In Krishn Chamber
The five brothers came and sit near Krishn and waiting for him
Krishn came and saw them.
Krishn:- Aayiya Aayiya
Sambh:- a gaya hain aap hi abhi aaya hein
Krishn smile at him
Pradyuman:- kya baat hai pitashree aaj aap sambh ko kuch nahi kahenga
Krishn:- aaj jo tum sab ne kiya hai usse mein atiyant prasan hun..
Bhanu:- Yeah sab hamne mata ke liya kiya tha aap mata se mila
Krishn Nod
Krishn:- Haan or wo tumhari bohut prashansa bhi kar rahi thi
Bhanu and other 4 smile
Krishn:- wesa Pradyuman, Sambh, Bhanu, Chadrudeha, Subahu pancho ek sath
Pradyuman:- pitashree ham toh bass yeah puchna aaya the ki apko hamara diya hua upahar kesa laga
Krishn:- tum sab ne hriday jeet liya kintu
Everyone look at him
Krishn:- mein Janna cahata hun ki tum sab ne Rukmini Shyam ki Katha se kiya sikha?
Pradyuman:- yahi ki mata ne apse Kitna prem kiya
Sambh:- mata ne khud ko apko samarpit kiya tha pitashree
Bhanu:- or Yeah bhi jana ki kisi stree ki iccha ke virudh yadi koi uska vivah karata hai toh wo adhrama hai
Krishn:- keval yahi jana tumne Bhanu
Bhanu look at him
Krishn:- Yeah nahi jana ki tumhari mata ne mujhe bina dekha bina mila hi mujhse prem kiya tha. Prem toh ke drishti mein or bina dekha bhi ho jata hai Bhanu.. Rukmini ne mujhe bina dekha bina mila hi unhe mujhse prem hua
Bhanu:- mein apki baat ka arth samjh gaya pitashree
Sambh:- aisa konsa arth hai jo aap samjh gaya or ham nahi samjha?
Bhanu:- mein!!!
Krishn look at Bhanu
Bhanu:- mein rajkumari Suthanu se prem karta hun pitashree...
Making him smile and other also get suprised
Subahu:- Yeah kab hua?
Sambh and Pradyuman look at eachother
Pradyuman:- tumhe rajkumari se prem ho gaya
Sambh:- hame toh pata hi tha aap hi nahi manne
Krishn chuckled and keep his hand on Bhanu's shoulder
Krishn:- antatah tumhe gyan ho gaya
Bhanu:- jiska sath aap ho usse Satya or dharma ka gyan hota hi hai
Krishn look at him
Pradyuman:- Satya mein pitashree apki leela adbhut hai
Sambh:- toh ab samay a gaya hai mera Jyesth Bhrata ka vivah ka
Subahu:- or phir apka vivah ka bhi bhrata..
Sambh:- mujhe koi vivah nahi karna
Pradyuman:- vivah toh hoga hi Anuj or tumhara vivah mein sabse adhik mein hi nachunga