۰۪۫ ۪۫. Planning ۰۪۫ ۪۫.

268 15 3
                                    

After making laath mar Holi Diya Holi and other Holi Girls where throwing the color water on rajkumar of dwarka. Rajkumar took the color and throw on girls they are playing with this only where

"Mata hamne sabka upar rang cadha Diya hai par" mayavati said

"Par Kiya putri" satyabhama asked

"Aarya, Dever ji sambh or pitashree par ham abhi tak rang nahi laga paya" mayavati said

"Unka upar rang lagana mushkil hai" jambavati said

"Satya kaha" bhadra said this while rukmini Devi was in her thoughts.

"Rang toh cadha ga wo bhi rango ka nahi prem ka" rukmini said while everyone looking at her

"Cinta mat karo ab hame bass itna karna hai ki ham sabhi raniya Arya ko sambhalta hai or rukma, Maya, prabha tum pradyuman ko sambhalo or baki sab rajkumariyan sambh ko sambhalo kuki sambh bohut chatur hai" rukmini said

"Ji"

All where making there plan while dwarkadhesh was smiling bcz of arrival of kurava.

In night all where gather for holika dehan Vasudev was looking at holika.

"Pitashree Holi ka dehan Kare" sambh asked while vasudev agree

They all did the Holi dehan while sambh and pradyuman where standing and looking at eachother.

"Suniya suniya suniya" pradyuman start announcement

"Or Jo nahi sunna cahata wo Ghar jaiya jaiya jaiya" sambh said this while jambavati was glaring at him

"Mataya hamari Priya behana or rajkumariyan jinhe yaha bulaya Gaya hai aap sab janta hai hamne ek cunoti lagai hai matayon ka sath" pradyuman said

"Ki wo hame Kal rang nahi laga payagi" sambh said

"Phir bhi ham punah batata hai ki Kal ki Holi par agar baki sab toh har cuka hai mein sambh or pitashree par rang cadha" pradyuman said

"Jo ki sambhav hi nahi hai" sambh said while smiling

"Kintu phir bhi agar cadha toh aap log Jo bolaga wo ham karega or yadi" pradyuman complete his words

"Aap log harta hai toh Jo ham kaha ga wo apko karna hoga" sambh complete his

"Toh mazur hai" the boys said

"Haaa"

"Aapko Kiya lagta hai Arya aap jeet jayaga" rukmavati said

"Yadi ha toh yeah apki bhul hai" prabhavati said

"Hamara rang aap par avashya cadha ga" mayavati said

"Holi ka rang ka bhi or hamara prem ka bhi" rukmini said this while looking at Vasudev

All where planning in night and sleep

Next Day

Holi hai
All where celebrating the Holi where rajkumar see that no-one was in rajkumar Mahal sambh,bhanu and pradyuman understand this.

"Meri baat dhiyan se suno hamne kis kis ko rang lagana hai" sambh asked

"Mata Rukmini
Mata Jambavati
Mata Satyabhama
Mata Kalindi
Mata Mitravrinda
Mata Nagnajiti
Mata Lakshmana
Mata Bhadra
Taishree Revati
Buashree subhadra
Charumati
Vatsala
Mayavati
Rukmavati
Prabhavati
Rajkumari suthanu"

"16"

"Haan"

"Toh suno dhiyan se suno"

"Bolo putra"

"Aap or pitashree jaiyaa yaha se"

"Ku bhala"

"Kuki hame aapka upar vishwas nahi iss cheez pe pitashree aapka sath se toh ham avashya Vijaya honga kintu tatshree yadi charu ya vastala ne aapko prem se kuch bola toh aap toh wahi hamari yojna viphal Kar denga or pitashree aap ka toh hame kuch pata nahi hai"

"Pata nahi ha arthat"

"Bass pata nahi hai aap bass khud ki raksha kijiyaa"

"Kintu"

"Chaliyaa prasthan kijiya"

They both leave

"Abhimanyu tum vatsala ko sambhalna kuki wo bilkul bhi pitashree jesi nahi hai" said Ulmukh

"Haa"

"Bua subhadra or kakishree bhadra ko mein or Ulmukh dekh lenga" said Nishat

"Mata nagnajiti or kalindi ko rang mein or vira laga denga" said subahu

"Mata Mitravrinda or mata lakshmana ko ham dekh lenga" said Harsha

"Rajkumari suthanu shant ha bilkul apna pita ki tarah isliya bhanu tum usse rang lagao ga" pradyuman said

"Rang lagana hai chadwana nahi hai yaad rakhna" said sambh while bhanu glared at him

"Charumati ko mein sambhal lunga" said sambh while smiling

"Or mata Rukmini, satyabhama,jamb

"Unhe mein dekh lunga" Krishna said while coming with balram dau

"Vishwas karo unhe mein rang laga Kar hi rahunga" said Krishna with his soft smile

"Or tumhari mata Revati ko mein dekh lunga" said balram

"Bachi bhabhishree mayavati rukmavati or prabhavati" sambh said and look at pradyuman he nod

"Pragosh or sangramjit tum ham sabki sahayata karoga jab ham kahaga" said sambh

"Ji"

Ab hogi asliii holiiii jisse sab yaad rakhaga
Sambh smile

"Satya mein iss Holi ko sab yaad rakhaga" Vasudev said while smiling at himself.

 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now