All where sitting.
Krishna saidPradyuman.....
He look at Krishna
"Meri or Rukmini ki pehle santan dwarka ka pehla rajkumar. Sab kehata hai ki pradyuman Mera jesa dikhta hai kintu prashan yeah bhi hai ki wo shant kun hai uska picha ka Karan hai uski Mata rukmini"
All look at him
"Pradyuman ek veer yodha hai Meri bhathi or mayavi bhi hai Meri hi bhaati kintu shaant or dayalu hai rukmini ki bhathi"
Pradyuman smile at Krishna
Krishna Rukmini putra Pradyuman
"Mera dusra putra bhanu Jo apni Mata ki tarah Sundar hai toh Mari tarah usse krodh nahi aata samasaya kitni hi badi ku na ho krodh ka avash mein akar kabhi galat kadam nahi uthata bhanu jesa mein bhi kabhi nahi karta kintu jab vayakti avashyakta se adhik adharm karde toh Mara or bhanu ka krodh ka samna toh koi nahi Kar sakta. Sundarta satyabhama ki tarah or shant Meri tarah"
Krishna smile at bhanu's innocent and nature..
Krishna Satyabhama putra Bhanu
"Mara tisra putra sambh hey Narayan hey Lakshmi pareshan Kar rakha hai iss ladka ne"
Sambh chuckled with others"Apna pita ki tarah masti me teej bhi or shatani mein bhi teej hamesha tang karta hai masti karta hai apna bhaiyon ko pareshan karta hai jesa mein karta hun balram dau ko aab pareshan yeah hai ki sambh mein Jambavati ka Kiya gun hai toh uttar hai iska prem apna bhaiyon or behano ka liya"
Sambh look at him all smile at him
Jambavati jesa sabhi Astabhraya ko apni behan maanti hai or atah prem bhi karti hai wesa hi sambh apna bhaiyon se atah prem karta ha or unka liya kuch bhi Kar sakta hai apni vastu baatna or unka dhiyan rakhana jesa jambavati rakhti hai. Sambh Meri tarah natkhat hai or jambavati ki tarah apna bhai- behno se atiyant prem karta hai"