promo.

2.8K 185 19
                                    


Dr _ congrats Mr malhotra aapki wife ka hart transplant ka opret ion successfull raha now she is perfectly fine body ne mind ne hart ko except kar liya hai aur woh sahi tarha se work kar raha hai hum onhe 48 hours obsarve karenge phir room main transfer kar denge tab tak aap onse nahi mil sakte hai. Han dekh sakte hai.

Manik _ thanku somuch dr aapka ye ehsan main apni pori zindagi main nahi bhol sakta hon aapne mairi wife ko ek nayi zindagi di hai.
Dr_ no Mr malhotra isme maine kuchh nahi kiya woh girl ye hi chahti thi ki oska hart aapki wife ko transplant kiya jaye kyunki Jan woh aayi thi tab hi aapki wife bhi aayi thi osne dekh kar pochha tha ki ye manik ki wife hai na isko kya hua hai tab maine osko sab bata diya tha to bolti maire pass time bahut kam hai dr aap maira hart nandani ko dede aur ye sab hua.

Manik _ koun si girl thi kya name tha oska.
Dr _ hmm han yad aaya ishika gupta.

Manik _ ishika gupta but main to aisi kisi girl ko nahi janta dr.

Dr _ kamal hai woh to aapka bahut achhe se janti thi aur marne se pehle ye diray aapko dene ke liye kaha tha ye le.

Manik _ diray mughe dene ke liye kaha tha strange diray hold karke kholta hai aur samne oski picture lagi hoti hai aur aur niche likha hota hai mairi zindagi ka woh sapna jo kabhi pora na ho saka maira manik kisi aur ka hogaya main khali hath reh gayi. Manik next page dekhta hai Jahan ishika ki picture thi group main jisme woh bhi tha oske pichhe khada hua.

Manik pov oh my god ye wali ishika mughe pyar karti thi jiska maine apman kiya tha sirf isliye ki oska colure fair nahi tha . woh mughe pyar karti thi aur ab oska dil mairi nandani ke pass tha dak raha hai zindagi ban karke oh God ab kya hoga nandani maira face dekhne ko ready nahi hai aur ab oska dil oska nahi hai ab kya hoga maira

one night changed my life (Complite )जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें