▎FEELING ▎

327 16 2
                                    

Jai shree Krishna

Krishna Described their nature

"Pitashree or bhi bataiya na" Vira said.

"Kakashree Vasudev Mera Dil mein ek iccha hai" Prithvandya asked

"Kaho putra" he give permission.

"Kakashree hame aapka jeevan se Judi kuch mahatva purn baate janani hai apki kahaniyan Sunni hai" Prithvandya said

"Haa pitashree" sambh said

"Thik hai kintu abhi nahi abhi mujhe kuch kaam hai ratri ko ham sab sath bethaga tab mein tum sabko kahani sunaunga" Krishna said all smile and nod

They where leaving

"Bhanu Pradyuman tum dono yahi ruko mujhe kuch kaam hai tumse" Krishna said

They both stay and everyone leave from there.

Krishna hold bhanu hand make him sit beside himself pradyuman also sit with them

"Bhanu tum putri suthanu se prem karta ho" Krishna asked while bhanu looking at him

"Mujhe wo mein...

"Bhanu tumhe pata haina ki hamra pitashree sirf hamra pita nahi hai abhi toh hamara Mitra bhi or apna Mitra or bhrata se apni ridaya ki baat kehna mein kesa sankoch" Pradyuman said while Krishna smile

"Pitashree mein rajkumari ko pasand karta Hun kintu mujhe nahi pata ki mein unse prem karta bhi Hun ya nahi kuki unhe or mujhe Mila toh abhi thoda hi samay hua hai Aisa mein kesa kahu ki mein unse prem karta Hun ya nahi" bhanu said

"Mein samjhta Hun or tumhe sochna ka samjhna ka pura samay hai bhanu kintu putra abhi mujhe iss samay kuch mahatva purn baat karni hai" Krishna said

"Boliyaa"

"Bhanu duryodhan or bhrata yudhishthira ka bech ka khel ne bachon ka beach bhi duriyan la di hai lakshmana or suthanu Jo pehle ek dusra ki acchi behna or sakhiyan thi aaj dono ek dusra se dur hai lakshmana toh aaj bhi Suthanu se prem karti hai jo kuch bhi hua uska liya ham bacho ki jindagi barbaad nahi kar sakta suthanu, Lakshmana or sabhi bacho ne bohut kastha Saha ha apna mata pita se dur hai or mata pita se duri ki pida mein accha se samjh sakta hun kunki mena bhi apni maiya Yashoda baba ko chod kar mathura aaya tha

A tear fall down from his eyes he remeber his past time in gokula.

"Pitashree "

"Ham apki baat samjhta hai or aap cinta mat kijiya ham haina"bhanu said

"Aapka putra hai toh Kiya gam hai" Pradyuman said

"Or wesa bhi abhi aapko mata rukmini ka sath hona chahiye" bhanu said said

"Unhe aapka sath ki jarurat hai antatah mara chota bhai jo aana wala hai" Pradyuman said

"Chota bhai" Krishna said

"Haan 2 behan hai wo hi bohut pareshan karti hai aab koi behan nahi cahiya bhai chalaga" Pradyuman said

"Hmm tumhara toh bhai a raha hai mari bahu kab aayegi" Krishna said looking at bhanu he blushed and run while pradyuman and Krishna laugh

"Yeah toh Sharma gaya" pradyuman said while smiling.

"Wesa putra aab meri aayu ho gai hai" Krishna said

"Haa pitashree janta hun vridh hota ja raha ho" pradyuman said

"Haa toh aab meri umar kis cheez ki hai mujhe Kiya karna chahiye" Krishna asked

"Baalon mein mehndi lagani cahiyaa" Pradyuman said Krishna hit his forehead

"Beta galat bola yeah umar mein mujhe apna pota poti se khelna ki hai" Krishna said

"Ha" he said while Krishna wink at him

"Haannnn ma mein wo haa pitashree wo mujhe mata bula rahi hai mein abhi aaya"

he leave while krishna laugh

Precape- Rukmini make krishna tensed

Hope you like it

Do vote

Comment

 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now