▎PAST ▎

322 18 4
                                    

He tell about suthanu sobbing and crying which make pradyuman a tensed

"Achanak Kiya ho Gaya" pradyuman asked

"Yeah toh hona hi tha" Krishna said

"Pitashree kiyaa aap mujhe baata sakta hai ki achanak rajkumari is tarah" bhanu asked

"Haa holi toh bohut prasanta ka sath kheli thi" pradyuman said

"Kuki uss samay yuvraj duryodhan yaha nahi the" Krishna said

"Kintu unka agman ka Karan" pradyuman said

"Putra tum sabko kuch pata nahi hai kuki tum San toh uss samay chota the or tumhe isliya abhi tak nahi bataya dau ka kehana par baat yeah hai ki hastinapur ki Sabha mein draupadi ka apmaan hua tha. Pandav or kurava ka khel mein bali draupadi ki cadhi thi yudhishthira ka pass jab kuch na tha toh usne draupadi ko Bali pe cadhaya or use bhi haar gaya dushaasan ne draupadi ko dasi ki bhati kheecha or usse raj sahab mein lekar Gaya yeah sab suthanu ne dekha or dushaasan ko rokana bhi caha kintu wo toh choti thi or uska hathon mein kuch nahi tha apni maata ko pidha mein dekh uska Dil mein grihna ka bhaav jaga" Krishna explain while thinking about draupadi his eyes get teary both brothers also feel pain in their heart

"Aab samjha ki rajkumari itni ahat kun thi" bhanu said..

"Kintu pitashree yeah toh adharm Haina or aap hi kehta hai ki adharm ka anth karna cahiya" pradyuman said

"Or pitamah bishma ne bhi padavo ka sath na Diya kun" bhanu asked...

"Pratigaya" Krishna said

"Pratigaya" both brothers said..

"Pitamah Bhishma ne pratigaya le thi ki wo apna aapko hastinapur ko samarpit Kar denga or unhone pandavon ka liya Maharaj dhidrastraa ko vachan bhi Diya ki wo unka har nirnaya maanaga or isliyaa aaj tak vacahn or pratigaya ko nibha raha ha" Krishna said

"Kintu jiss vachan or pratigaya se adharm ho usse tod dena cahiya" pradyuman said

"Kintu har karm ko sarthak karna mein samay lagta hai putra" Krishna said

"Aab Kiya pitashree rajkumari toh atiyant ahat hai mein unhe aisa nahi dekh pa raha ha" bhanu said with sad face while Krishna and pradyuman look at him

"Anujjjjjjj" pradyuman called him

"Kiyaa baat hai mara anujjj ko rajkumari suthanu ki badiiiii cintaaa haiii" pradyuman teasing him while he blushed little

"Aisaa nahiiii haiiii" bhanu said while hide his blushed

"Pradyuman" Krishna said

"Ji pitashree" he said

"Mujhe lagta hai ki mujhe jaldi hi bhrata yudhishthira se suthanu ka hath mangana hoga" Krishna asked

"Pitashree aisa nahi hai mein rajkumari suthanu ko pasand nahi karta" bhanu said while hide his blush..

"Kintu pitashree ne toh tumhari baat ki hi nahi" pradyuman said with a smile

"Satya juban par a gaya" Krishna said

He blushed hardly making both father and son laugh but Krishna stop his laugh charudeshna come there while running others come there

Pitashree mein apka putra nahi Hun

Yeah Kiya bol raha ho putra" Krishna asked with little shocked

"Satya bol raha Hun mein apka or matashree ka putra nahi Hun aap mujhse prem nahi karta" charudeshna said

"Kisna kaha tumse yeah sab" pradyuman asked

"Bhrata sambh ne" charudeshna said

Krishna glared at him while he down his head

"Kiya kaha iss ne" bhanu asked

"Inhone kaha ki mein apka putra nahi Hun aapne mujhe madir se utahaya hai kunki bhratashree pradyuman yaha nahi the or mata udaas thi isliya" charudeshna said

"Sambh" Krishna/bhanu/pradyuman said

"Aisa nahi hai putra" Krishna said to charudeshna..

"Kintu pitashree bhrata pradyuman aapki tarah dikhta hai bhrata sambh aapki tarah natkhat hai bhrata bhanu apki tarah Sundar hai mein kiska jeesa hun" charudeshna asked with innocent face

"Wesa shama kijiya mamashree kintu Satya kahu toh bhrata sambh aapki tarah natkhat hai yeah sab jaanta hai par bhratashree pradyuman or bhrata bhanu dono itnaa shant kesa hai jabki wo apka putra hai" abhimanyu asked

"Hmm toh sabke sab betho yaha" krishna said them to sit

They all sit in Krishna's chamber..

Hope you all like this chapter..

Which part you love the most

Are you guys want our Pandav and Panchali..

How much you all like our bhanu Suthanu jodi...
Do rating

Precape- description of Krishna putra..
Rukmini anger on Krishna while he was tensed. Lakshmana sambh nok jhok

 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now