Firdaus fatima ke paas jaati hai kuch kapdon aur khaane k saath..
Fatima (darr kar ):"" aap kaun ho aur yahan kyu aayi ho.."??
Firdaus:ghabrao nahi... mai Ali ki waaldah hoon.. usi ne mujhe yahan bheja...
Fatima:" aap??!!!
Firdaus:" yeh lo kuch kapde... aur khaane k liye... kuch aur zaroorat ho toh bata dena mujhe..
Fatima:"" shukriya aunty.😟
Firdaus:"" hmm.. waise tm kyu aagai apne chacha k ghr se... yahan??
Fatima:"" aunty.. unho ne mujhe ghr se bahar nikaldiya... us ghalti k liye jo mai ne ki hi nahi..
Firdaus:"" kaisi ghalti""??
Fatima:"" w-woh..!!! Aunty..chacha ne mujh par ganda ilzaam lagaya... aur ghr se bahar krdiya... aur Al-Ali ... ne mujhe bacha kar yahan le aaya...
Firdaus::" kya Pata tmahre chacha k ilzaam Sach b ho"??
Fatima:"😟...
Firdaus:"" waise..,, tmahre maa baap woh kahan rhete hain??
Fatima:"" mere baba 😢 ... Pata nahi kahan hai... 10 saal pehle koi ghunde ne unhe..apne case me phasa kar meri maa k b qatal kardiya.. aur hum teen behno ko alag alag jagah bhejdiya.. ..
Firdaus(hairani se ):"" kya tmhe Pata hai.. woh ghunda kaun tha... uska naam ya kuch...??
Fatima:"" maq-maqsood"!!! Hai uska naam.. aur aaj tak bhi uske admi hume yahan dhoondte hain.. mujhe nahi Pata meri aur do behenein kaunsi jagah rehti hai^^
Firdaus:"" 😳😲😨... kyaaa!!! Maqsood ne..
(Yeh kehkar firdaus waha se hairani se chale jati hai )
________________
Abaan aur ashar Ali khan se milte hain...
Ali(Ashar se) :"" Tum...???
Ashar: toh tm ho Ali khan..!
Abaan:" kya mtlb tm dono ek dusre ko jaante ho??
Ali:"" Haan woh.. ek haadse mein mulaqat hogayi thi.. Pata nahi tha yeh detective bhi hai...
Ashar :" Khair.. abhi kaam ki baat par aate hain...
ABAAN:' Ali aap , kuch aisi jagah jaante hai jahan aapke Walid aksar waqt guzarte the..
Ali:"" Haan.. lekin wahan pehle bhi police ne chaan been krli lekin.. koi Pata nahi chala..
Ashar:"alright ... us raat ka khissa kya aap mujhe tafseel se bata sakte hai...
Ali(Woh sab kuch sunata hai jo kuch Rehmat ne aur uski betiyon ne saha)
Ashar:" Rehmat!!... well yeh naam mere Taya Abbu k bhi tha.. jo ab is dunia me nahi rahe..
Abaan:" oh acha.. Pata nahi woh ladkiyan zinda hongi bhi ya nahi..
Ali:" abba aksar apne Dealings k liye dubai jaaya krte the... lekin unke kuch admi abhi bhi hamare ghr ke aas paas nazar aate hain..
Abaan aapko Pata hi hoga.. aapki pados jo hamare ghr k khreeb thi... ammi bata rahi thi k unko b inhi logon ne hamla kiya tha..Abaan:"(😲😨).. kyaaa?? Lekin usne mujhe bataya hi nahi... aisa kuch..
Ali:" woh aapko kaisi bataye gi?? Aapki pados hi tou hai..
Abaan:" nahi .. mai ne unse nikkah krchuka.. aur ab woh meri ahliya hai ... lekin..!!
Ali:" Masha'Allah Mubarak bhai!!! Bahot khushi hui yeh sunke..
YOU ARE READING
"QURBAN"
General FictionStory of a poor father, who is trapped in gangster's evil case, who had no other option than to give away his three daughters to three different families...for their protection and safety.. three sisters face hardships and troubles living apart from...