On the morning of Diwali Kitty knocked at the door of Shaurya's room.
Kitty-Kab uthoge bhaiya? Bohot late ho gya hai. Gyarah bajne wale hai?
Shaurya-Oh! Aata hoon.
Kitty-I know bhaiya aap late se soye honge. Aakhir Anokhi jo hai Ghar mein itne din baad, fir bhi kuch time ka lihaz toh kariye please.
Shaurya-Kitty! Tu bhi jo weekends ko karti hai?
Kitty-Ab chodiye naa. Woh baat relevant nhi hai.
Shaurya-Kab milwa rhi hai?
Kitty-Bhaiya!
Shaurya-Arre yaar. Kab milwaegi. Gifting suggestions toh mang leti hai mujhse but milwa nhi rhi.
Kitty-Aap wahan aaiye Mumbai. Milwa dungi.
Shaurya-Yeh tareeka accha hai talne ka. Atleast video call pe toh milwa de.
Kitty-Arre. Bhaiya. Baad mein. Abhi Diwali ka kaam hai.
Shaurya-Achaa tu kab se kaam karne lagi.
Kitty-Anokhi please bachao naa.
Anokhi-Shaurya! Ab chodo bhi naa. Nahana nhi hai.
Shaurya-Tum nahane jao. Aaj toh class lungi iski. Gaytri chachi ko batana padega.
(He was just pulling her leg.)Anokhi-Shaurya hum. Hum dono chale nahane.
Shaurya-Oh! You mean.
Anokhi-Chalo ab.
Shaurya-Kitty will take that up with you soon.
Kitty-Yup and I will take this up soon.
Shaurya-Shut up! Hum kar sakte hai. Tu bachi hai.
Kitty-Haan exactly utni hi jitni Anokhi hai.
Shaurya-Shut up!
Kitty-Hum sabko pata hai jab aapke paas kuch nhi hota aap shut up bolte ho.
Shaurya-Haan. Haan niklo.
Kitty-Bye. Bhaiya.
Anokhi and Shaurya go in for a shower. After they are out, they go to grab something to eat when they are chided on being late. The entire family sits to chat.
Devi-Rama ji aur Babli che baje tak aa jayengi. Abhi tum dono se toh umeed nhi hai toh humne hi call karke reminder de dia.
Anokhi and Shaurya blush.
Kitty-Humare ghar mein iss saal rangoli Anokhi ke cheeks se bana lo. Tamatar lag rhi hai.
Anokhi-Oye! Mein tamatar. Aur tu?
Kitty-Mera kuch nhi! Mera kya?
Gaytri-Arre. Ghar par aaye ho dono kuch din ke liye jhagadna zaroori hai?
Anokhi-Arre chachi aap usse kahiye naa.
Kitty-Maa mein kya galat kahan.
Devi-Waise Rangoli jo bhi baneyga bana lena sham che baje se pehle. Puja 6 30 ko start karenge. Fir diye jalaenge kuch aur finally patakhe. And aaj ka menu specially bata diya hai maine. But Anokhi tumhari favourite mithai batao? Har family member ki favourite mithai banti hai. Last year woh nhi kar paye the but iss saal karenge.
Anokhi-Badi maa! Meri favourite mithai?
Devi-Haan. Shaurya tumhara toh chocolate barfi hai naa aur Kanchan tum bhi bata do apni. Abhi se har family member ka favourite banega naa sirf mardon ka.
YOU ARE READING
Dooriyan diaries
RomanceShaurya and Anokhi navigating through the long term relationship phase where Anokhi is pursuing her master's in IIM Ahmedabad and Shaurya is teaching in Siac.