▎FACE OFF ▎

225 18 3
                                    

Pitashree!!!

Pitashree!!!

Krishna- Kiya hua putra itnaa cintit kun ho.

Pradyuman- pitashree yudh ho gaya hai.

Balram- yudh!!! Kiska itnaa dus sahas hua

Krishna- shant dau pehle puri baat toh suno

Pradyuman- pitashree wo..

Pradyuman tell everything to Krishna.

"Kiyaa" rukmini shocked

"Ji maata sambh or lakshmana ka beach ladai hui or ab suthanu or bhanu bhratashree lad raha" charumati tell everything to Rukmini

Krishna Rukmini come there and see the suitvation and make him stopped!!
Balram duryodhan also come there with lakshman

Krishna- ku lad raha ho tum sab

Suthanu- kakashree sambh or bhanu Lakshmana ko pareshan kar raha hai

Sambh- yeah satya nahi hai pitashree mena kuch nahi kiyaa or bhala mein rajkumari ko kun pareshan karungaa

Bhanu- haa pitashree bhala ham inhe kun pareshan karaga satya toh yeah hai ki yeah streeya sadev hame pareshaan karti hai

Rukmini- tumhara kehana ka arth kiyaa hai putraa.

Bhanu- mata mein toh keval satya kaha raha hun. Kun sambh

Sambh- pehli baar bhrata ne koi sahi baat ki hai

Bhanu glared at him

Sambh- arthat sahi toh kehaa raha ha yeah streeya hameshaa ham purushon ko pareshan kartii hai

Lakshmana- hame or koi kaam nahi hai kiya jo ham aapko pareshan karega

Sambh- nahi hai isliye toh keh raha hun

Rukmavati- ab aap galat bol raha hai dever ji..

Pradyuman- aap kun beach mein kud padi

Rukmavati- khud padii!!
Arya aab bhaiya galat bola ga toh Kiya ham bass chup chap sunta raha

Pradyuman- lekin usne kuch galat kaha hi kaha hai. Satya toh yahi hai ki aap streeyao kon kuch jada kaam nahi hota

Maya- aap galat hai

Sambh- nahi wo sahi hai.

Lakshmana- apko kesa pata

Bhanu- kuki unhe aapse jada budhi hai.

Suthanu- aap jada mat boliye

Bhanu- mein bolungaaa

They were fighting and our Krishna was smiling.

Pradyuman- agar kaniyaa kaam karti hai toh purush bhi koi khali nahi betha hota unhe bhi kaam hota hai.

Prabha- kiyaa kaam hota bass adhesh deta hai.

Lakshmana- or bhojan banata hai.

Sambh- tumne kab mara liya Bojan banaya or tum banogi bhi tab bhi mein nahi khana wala.

Lakshmana- aapko khilaya ga kon

Bhanu- dekhiya rajkumari aap jada bol rahi hai

Suthanu- or aap toh kuch bolta hi nahi hai

Bhanu- mena aapse pucha

Krishna- Shantt!!!!

All look at him he also look at them.

Krishna- satya toh yeah ha ki kaniyon ko kaam hota hai lekin purushon se adhik nahi.

Rukmini look at him

Rukmini- aap kehna Kiya cahata hai aarya.

Krishna- yahi ki purushon ko kisi ki jarurat nahi hai khud ka kaam karna ki.

Balram- haan ham purush kisi se kaam nahi hai.

Rukmavati- pitashree aap aisa keha raha hai

Maya- arey jo kaam ham streeya kar sakti wo kaam aap nahi kar sakta.

Pradyuman- accha jii agar aap aisa sochti hai toh galat sochti hai aap...

Rukmini- toh thik bohut ahankar haina aap sabko apna upar toh thik hai aaj se ham streeya koi kaam nahi karegi.

Krishna- haan toh mat kijiye hamne kaha bhi nahi hai aapse kuch karna ko

Sambh- aap ka kartiwaya hai kaam karna isliya karwata hai warna koi jarurat nahi hai

Pradyuman- hame apki
(looking at his wives)

Krishna- toh thik hai aab aap sabko hamara liya kaam karna ki koi jarurat nahi hai

Bhanu- ham apka bina apna kaam chala lengaa

Rukmini- toh thik hai dekhta hai

Krishna- dekh lengaa Maharani ji

Face off!!!!

Balram- kahna mein or yuvraj duryodhan kuch samay ka liyaa bahar ja raha hai!!

Sambh- wah yeah accha hai Taushree ham yaha purushon ki izzat bachaya or aap yaha hame chod kar jaya

Nishat- haan pitashree yeah thik nahi hai

Balram- dekho mena toh koi ghoshna nahi ki thi.

Krishna look at him

Balram- sab janta hai mujhe bhojan khana aata hai banana nahi toh mein toh chala.

Krishna- kintu dau

Balram leave from there

Pradyuman- Taushree toh gaya pitashree kintu aab ham kiya kare mein Maya,rukma or prabha se nahi haar sakta.

Sambh- satya kaha aapne bhrata cahe kuch bhi ho jaya mein uss bandariya se haarunga nahii bilkul bhi nahiii

Bhanu- mena kabhi nahi socha tha ki rajkumari suthanu mujhse aisa baat karegi.

Subahu- yeah kaniyan hoti thi aisi hai lekin!!

Vira- ham kaam kesa karega

Ulmukh- mein toh mata ko bulaya raha nahi sakta

Pradyuman- rehana padega or karna hi kiyaa hai bhojan pakana hai or kaksh ki safai karni hai bass

Krishna- hmm bass abhii jo haal hoga na putra wo jeevan bhar yaad rahaga (mumbling)

Guys how was the chapter

Hope you all like it

First I want to say sorry for late update.

Second I will try my best to post as soon as possible

Third- yaha tak aaya ho toh vote or comment karna jarur. Jada se jada comment kijiya or bataiya ki konsa character aapko pasand hai or kiyaa reviews hai apka iss story ka barama

Thank you

 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now