitchen where karun was sitting with knife...
Pramila : Kuch to gadbad hai jo hume bilkul nahi pata...
Karun : Ab kya hua...
Pramila : Wo budhiya Virendra Purvi ko dekh kar muskura rahi thi or kya..
Karun : Muskurae nahi to or kya kare uski poti ko itna acha ghar pati jo mil gaya hai khushi to hogi hi use or yaha hum croro milne wale the ek paisa na mila aisa Virendra beech me aaya..
Pramila : Mai wahi to bol rahi hu uski dadi ko shayad phele se pata tha vipul virendra ke bare mai warn hum dono pad wo bharosha nhi karti bhale uski purvi ne shadi ke liye ha kyu na bola.. itni asani se maan gayi aaj samjh aaya mujhe us chuppi ka raaz...
Karun : To tumhare kehne ka ye mtlb ha ki Amma ne virendra ko bataya or khud ko agva karvaya taki un dono ki shadi hojae or hume paise bhi na mile
Pramila : Or nahi to kya arey khud hi socho jo aurat purvi ke liye jaan deti ha usne shadi ke waqt kuch kaha nhi shanti se pura tamasha dekha or jis din shadi thi us din wo gayab hogayi neeche fhool lene bhi wahi gayi kyu? Arey ye sab racha gaya tha phele se..
Karun : Mujhe bhi kuch kuch aisa hi lag raha ha or virendra ne bhi Amma ko koi nuksaan nahi pahuchya...
Pramila : Arey jab dono ki mili bhagat ha to kyu nuksaan pahuchega or wese bhi agar virendra ko Amma ko gayab karna hota to phele kardeta na shadi ke din hi kyu... karun meri baat suno ek bar vipul se baat karo jake baki ki jankari mai nikalne ki koshish krti hu
Karun : Tum theek keh rahi ho ek bar mujhe ye sab vipul ko batana padega..
Karun left in room & pramila making food everyone it was night Purvi open her eyes and saw virendra was sitting beside her with smiling face He didn't even change his sitting position cozzz she was sleeping on his lap... she look at him and sits...
Vir : Kya hua achanak theek ha na aap
Purvi : Mukhiji hume pata nahi chala kab humari aankh lag gayi or humari wajah se apko aise baithe rehna pada sarry wo hum neend mai the.. or hum
YOU ARE READING
BEPANNAH ISHQ
RomansaKehte hai na kismat hume humare pyaar se milvati hai kab kon kaha mil jae kisi ko nahi pata, kab kis se konsa rishta ban jae kise pata , kab kisi se hume pyaar ho jae kise pata, par agar kaisa ho jab phele hi chun rakhi ho manzil , kaisa ho agar ho...