Sambh leave for his chamber her sit their and waiting for Lakshmana but jambavati comes there.
Jambavati- putra
Sambh- ji maata
Jambavati- tum is tarah yaha kun betha ho
Sambh- wo maata kuch nahi
Lakshmana comes
Lakshmana- wo inhone bhojan nahi kiya na isliya inhe chakar a gya the
Jambavati- kiyaa putra tumhe chakar a raha the or tumne mujhe bataya bhi nahi
Sambh- maata aap cintit hoti is karan mena apko kuch nahi bataya.
Jambavati- putraa itni cinta karta ho meri toh pareshan kun karta ho..
Sambh- mein apko pareshan karta hun maata
Jambavati- ji haan
Sambh pout at her. Jambavati pull his ears and they have a small mother son moment. Lakshmana have tears in her eyes which were seen by sambh
Sambh- ohh bandariya ji aap kun ro rahi hai
Jambavati- sambh!!
Putri tumhara netra mein ashruLakshmana- wo aapka Rajkumar ka liya prem dekh mujhe meri maata ki yaad a gai..
Meri maata nahi haina toh bass woJambavati smile and hug her
Jambavati- tum ro mat or kisna kaha maata nahi hai wo haina tumhara ridaya mein
Bilkul!!!
Krishna- satya kaha rahi hai jambavati.. putri tumhari maata toh tumhara ridaya mein hai. Or ek vyakti shareer se dur ho sakta hai kintu ridaya se nahi.
Krishna smile while keep his hand on her face. She just smile
Lakshmana- satya kaha aapne meri mata mera ridaya mein hai
Krishna- or maata ka roop mein tumhara sath tumhari Supriya or vurshali maata bhi toh hai
Lakshmana smile and nod at him..
Jambavati cares her face with love.
Sambh- ho gaya
Krishna- Kiya hua putraa irsha ho rahi hai
Sambh- irsha or mujhe wo bhi iss bandariya se
Jambavati- sambh!!! Tum
Krishna- rehana do jambavati isse kuch mat bolo kunkii yeah sach bol raha ha
Lakshmana look at him
Krishna- lakshmana agar bandariya hai toh yeah toh gadha hai
Lakshmana laugh at him he leave the room without eating anything
Krishna- putri!!
Lakshmana look at him
Krishna- putri sambh ki baat ka bura mat manana yeah na bilkul mujhpe gaya hai. Natkhat hai or uphaas karna or uphaas banana mein utam hai kintu ridaya ka bohut aacha hai.
Or yadi tumhe sambh ki baat ka bura laga ho toh mein shama cahata hun.Lakshmana- aapko shama mangna ki avashyakta nahi hi dwarkadhesh. Haan mujhe krodh aaya tha par aab chala gaya.
Krishna- putri yadi koi masti kare toh Ruth jao kitnu krodh or ghrina mat karna kunki yeah krodh or ghrina 2 aisa vikar hai jo dusron se pehle hame hi dukh deta hai isliyaa rutho kintu krodh mat karo or bina baat ka toh karodh karna hi nahi cahiyaa. Choti moti ladai ho toh accha hai kintu yeah ladai ko itna maat badhana ki yeah ladai mrityu ka or apno se duri ka kaaran ban jaya
Lakshmana agree with his word. And took the plate of food and goes from their while Krishna just smile
Lakshmana come to sambh who was sitting quietly..
Lakshmana- Rajkumar aapka liya bhojan
Sambh- mujhe nahi khana
Lakshmana- kintu kun
Sambh- meri marzii
Lakshmana- raj..
Sambh- mujhe nahi khana mujhe bhook nahi hai
Lakshmana- pakka
Sambh- haan nahi hai
Lakshmana- aapko pata hai bhojan mein kiya hai
Sambh- kiya hai
Lakshmana- puri hai sabji hai misthan hai Makhan hai or
Sambh mouth filled with water
Lakshmana- sara bhojan ham streeyon ne banaya tha 56 bhog hai bohut swadist hai aap pakka nahi khayaga
Sambh- abbb
Lakshmana- nahi khayaga toh thik hai yeah bhojan mein Bhrata abhimanyu ko dekar a jati hun
Sambh- arey nahii
Lakshmana stop and smile
Sambh- aab tum itni mehnat se yeah bhojan lekar aayi ho toh mein kha leta hun..
Sambh take plate from her hand and start eating fastly making Lakshmana chuckled!!!
ッ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━ッ
⊱⋯ Autor's Word ⋯⊰
༄ ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━༄
Thanks for reading
Hope you'll like the chapter.
SORRY for late update.
Do vote and comment and follow
Give your reviews about the story
And wear masks, drink more water and take care of your health
༄ ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━༄
Love you all my friends ッ