▎BAD DAY ▎

233 15 2
                                    

Beautiful Day shayad kiyaa pata or pata lagagana ka liya toh iss Sundar nagri Dwarika jo Swarn ki bani hui hai usme pravesh karna hoga toh chaliyaa andar pravesh karta hai.

Bolo Jai Shree Krishna!!!!

Itnii Sundar nagri ka raja dwarkadhesh ka darshan kon kon karega
Batao!!

Arey ham sab karega toh chalo chalta hai dwarkadhesh ka kaksh mein

Dwar khole jaaya

Arey dekho toh kesa vishram kar raha hai hamara natnaagar. Kitnaa Sundar or manohar roop hai. Ek bhajan hai jo ham gayaga ki kitnaa pyaara hai shringar ki mein lu teri nazar utar kitnaa pyaara hai..

PITASHREE!!!!!!

Kon hai reee ohh Pradyuman hai

"Pitashree uthiyaa"

Krishna open his eyes slowly and see his beloved son who was standing infront of his eyes with tensed look

Krishna- Kiya hua putra itnaa cintit kun ho

Pradyuman- Cinta ki baat hai pitashree isliya toh cintit hun dupahar hona wali hai

Krishna- Kiyaa

Pradyuman- jii dupahar hona wali hai or ham abhi uth raha hai. Aaj mein bhi der se utha aniyatha mein roj jaldi jag jaata hun.

Krishna- meina khud itna vilamba laga diyaa uthna mein

Bhanu come there

Bhanu- or jaldi na uthna ka karan Shastra-vidya mein or rajya karyon mein bhi vilamba ho gaya hai!

Trio look at eachother!!

Bhukkkk lagiiiii haiiiii

Nishat shouting!

Harsha asked- "Kiya hai bhrata"

Nishat- kuch bhi toh nahi hai bhojan ko kuch bhi nahi hai bohutt bhukk lagi hai mataa kaha hai

Ulmukh- pata nahi bhrata kintuu mujhe bohut bhuk lagii hai or agar maata yaha hoti bhi toh ham unse bhojan nahi maang sakta the kal ka baad yeah sambhav nahi hai

Pragosh- aab bhrata sambh hi kuch kar sakta hai

Harsha- kintu wo hai kaha

AHH!!!!!!!!

Mara vashtra kaha hai!!!
Sambh shout.

Vira- mein dhundna ka prayas kar raha hun lekin mujhe kuch nahi mil raha hai bhrata..

Sambh- na vastra mil raha ha nahi kuch or..

Vira- agar mata hoti toh dhund ka de detiii

Sambh- kintu hame maata ka bina sab kuch karna hai bhulo mat

Vira- jantaa hun

Sambh- accha wo safaii karna ka liyaa hai

Vira- sangramjit or Charudeshna gaya hua hai safaii kaa samaan lana

Sambh- or Subahu kaha hai

Ahhh chup hoja!!!
Subahu- chup ho ja chup hooo jaa meraaaaa aeeee aahhhhhhh hooo

Abhimanyu- agar aap aisa chup karaoge na toh Subhanu ka saath saath mein bhi rona lag jaungaa

Subahu- tum kehna Kiya cahata ho

Abhimanyu- yahi ki aap bohut bura gaata hooo

Subahu- areyy tum toh bada mitha gaate hua arey tumse adhit mitha toh ladoo bhi nahi hai hainaaa

Ahhhhh Subhanu start crying

Areyyyy chup hojaaa mara baap
Abhimanyu- said

Subahu- baap!!! Aab bass pitashree isse chup kara sakta hai

PITASHREE!!!!!

Me- Wahh kiyaa scene hai

Toh dekh liyaa ek din bhi pura nahi hua or ahankar karna wala balak thak gaya itnii si der mein kintu aab prashan yeah hai ki kiyaa yeah log bina apni mata or patni ka bina saara kaam karega or usse bhi badi baat sabhii deviyan hai kaha!!!




 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now