kaha jayenge honeymoon❤ pe??🤦‍♀️🤦‍♂️

619 46 18
                                    

Continued from the previous part,

Kaka- bol anirudh kya baat karni hai...

Sab wahan kaka ki aawaz sunkar aa jate hain...

Ani in mind- arey yahn toh sab ikkatha ho gye ab  kya mein chilla chilla kar apne prem ka khulasa karoon.. 😂

Som- boliye na dada...kya baat hai...

Ani- kaka vo...mujhe na bondita ke saath...naa...

Bat- nhi dada sabke samne yeh sab baatein nahi...🤭🤭

Bon- ap...ap yeh sab kya bole ja rahe hain.😳😳

Ani- arey mein yeh kehna chahta hoon ki mein aur bondita kahin mera matlab jaise bondita kam karti rehti ahi saara din toh use aaram karne ka mauka hi nahi milta toh mein kya keh raha tah ki kyun na kuch dono ke liye mein aur bondita ghumne chale jaye...

Bat- ohhhh dada ap honeymoon  pe jane ki baat kar rahe hain😁😁

Ani- nhi aisi koi baat nhi hai mein toh...bass😅😅bondita ke liye keh raha tha...

Kak- are isme hamse poochne ki kya zaroorat hai jao jahan Jana hai lekin usse pehle hame yeh toh batao ki yeh honnnneiie moonaann...kya hota hai...

Bat - kaka go honeymoon hota hai usme na kya hota hai mein apko detail mein batata hoon...

Bon- batukkkkk....

Ani- kaka mein batata hoon kaka honeymoon ka matlab hota hai pati patni shadi ke baad ghumne jate hain...

Kak- arey tum sab shahad chand ki baat kar rahe ho..

Ani- kaka shahadchand matlab..

Som- arey dada honeymoon..

Bon- ohhhh..

Ani- acha...

Kaka- are yeh toh bahot achi rasam hoti hai angrazi hai magar achi hai kyuki isse pati patni ko ek dusre ke saath samay bitane ka mauka mil jata hai..

Bat - kaka ap bada jante ho honeymoon ke baare mein???🤪🤪

Ani- haan kaka apko kaise pta honeymoon ke baare mein itna??haaaaaannnn(in teasing way)😉😉

Kaka- arey hume bas aise hi....

Ani- oyehoyeeee kaka sachi batana apki girlfriend thi na....🤣

Bat- arey dada thi nahi haiiiii😂

Bon- arey chup ho jaiye ap dono kyu tang kar rahe hain kaka sasurji ko..

Kaka- dikho nalayako kuch dikho dekho kitni samajhdar hai hamari bahu...

Ani- ha ha apki bahu hi samajhdar hai hum toh paida hi nalayak hue the...

Binoy- lo anirudh ne khud hi maan Liya..

Bon- mana ki ap nalayak hain par aise sabke samne toh nhi bolna chahiye na meri reputation kam ho jayegi...😂😂

Ani- acha...😑

Kaka- chalo thik hai hum phir haridwar ki ticket book karva dete hain...

Everyone - kyaaaaaaaaaa! haridwar ki.....

Bat-  kaka really honeymoon pe haridwar..

Ani- ha kaka mera matlab mein toh Switzerland jane ki soch raha tha...

Kaka - kya Swiiitzaaraaaaaalaonda....yeh kya hota hai....

Batuk - kaka Switzerland...

Kaka- ha ha jo bhi hai...

anidita : ❤Love Is Magic💕😘🙈Where stories live. Discover now