Its is not going to be easy

1.4K 128 25
                                    

It was 4 pm, Anokhi was back in the admission room to get her hostel keys and there she heard the unfortunate news, there was no vacancy in the hostel, the last update to the hostel accommodation register had been missed and that is why they thought they could accommodate her but once the details were updated it was found that there was no vacancy. Anokhi's heart sank, the little happiness that had spread in her dimmed. She knew life without hostel wouldn't be easy. But then she remembered what Shaurya had told her last night "I am sure once your scholarship starts, it wouldn't be too bad, I know last three weeks have been very hard for you, but I am sure it wouldn't be that hard."

With this Anokhi pulled herself back up and thought "Shaurya Sir ne sahi bola tha, ek baar scholarship start ho jayegi toh itna mushkil nahi hogi, kharcha kam kar loongi, campus mein job toh kar hi sakti hoon, Shaan sir said we might have vacancy in college canteen. Koi ni Nikki, matarani ne admission karwa diya hai, toh ab peeche nahi hatna"

It was about 5 pm, Devi along with Tej and Alok were waiting for Shaurya. Alok had already got all the details from the office and updated both Devi and Tej. Tej and Devi both had been fuming, Shaurya had been behaving out of control in past couple of days and that had got them restless. Shaan had just arrived and had seen the trio but decided to head to his room, but was stopped by Devi.

Devi- Shaan tum Aastha ke liye kis hadh tak jaoge? Tumne Shaurya ko blackmail kar diya? bimar hone ka poora poora fayada uthaya hai?

Alok- Sach bataiye Shaan praji, aap sach mein bimar the ya phir us Bhalla, uski student ko admission dilane ke liye

Shaan- Unki Alok, yeh mat bhoolo ki Aastha meri biwi hai, main uske liye kya karta hoon, yeh mera personal matter hai. Aur haan bhabhi Aastha ka isse koi lena dena nahi hai, aur yeh blackmail karna yeh toh maine kabhi seekha hi nahi.

Devi- Acha? Personal matter? Toh yeh batao kahan thi Aastha pichle 25 saalon se? Apna career bana rahi thi, apne sapne pure kar rahi thi, haina? Kahan thi Aastha jab Shaurya raat raat bhar rota tha uske liye, tab maine aasoon pooche hai uske, maine pala hai Shaurya ko, aur ab wo mere bete pe haq jamana chahti hai?

Shaan- Sirf itna hi nahi, isse bahut jyada kiya hai aapne Shaurya ke liye lekin yeh sab jata ke aap kya karna chahti hai mujhe nahi pata, par bhooliye mat, Shaurya ko Aastha ki god se aapne khicha tha, Shaurya aur Aastha ke milne pe rok bhi apne lagai thi, saalon saal apne Shaurya ko uski maa se door rakha hai, aur yeh jo aap pehle bol rahi thi, wo hi zehar apne Shaurya ke dimag me bhara hai. Shaurya ko kabhi sach bataya?

Tej- Bas karo, bahut ho gaya yeh kalesh, Shaan aaj tak humne Aastha ke against kuch nahi kiya, lekin aage aisa ......

Shaan- Bhaisaab aisa kuch sochiye ga bhi mat, Aastha ke saath aur kuch galat shayad main bardasht na kar paon, main nahi chahta jo maine pichle 25 saalon mein nahi kara, wo main ab kar doon.

Devi- Shaan hum bhi kuch nahi karna chahte, yeh baat yahi khatam ho jayegi agar tum wo divorce papers sign kar do.

Shaan- Main wo papers sign nahi karunga.

Tej- Shaan(in a loud voice)

Shaurya had arrived a few minutes back and heard the whole conversation, he was on call when he arrived and was about to go and intervene but the call held him up, but he had heard everything. He couldn't believe the face of his family members, they had lied to him since childhood and weren't afraid at all, rather were still bent on making sure that his mother remains the villain in his eyes. He felt bad, he thought badi maa and bade papa loved him unconditionally, but he was wrong, they had their own interests and hence their love each day was now becoming a bigger burden, a favour that he will have to keep paying for because it wasn't unconditional, it had a price attached.

Shaurya aur Anokhi ki kahani rebootWhere stories live. Discover now