۰۪۫ ۪۫. Challange ۰۪۫ ۪۫

320 18 4
                                    

Continue

Or Mara sath mata ne kiya" abhimanyu said

Flashback

Abhimanyu was walking just then he stopped and see her mata crying and run toward her

"Kiya hua mata aap ro ku Rahi hai" abhimanyu asked with worry.

"Wo putra tumhara pita ne mujhe Jo Divya haar Diya tha wo mein kaksh mein rakh bhul gai Hun pata nahi kaha hai" subhadra said while crying

"Mata aap roiya mat mein huna mein apka kaksh mein dhunduga Puri dwarka dhunduga aap roiya mat" he wipe her tears and goes toward subhadra's chamber when he open the door of her chamber a buket of color fall on him.

"Mata Or hame toh bojan kaksh mein Gaya or vaha tel gira hua tha or ham phisal Gaya"

"Tel itnaa gira tha pitashree ki hamara toh"

"Isnaan hi ho Gaya"

"Subhanu"

"Mat puchiya pitashree inhe toh keval rang cadha hai kintu mujhe toh Mar cadhi hai mein toh accha s ja raha tha or picha see wah aai mud Kar dekha toh mata kalindi or mata jambavati samne danda lekar itni maar khai hai ki bhojan ki avashyakta nahi hai" subhanu said while stretching his arms.

"Dau"

"Murkh hai Tera dau mujhe pehala hi samjh Jana cahiya tha jab vatsala or charu Mara kaksh mein Mara hath pair dabana aai thi mujhe Kiya pata tha ki wo Mara gala daba jayagi accha bhala vishram Kar raha tha dono aayi or vatsala ne kaha ki wo Mara sir me tel lagya ki or charu Mara liya bhojan laai thi pehle toh vatsala ne sir mein tej malish ki tab se sar mein khujali ho Rahi hai do baar sanaan Kar chuka Hun or charu aisa Kiya bhojan khilaya ha ki kiyaa batau abhi Tak muh jal raha ha" dau said while drinking another glass of water Krishna now didn't control himself and laugh loudly making others angry..

"Yeah toh hona hi tha"

They all trun and see pradyuman and sambh come to them

"Mena pehle hi kaha tha ki sab raniya kuch aisa karegi" sambh said

"Or mena toh pehle hi bhanu ko kaha tha par nahi unhone toh Meri suni hi nahi kaha ki rajkumari bholi hai ab khao bhola pan ki mithai" pradyuman said

"Satya mein dwarka ka rajkumar dwarka ka veer hokar dwarka ka naam duba Diya" sambh said with annoying face

"Sab ka popat ho Gaya bass mein pitashree or sambh bacha hai" pradyuman said

"Or unka bhi samay aayaga"

Sambh pradyuman trun and see Maya, rukma, and maiya rukmini standing their with a smile.

"Aap caha jitna hi koshish ku na Kar le iss Holi aap sab par rang toh hamara hathon chade ga"

"Or aisa cadhe ga ki utarna jaoge toh khud thak jaoge"

"Or isse hamari cunoti samjhiya" rukmini said with confident

"Avashya" Krishna said and come to rukmini

"Ab chunoti di hai toh nibhaya ga bhi or" Krishna said

"Or jeetaga bhi" sambh and pradyuman said while coming forward.

"Mein bhala aapse kesa Jeet sakti Hun nath aap toh wo hai jinhe koi hara nahi sakta" rukmini inner voice said

"Priya yeah Satya nahi iss sansaar ka palan haar bhi apni Lakshmi ka prem ka samaksh haar jata hai" Krishna inner voice said he close his eyes and see her Priya Lakshmi

"Priya yeah Satya nahi iss sansaar ka palan haar bhi apni Lakshmi ka prem ka samaksh haar jata hai" Krishna inner voice said he close his eyes and see her Priya Lakshmi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

How was the chapter

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

How was the chapter

 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now