ɴɪᴄᴇ ᴅᴀʏ

712 31 2
                                    

Jai Shri Krishna

Friends its just a fanfictional story. Not any intention to hurt anybody.

So start!!

Sambh goes from there. Pradyumna look at Mayavati she ignore him.. She was about to go but Pradyumna held her hand.

Pradyumna- aab kaha ja rahi ho priya..

Mayavati- apna dever ko diya hua kariya ko karna.

Pradyumna- ku jaana diya ussa.

Mayavati- yadi mein ussa jana na deti toh aap kiya ussa yeah kaam karta dekh maun raha pata satya toh yahi haina aryaa ki aap apna anuj ko kasht mein nahi dekh sakta isliya sadev unki sahayata karta hai.

Pradyumna smile.
They both arrange the chamber beautifully...

Krishna was walking just then he listen some voice of anklet. He smile and goes to the direction from where the voice coming. He see two girls where dancing on classical music. While dancing they both fall on shri krishna leg and touched his lotus feet.. And smile. They both look at shri krishna he smile at them and make them stand they both join their hands.

Krishna- Charumati Vatsala...
They both smile at him.

Krishna- adbhut bohut sundar nritiya kiya mari putriyon ne..

Charu- akhir ham putriyan hai kiski..

Krishna smile. Satyabhama and nagjiti come there and join there hands and look at krishna..

Satyabhama- arya dekhiya apki betiya kitni badi ho gai hai. Mujhe toh lagta hai apko inka liya var dhundna shuru kar dena cahiya.

Charu- ku hame nahi karna koi vivah.

Nagjiti- ku nahi karna..

Vatsala- nahi matlab nahi hame hamara pitashree or kakashree ko chod kar kahi nahi jana.

They both hold krishna hand he smile at him..

Satyabhama- kintu vivah toh karna hoga..

Charu- sidha sidha kahi na ki aap yaha se hame bhajna cahati hai..

Satya- adbhut kitnii samjhdar ho gai ho tum..

Krishna laugh charu and vatsala leave from there without listening to anybody.
Krishna look at both his wives..

Krishna- dekha rusta ho gai na wo..

Satya- haa toh ab satya hi toh kaha.

Nagjiti- haa or aap hasse is wajha se wo rusta hua hamari koi galti nahi hai..

Satya- aap bhi na arya dekho rusta kar diya na bachiyon ko

Nagjiti- haa dekho toh hame toh satata hi the apni putriyon ko bhi nahi choda...

They both leave from there krishna look at them and give an annoying expression.

Ahhh..

"Tum thik hona priya Abhimanyu" bhanu said..

"Ji bhrata mein thik hu bass thodi lag gai hai" Abhimanyu said

"Uchit hai tum jao or jakar vishram karo" bhanu said

"Kintu bhrata" Abhimanyu said

"Abhii" bhanu said with stren voice

Abhimanyu goes to his chamber bhanu only one who is doing his practice. Sambh and subhau come there with Nishtha. Look at bhanu he understand that something is wrong.

🍂

"Nahi" bhanu Pradyumna said..

"Ku nahi" sambh

"Ham aisa kuch nahi karega" bhanu said

"Arey bohut Anand aayaga" sambh said

"Haa" subhau said

"Wesa bhrata sambh thik hi toh kaha raha hai bhrata Anand toh aayaga" Abhimanyu said

"Or dand kahana mein bhi bohut anand aayaga" Pradyumna said

"Toh kha lena par bass hame iss varsh ki holi anand or utsah se bhar deni hai"
Sambh said

"Kintu pitashree krodit honga" bhanu said

"Accha par mujhe toh pata chala tha ki pitashree or kakashree baal pan mein bohut anand se or masti se holi manata the" said Nishat

"Kintu holi mein abhi samay hai phir" Bhanu said

"Kintu pitashree ne kaha tha ki wo log holi ka kuch din pehle se hi utsav mana liya karta the" ulmukh said

"Bhrata aab daant padegi toh kha lena apna anuj ka liya itnaa nahi kar sakta" sambh said

"Thik hai wesa anand toh aayaga" pradyuman said.
Bhanu also agree the all boys gang smile and hug eachother
_________________________________

Hope you all like the..

So are you all excited for the holi in de dwarka..

Which part of the story you love the most.

Are you liking the story.

Which character is looking nice.

Give your reviews
Thanks for reading

 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now