Salt?

170 17 9
                                    

Jai Shri Krishna

_____________________________________________

Krishna was sitting in his chamber just then Rukmini and Jambavati came

Jambavati:- Aarya!

Krishn smiles at her

Krishn:- kaho Jambavati aisa achank mera kaksh mein koi kariya tha

Rukmini:- kun Prabhu ham aisa nahi a sakta

Krishn look at her then smiles

Krishn:- Nahi!!!

Rukmini mouth goes O 

Krishn:- Jambavati aap kahiya kiya baat hai

Jambavati:- aarya apko giyat hai ki pradyuman, sambh, Maya, rukma, chadru, deshna or bhanu yeah sab kaha hai panchal se hamara sath aaya nahi hame laga ki pehle hi a gaya honge kintu

Krishn:- accha priyaa aap chinta mat kijiya sab log Bahar bhraman ke liya gaya hai sath mein Bhargavi, Kritika or Lakshmana bhi hai

Jambavati:- Duryodhan putri Lakshmana

Krishn:- ji

Rukmini:- kintu woh unka saath kiya kar rahi hai

Krishn:- Jambavati woh baccha hai ek dusra ke sath samay hi bita rahe Hain

Rukmini face fell bcz her Krishna was ignoring her without saying anything she leave from there

Jambavati:- apne jiji ko udaas kar diya

She complaint

In Jungle

Sambh was seeing the love birds Rukmavati or Mayavati was making food and Pradyuman was helping them where Chadrudeha and Bhargavi was roaming with holding hands, and look whatt Bhanu was admiring suthanu who was looking at moon and chadrudeshna was doing exercise and Kritika was admiring him.

Sambh:- Satya mein yadi bhaiyon ke sath aao toh bhaiyon ka dhiyan patniyon ke upar hota hai or yadi patniya or premika sath toh chodta nahi hai.

Pradyuman smile at Rukmavati and tickled her

Rukma:- aa .ryaa..bas..s... (while controlling her laugh)

Pradyuman stopped when Mayavati tickled him

Pradyuman:- Maya kiya....

Maya:- meri Behan ko satya na ab bhugtiya

Pradyuman:- accha ji

Like this they smile at eachother

Sambh:- hame toh yaha koi janta hi nahi chalo nikala yaha se

Sambh walk and bumped without seeing He said

Sambh:- Lakshmana!!!!

Lakshmana:- aapko kesa pata ham hai apne toh dekha bhi nahi

Sambh:- yodha hun isliya pata chal jata hai ki sankat kaha se aane wala hai

Lakshmana didn't said anything

Sambh:- or wesa bhi iss duniya ap hi toh hai jo hamse bhid jati hai or

He saw that she didn't argue back

Sambh:- aap thik hai rajkumari
(He said softly)

Lakshmana:- ji rajkumar

She was about to leave but sambh hold her hand she look at him and he look at her

In Night

Narad Muni was sitting with Balram Dau and Krishna and the Rani's was standing

Narad:-  bhojan aana mein abhi samay hai toh ham usse purv ek khel khelta hai

Satyabhama:- kesa khel Narad ji

Narad:- ji ham Shri Krishna ka saath ek khel khelaga

Krishna:- hamara saath

Narad:- ji aapko koi apati toh nahi hogi na

Krishn:- aap hamare atithi hai devrishi narad aap ki iccha hamare liya adhesh boliya kiya karna hai

Narad:- kuch nahi Devaki Nandan aapko bass apni patniyon ki tulna bhojan ke saath Karni Hai ya kisi khana ki cheej ka sath

Balrama:- tulna karni hai arthat

Narad:- Shri Krishn ko batana hoga ki unki patniya kis bhojan ke samaan ka arthat mirch hai namak hai kiya hai

Krishna:- avashya!!

He smile

Satyabhama:- Arya pehle hamare barema

Krishna:- Ji hamari ardhangini Satyabhama bilkul 

Satyabhama was waiting for his answer

Krishn:- mirch jesi hai

Satyabhama mouth goes O where her juniors chuckled.

Krishn:- or hamari Mitra  haldi jesi hai

Krishna:- Charuhasni Tamatar Jesi

Bhadra:- tamatar.(she look at Charuhasni)

Krishna:- gussa mein tamatar jesa lal ho jati haina kun Bhadra

Bhadra Nod and naganjiti pinch her

Krishna smiles and look at kalindi

Krishna:- kalindi bilkul imali ki tarah Khatti mithi

Krishna:- or Bhadra Aloo ki tarah

Bhadra:- ham Aloo?

Krishna:- jis prakar adhiktar sabjiyon mein Aloo hota hai ushi prakar Bhadra kisi ma kisi kariya mein sambalit hoti hai

Bhadra:- Acha aisa

Krishna:- ji or Nagnajiti bilkul nariyal ki tarah Bahar se kadak andar se naram

Krishna:- Or Jambavati yeah toh sab janta hai ki Jambavati bilkul mithai ki tarah mithi hai

Jambavati:- Arya apne hamare barema toh bata diya kintu jiji ka barema toh bataya nahi

Bhadra:- Haan jiji ke vishya mein bhi bataiya na

Krishna look at Rukmini she look at back

Krishna:- Rukmini hamara liya

She look at him

Krishna:- Namak hai

Making everyone shocked bcz everyone knows how Rukmini was but they didn't said anything somewhere Rukmini felt little sad

Bhojan came

Balram:- khaiya na devrishi

Narad take a bite and make face.

Krishna:- kiya hua devrishi

Narad:- isme toh namak hi nahi hai

Krishna:- Koi baat nahi aap aisa hi kha lijiya

Rukmini:- yeah aap kiya keh rahe hai swami bina namak ke khana mein swad kesa a sakta hai bina namak ke toh bhojan sampurn nahi hai

Krishna:- aisa hi aapka bina ham sampurn nahi hai Priya

Rukmini look at him and he smile at her

Krishn:- bina namak ke bhojan viyarth hai or apka bina hamara jeevan viyarth hai

Mata rukmini's eyes where filled with tears but fall from his eyes..

Aaga kiya likhne cahiya aap log mujhe comment box mein bataiya


Hope you'll like the chapter

Do vote and comment your reviews

Do share with your friends

Radhe radhe

 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now