Sorry for late update,
Continued from the previous part,
Next morning,
In bondita's room,
Bondita uthti hai
Bon-yeh mera sar itna kyun ghum raha hai.
Bondita uthkar bahar jati hai.bahar sab hote hain kaka,binoy,shubra,bhaumik uncle.
Sau- are bondita kal tum kahan chali gayi thi party se kal mein party mein sabko dhoondh rahi thi bas mein aur som hi the party mein tum sab kahan chale gaye the.
Bon- mujhe nhi pata.
Sau-mujhe nhi pata matlab.tum kahan thi tumhe yeh nhi pata.
Bon- vo vo.....
Ani- vo bondita kal jaldi party se chali gayi thi aur soo gayi thi.uski tabiyat kuch thik nhi lag rhi thi.
Sab ani ko dekhne lagte hain🤣🤣
Ani- mujhe sahil ne bataya tha kal.
Sah- ha ha maine hi bataya tha.
Kaka- aacha.beta ab tumhari tabiyat kaisi hai.
Bon- ab thik hai kaka.
Bb -beta agar tumhari tabiyat thik nhi hai toh abhi ke liye shadi rukk sakte hain.
Bon-nhi nhi uncle meri tabiyat bilkul thik hai.shadi toh hogi.yeh shadi nahi rukk sakti.
Ani🥺🥺
Kak-toh phir thik hai beta hamare yahan boliye lagane ki aur ghada uthane ki rasam hoti hai.(guys mein punjabi hoon isliye mein yeh story poori punjabi religion mein hi likh rahi hoon okkk)
Sah- kaka yeh konsi rasam hai.
Kaka- beta boli lagane wali rasam mein sab rishtedaaro ke naam ki boli lagti hai.aur sab nachte hain.aur ghada uthane wali rasam mein joh dulhan ki deewani ya jethani hoti hai voh ghada mein pani bharkar ghade ko sar par rakhti hai aur mandir mein jal chadhakar aati hai.ghade wali rasam mein dulhan shamil nahi hoti hum log yeh dono rasme ek saath kar rahe hain.toh isliye bondita beti dono rasmon mein shamil nahi ho sakti.
Sah -par kaka bondita ki toh koi jethani aur devrani nahi hai.toh....
Shubra- toh kya hua saudamini hai na.mini kar sakti hai yeh.
Sah -ha yeh sahi hai.
Sau- par mein kyun.
Bb- mini.
Sau -aacha thik hai.😒😒
Jas -toh kya bondita poore resort mein akeli rahegi.
Ani- haan yeh bhi sahi baat hai.
Kaka- ha toh koi baat nhi.
Ani natak karta hai ki uske pair mein dard ho raha hai.
Ani -ahhhhh.mera pair mar gay mein.....
Bon bhagti hui aati hai.
Bon -kya hua kya hua ap thik hai.
Ani- bahot dard ho raha hai.
Kaka- kya hua anirudh.
Ani- kaka lagta hai pair mein moch aa gyi hai.
Kaka -chalo koi baat nhi tum apne kamre mein aaram karo.hum sab jaate hain.
Jas- are nhi nhi kaka anirudh ji toh abhi thik ho jayenge bondita toh bade se bada dard thik kar deti hai toh yeh kya hai.kyu bondita.😂😂
Ani- are iski koi zarurat nhi hai mein aaram karunga toh thik jo jaunga.
![](https://img.wattpad.com/cover/267638123-288-k478837.jpg)