▎FIGHT ▎

258 16 3
                                    

Jai shree Krishna
━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━

They both where looking into eachother. After scanning eachother finally sambh said something unbelievable.

"Tum bandariya ki tarah dikhti ho or hathi jitni moti ho utho warna mar jaunga" sambh said while lakshmana feel embraced as well as anger.

"Tum" she was about to say anything

"Arey uthhh marii maa jaan le legi kiyaa" sambh said in pain...

Here pradyuman was walking near the water just then his eyes fall on Suthanu who was sitting their and looking at sky.

"Kesi hai rajkumari" pradyuman said while suthanu look at him

"Pranipat rajkumar" suthanu greet him

"Rajkumari aapki tabiyat kesi hai ab" pradyuman asked

"Ji thik hai" she again look at the sky

"Rajkumari yadi aapka dil mein kuch bhi hai koi pareshani hai toh aap mujhe bata sakti hai mein bhi toh apka bhrata jesa hun" pradyuman said while Suthanu look at him

Just then they listen some noise they both follow the voice and find Sambh Lakshmana was fighting like 4 years old child..

"Aapne mujhe bandar kaha kesa" lakshmana asked with anger

"Apna mukh se" sambh said making her more anger she was about to say something but

"Kiya ho raha hai yaha" pradyuman said while bhanu come their with Prithvandya and abhimanyu

"Kiya hua jyeshtha" asked Prithvandya

"Sambh or rajkumari lakshmana lad raha hai" said pradyuman

"Mein nahi yeah rajkumari mujhse lad rahi hain" sambh said

"Inhone mujhe bandar kaha" lakshmana said

"Sambh" bhanu was about to say something

"Bhrata pitashree sadev hi toh kehta hai ki hamesha satya kaha karo" sambh said

"Toh iska artha hai ki mein bandar hun" lakshmana asked

"Abb ho toh ho" sambh said

"Rajkumar aap kuch adhik hi bol raha hai bhuliya mat wo ek stree hai apko stree se accha se baat karni cahiya" said suthanu

"Aap toh shan't ho jaiyaa rajkumari aap lad ku rahi hai" said bhanu who is trying to make everyone carm.

"Mein kaha lad rahi hun pehle rajkumar sambh ne shuru kiyaa lakshmana ka vishya mein aisa kehakar" Suthanu said with little high voice

"Kitnu sambh ne jo kaha wo rajkumari lakshmana ko kaha aapki behan pragati ko nahi" pradyuman said

"Pragati ka vishya mein nahi kaha kintu lakshmana ka vishya toh kaha haina or bhuliyaa mat ki lakshmana meri behan hai meri behan hai wo jesa pragati hai wesa hi wo hai" suthanu take stand for lakshmana while Lakshmana was looking at her with tears Prithvandya also see the love for lakshmana in her eyes and voice.

"Meina aisa kiya galat kaha hai jo kaha hai sach kaha hai or sach hamesha kadwa hota hai" sambh said

"Or ek sach yeah bhi hai ki aap streeyan choti choti baaton ka batangad bana deti hai" bhanu said with absent mind making Suthanu shocked

"Aap kehna Kiya cahata hai mujhe aapse yeah umeed nahi thi Rajkumar" suthanu said with anger.

"Rajkumar aap choti si baat ka itnaa bada tamasha kun bana rahi hain koi baat nahi galti ho gai sambh se bass band kijiye isse" bhanu said with anger and join his hand toward her

"Mujhe laga tha ki aap samjhdar honge kintu aap toh murkh nikla" said suthanu making sambh anger

"Bass kijiyaa rajkumari aap shayad bhul rahi hai ki aap kisse baat kar rahi hai bhrata hai mera mein kuch bhi sun sakta hun kintu apna bhrata ka vishya mein ek shabd nahiiii" said sambh with anger..

"Or mein bhi apni jiji ka vishaya mein ek sabhad nahi sunugii rajkumari" said lakshmana while suthanu look at her little sister

Pradyuman watching the fight between sambh lakshmana and bhanu Suthanu he leave from there bcz he know now it's time for the great war in Dwarka

━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━

Precape-

Rukmini Krishna face off

Fight btw Krishna/Rukmini

Pradyuman/Mayavati

Bhanu/suthanu

Sambh/lakshmana

How was the chapter

How much you like our new jodi

Sambh~Lakshmana= samana
Daring name
Ab hoga samana btw samana

Do vote comment

Lots of love

 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now