It's a Fanfictional story
Not to hurt feelingsLet's start the story
Sambh was running
Sambhhhh
Bhanu and Nishatha was running behind sambh
Nishath:- sambh ruk jao
Sambh:- or yadi mein na rukun toh
Bhanu:- ek baar hath aaja bohut marunga tujhe
Abhimanyu:- bhrata sambh mar khane ka liya apka pass kyun aayaga?
Sambh:- wahh dekhi isse kehta hai buddi
Bhanu:- tum hame manbuddi keh rahe ho
Sambh:- hamne kaha kuch kaha
Nishatha:- sambh
Sambh run and bumped with Mayavati and Lakshmana
Sambh:- Rajkumari apki lagi toh nahi
Mayavati:- dever ji hamse bhi takraya the aap
Lakshmana look at sambh, Nishatha and Bhanu catch him
Sambh:- Yeah anuchit hai
Bhanu:' or jo tumne hamare saath kiya
Nishatha:- hamare bhojan mein mirchi daal di tumne
Sambh:- Haan toh anuchit kiya hai isme
Bhanu:- Hamara muh jala kar thik kiya tumne
Mayavati twist his ear
Sambh:- bhabhishree!!!
Mayavati:- aap kabhi nahi sudhroge na
Sambh:- is janam mein toh asambhav hai
Mayavati chuckled. Sambh free himself and run
Bhanu/Nishatha:- Sambhhhh Rukooo
Again theyyy run behind sambh
Mayavati look at Lakshmana who is smiling
Mayavati - Rajkumari!!
Lakshmana look at him
Lakshmana:- ji bhabhishree wo rajkumar
Mayavati:- sambh aisa hi hai wo sadev sabko pareshan karta hai kintu hriday ke bade saaf hai
Lakshmana:- mena rajkumar Pradyuman ke barema bohut suna kintu Rajkumar Sambh or Bhanu ke vishy mein kamhi suna hai
Mayavati smile
Mayavati:- mein apko apna dono dever ke vishy mein batati hun kintu yaha nahi hamare kaksh mein
Lakshmana nod
Scene Change
Krishn throw the flower on a lady she trun she is Panchali Draupadi
Draupadi:- Sakha!!
Krishn smile
Krishn:- kesi ho Sakhi sukh mein toh ho
Draupadi:- aap yaha aaiya na
Hame nahi bulayagi
Draupadi look at Satyabhama
Satyabhama:- Sakhi ko apna Sakha ke atirit kuch nahi dikhta
Krishn smile
Draupadi:- Aisi baat nahi aap aaiya na
