Plan

270 15 2
                                    

"Pitashree Mata rukmini or mata satyabhama Dwarka se chali gai hai"
Subahu said..

Krishna:- mein kiya kahu jo kehna ha apne jesth se kaho..

All look at pradyuman!!!

Sumitra:- bhrata Bhanu or Sambh toh wesa hi jesth se atyadhik krodhit hai..

Krishna:- rukmini bhi chali gai..

Vira:- bhabhi Prabhavati

Pragosh:- bhabhi Mayavati

Charudeshna:- bhabhi Rukmavati bhi chali gai..

Krishna:- kiski wajha se

All look toward pradyuman...
Bhanu Sambh tum dono bhi mujhse rustha ho..

Sambh:- aapka karan bhabhi chali gai..

Pradyuman:- isme galti toh teri hai

Sambh:- mena kya kiya?

Pradyuman:- tu lakshmana se Lada us wajah se ham sab lade..

Bhanu:- Haan sari galti toh iski hai..

Sambh:- mein thik hai yadi galti meri hai toh isse sudharuga bhi Mein

Bhanu:- kesa?

Sambh:- wo toh samay hi batayaga..
________________________________

Pradyuman was trying to sleep but..
His wives were travelling in his mind again and again

Pradyuman:- ek kariya karta hun bhanu ke sath talvaar baji karta hun Dhiyan bhi hatega..

He goes to bhanu but he find him sit lonely.

Pradyuman:- kiya hua Anuj

Bhanu:- Anuj kon?

Pradyuman:- bhanu mein tumhe kaha raha hun dhiyan kaha hai tumhara..

Bhanu:- pata nahi bhratashree ek Alag sa ahasaas ho raha ha aisa pehle kabhi nahi hua.. aaj pata nahi kun kisi bhi cheez mein man nahi lag rha ha

Pradyuman:- mera bhi.. wesa hamara Sambh kaha ha

Bhanu:- wo toh areyyyyy pragosh...

Pragosh come to them..

Bhanu:- pragosh tumne apna bhratashree sambh ko dekha ha

Pragosh:- Haan

Pradyuman:- kaha ha wo

Pragosh:- wo bharta ka man nahi lag raha tha isliyaa wo chala gaya

Bhanu: kaha

Pragosh:- Panchal....

Kiyaaaa

________________________________

____Pitashreeee_____

Balram:- kiya hua putron

Pradyuman:- taushree pitashree kaha ha

Balram:- wo toh pata nahi kintu kaksh mein toh nahi ha..

Bhanu:- hamne Dwarka mein bohut jagah dekha kintu hame nahi mila

Balram:- avashya kisi kariya se gaya hoga tum dono cintit na ho..
________________________▪︎▪︎▪︎▪︎▪︎▪︎

Sambh was walking just then two persons block his way

Sambh:- bhrata Pradyuman bhrata bhanu aap

Pradyuman:- kaha gaya Tha tu

Sambh:- panchal pitashree ko chodne

Bhanu:- pitashree ko kun...

Sambh:- arey wo Raja Draupad ko unse kariya tha..

Pradyuman:- kis vishya mein

Sambh:- Raja Draupad Rajkumari ka Vivah karwana wala hai

Kiyaaaaaaaaa
Pradyuman and Sambh shocked to listen bhanu loud voice
Listen his voice Sumitra and Charudeshna vira comes

Charudeshna:- bhrata kiya hua...
________________________________

Pradyuman:- yeah ho kiya raha hai...
Yaha prabha rukma or Maya maata rukmini sab panchal mein hai or pitashree bhi pitashree panchal kun gaya hai kiya karan hai.. kiya satiya mein rajkumari suthanu ka vivah ho raha ha yadi yeah Satya ha toh bhanu..

Bhanu:- mujhe itnaa bura kun lag raha rajkumari ka vivah ki baat Sankar mera haridya mein toh..

Sambh:- pitashree ne bhi kis kariya mein laga diya ha

Pradyuman:- aisa vichitra abhaas kun ho raha na Jaana kun rukma prabha or Maya Mayaaaa mein Maya ke Prayog se yeah giyat kar sakta hun ki yeah tino kiya kar raha ha or panchal mein kiya ho raha ha

Pradyuman used his Maya and!!!!!

Bhanuuu
Pradyuman calling him.

Bhanu:- kiya hua bhrata

Pradyuman:- chalo panchal chalta hai

Bhanu:- kiyaa lekin kun...

Pradyuman:- Prashan mat Karo keval chalo yaha se..
________________________________

Sambh:- Sab ho gaya

Sumitra:- Haan jesth sab ho gaya hamne Sab tayari karli hai...

Harsh:- toh chala panchal..

_______________________________

 ᴋʀɪꜱʜɴ ᴋɪ ᴅᴡᴀʀᴋᴀ Where stories live. Discover now