PUTRIYAN

213 10 0
                                    

Here in Garden of Dwarka.

Three little queens of Dwarka was sitting in garden.
Three Queens Mayavati, Rukmavati, Prabhavati trio are sitting with sad face just then Anand come there

"Kiya hua"

"Pitashree"

Krishna smile at them which make them also smile.

Krishna- kiyaa baat hai putriyon abhi udaas thi or aab muskura raha ho

Rukmavati- iska kaaran toh aap hai pitashree

Krishna- mein kesa

Mayavati- pitashree aap toh Anand hai.
Aapko dekh hi mukh par muskaan a jati hai..

Prabhavati- or ham janta hai ki aapka hamari samasya ka nidaan hai

Krishna- samasya!!! Kesi samasya..

Mayavati- pitashree ham wesa hi atiyant dukhi hai or aap apni putriyon ko or dukhi mat kijiyaa or bataiya ham kiya kare.

Krishna- putrii aapka pati hai aap sambhalo

Prabhavati- kintu hamara pati hona se pehle wo aapka putra hai or kiyaa aap apni putriyon ki sahayta nahi karega..
She make a innocent face

Rukmavati- pitashree aapka keval apna putron se prem karta hai apni putriyon se nahi

Mayavati- mata!!!

They see their beautiful mother who is come toward them with bright smile.

Krishna- Mitravrinda tum yaha

Mitravrinda look at him

Mayavati- maata!!

Trio look at her Mitravrinda look at Krishna he looks at them

Mitravrinda- aarya aap hamari putriyon ki sahayta nahi karega

Krishna- kintu mein kiya kar sakta hun

Prabhavati- toh uchit hai pitashree aap kuch mat kijiyaa dever or aarya ko yadi sahayta ki avashyakta hoti hai toh aap unki sahayata karta hai kintu hamari nahi karega..

Krishna look at them he can't make her daughter's sad

Mayavati- yadi dwarkadhish sahayata nahi karega toh Dwarka ki maharani hamari sahayata karagi..

Rukmavati- kintu iska arth yeah nahi hai pitashree ki hamne aapko shama kar diyaa ham aapse baat nahi karega..

Prabhavati- or yeah ham dwarkadhish ko nahi hamara pitashree ko kaha raha ha jinki ham putriyan haiii

Trio leaves making Mitravrinda laugh. Krishna look at him

Mitravrinda- aarya aap kisi se bhi Vijaya ho sakta hai kintu putriyon se nahi..

Krishna smile

Krishna- satya kaha aapne putriyan hoti hi aisi hai. Hamara maan hai hamari putriyan nishchhal, priyaa or sabse badi baat muskaan hoti hai

Mitravrinda- kintu phir bhi aap unki sahayata nahi kartaa

Krishna- ham kiya karee

Mitravrinda- aarya aap kuch kare ya na kare kintuu hamari putriyan shant nahi bethagi.

Krishna throught on this.. 
PRADYUMAN COME TO PRABHAVATI's CHAMBER..

Pradyuman- prabha wo mujhe mari talvaar
(Before he can say anything in future he see her packing her staffs)

Pradyuman- yeah tum kiya kar rahi ho Prabha

Prabhavati- abhimanyu ko dhanush Vidya sikhata sikhata kahii aapka netra toh kharab nahi ho gaya aarya

Pradyuman- Prabha uphaas nahii

Prabhavati- mein uphaas nahi kar rahi hun aap dekh raha haina ki mein kiya kar rahi hun phir aap prashn ku kar raha ha

Pradyuman- dikh raha ha tum apna vastara bandh rahi hun kintu kun

Prabhavati- yaha se jaana ka liyaa

Pradyuman- jaana ka liyaa

Prabhavati- haan mein Maya jiji or rukma jiji ka sang ja rahi hun panchal..

Pradyuman- kintu kun

Prabhavati- aisa hi

Pradyuman- kiya aisa hi koi karan toh hogaa

Prabhavati- koi karan nahi haiii hamara maan ha Jana ka isliya ja raha ha 

Pradyuman- pra

Rukmavati- prabha tumhara samaan sajaya hai

Prabhavati- ha jiji bass ho gaya

Pradyuman- koi kahi nahi jayaga

Rukmavati- kintu kun rajkumar..

Pradyuman- ham nhi cahata isliyaa

Maya- kintu kun aarya yeah toh anuchit hai aap hame mahal mein band rakhna cahata ha kiya ham hamri sakhi ka sath ja bhi nahi sakte..

Pradyuman- maya dekho

Maya- abhi dekhna ka samay nahi ha hame vilambh ho raha ha chalo rukma prabha..

Thrio leaves without listen to pradyuman..
ッ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━ッ

                      ⊱⋯ Autor's Word ⋯⊰
༄ ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━༄
Thanks for reading
Hope you'll like the chapter.
SORRY for late update.
Do vote and comment and follow
Give your reviews about the story
༄ ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━༄
                Love you all my friends ッ

 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now