Ep-27

491 57 8
                                    

As: toh hame kya karna hoga..?

AB:hamne genda ka call records check kiya toh bata chala ki aatankbaadi ko genda ne tum dono ki shadi mai bulayi hai. Taaki woh log virus explode karsake. Tum sabne uske baare mai pata laga liya isliye genda ne jald hi virus explod karne ki koshis ki. Yeh baat uss aatankbaadi ko nahi pata isliye woh tum dono ke shadi mai jarur aayega. Uss wakt tum log use pakad lena. IB officers bhi aajayenge. Is liye tum log apne riste ka sach abhi nahi batao. Aur jis din  shadi tai hui thi usi din shaadi ke   rasham raklo.

Hm: thik hai sir ham jarur giraftar karenge use.

As: hasesna ji sahi keh rahi hai.

AB: thik hai toh ab ham rakhte hai, jai hind.

Anuseena : jai hind sir.

As: maaf karna priye, hame kuch aur din chupana padega..

Hm: koi baat nahi, desh ke liye kuch bhi..

As: i love you..

Hm: i love you too.. Ab ham sagaai karte hai..

As: par aapko toh nahi karna tha..

Hm: hmm shaadi nahi karni thi  kyu ki phele hi ho chuki thi aur sagaai toh nahi hui hai na..?

As: Thik hai agar aap khush hai toh, hame koi dikkat nahi..

Hm: Par main chaati hoon ki aap sagaai pe wohi anguthi phenaiye jo aapne mujhe phele phenai thi.

As: ji and side hug her.

In hall,
All where talking on random topics.
MPS: itna kuch hogaya hai aur haseena bhi thodi weak hai usko aaram ki jarurat hai toh ham sagaai aur shaadi postpone kar dete hai.

Ss: lekin wo toh naatak kar rahe hai na toh ab shaadi ki kya jarurat hai..

Mps: beta yeh aap kya keh rahe ho..? Woh toh ek dusre se pyaar karte hai na unki aakh mai jhalakti hai..

Ps: yehi toh nahi pata puchte hai toh baat talte hai, koi jawaf dete hai...

Ks: iska matlab yehi hai ki wo pyaar nahi karte ek dusre se tabhi toh nahi batlya rahe hai na..

Cc: hone ko toh jo bhi ho sakta hai..

Bc: kyu na sir aur madam sir se phir se puche..

At room;
As: priye aapne toh hame bhot dara diya tha, aapne kyu wesa kiya..?

Hm: Anu aap bhi jante hai na ki us samaya pe koi aur raasta najar nahi aaraha tha..

As: Ham  ek police karmi bankar dekhe toh hame aap par bohot garv hai... Par aakep premi, pati bankar dekhe toh ham bohot khabra rahe the, aapko khone dar hame andar se khaye jaa rahe tha...

Hm: (kissed his forehead for a little longer) Ab ham thik hai na..? dekhiye apke aapke samne bilkul sahi salamat hai. Aur ham itne aasani se aapse dur nahi jane wale hai. Samjhe aap..?

As: ham aapko jane bhi nahi denge (holding her hand and pulling her gently in his embrace) then take her in his lap facing each other aapke bina hamare jindagi aduhari hai, ham nahi ji payenge aapke bina..

Hm: (smiles) i love you very much ( pecked his lip and snugglr in his chest)

As: priye aapko yese hi rehna hai ya bahar bhi jana hai, hame toh yese hi rehna manjur hai (kissing her cheeks and hair)
Then tighten the grip around her keeping his head on her.

Hm: rhena toh ham chate hai hamesha yese hj oar sab log hamara intezar kar rahe hai niche toh jana padega.

As: hmm..  Chaliye chalte hai..
Lift her in his arms.

Hm: Anu niche to utariye, phir chalenge na niche..

As: Aap yese hi jayengi, matlab hame le jayenge aapko niche..

Hm:ham chal te hai na niche sab log hai aap hame niche utariye..

As: priye aap abhi bhi kamjor hai toh aap chup hi rahiye ham le chalte hai. (with stern face)

Hm: ji (in cute voice like a obedient child)
AS smiles on her and kissed her forehead which bring a big smile on hm lips.

As: ham sambal lenge niche aap befikra rahiye.

Then AS along with HM in his arms go to hall. All see hm was in AS arms.

Mps: kya hua haseena, tum thik toh hona..?

Hm: ji chacha ji ham thik hai

Ss: toh madam sir aapko dsp sir ne kyu uthakar laye..

As: santosh sharma woh abhi bhi thodi weak hai aur yese main sidiyo se niche aana muskil hai isliye hamne inko yese uthakar laye hai. (taking HM off from his arms and settling her on couch)

Ps: ish... Hamare lalla ke papa bhi yesa hi karte the..

Ss: pushpa ji lalla ke papa bhi aapko uthate the kya, manna padega bohot strong honge tabhi toh aapko utha paye aapki wajan bohot jyada they na..

Ps: are jadbuddi hamare khene ka matlab the ki hamare lalla ke papa bhi hamara wese hi khyal rakhthe the jese sir rakh rahe hai madam sir ki..

Ss: achha toh aap yese aa rahi thi..

Ps: haa aur tumhara matlabbkya hai ham mote hai, are ham toh abhi bhi bohot fit hai, phele toh tumse bhi jyada patli thi wo toh jab lalla peda hua na tabse thodi wajan bad gayi hai..

Ks: kya kaha pushpa ji aapne, ye wajan thoda hai..?

Ps: pushpa ji nahi amma, aur haa kya galat kaha hamne abhi bhi tumse kuch 3,4 saal chote lagte hai..

Cc: kaa matlab pushapa ji aap kese km se choti ho sakti hai boliye bhala..?

Ps:Kyu nahi ho sakti, abhi dekha hi kya hai hamne jindagi mai..?

Ss: bacha bhi kya hai pushpa ji..?

Ps: bacha hai na hamare pote potiyon ke khilana, unke saath khelna..

Ks: ama ho pushpa ji..

Ps: amma hai ham tumhare yeh thana nahi hai jo pushpa ji pushpa ji lagake rakhe ho..

Ks: haan haan amma aapko har baat ghuma phirake pote potiyon  pe hi aajata hai..

Ps: toh kya galat kaha hamne.. Bana diji ye na hame dadi..

Hm start laughing hardly. As smile seeing her laughing wholeheartedly. All of them looked at her. Mansi also started to laugh seeing Hm laughing.

Hm:  maaf kijiyega wo kya hai na aaj lagraha hai ki aap log hamre thane wale hi ho. Wese karishma singh pushpa ji galat bhi nahi keh rahi hai ab toh bana bhi dijiye unko dadi.

Ks: kya madam sir aap bhi inki side hogai hai (struggling to hide her blush)

Somebody from door: wese haseena tum bhi kabhi hame nani banne ka mauka de..

Hm blush hearing that but hide frequently without other notice except AS. He smiles teasingly. Hm looked towards voice and saw her ammi and maa. Ammi and maa went towards ammi.

Hm: ammi aap kab aagayi aur aapne hame batay bhi nahi aap aane wale hai..? Aur maa aapne bhi hame nahi bataya..?

Ammi: batate toh suprise kese hota..?  Wese tune apna kya haal bana rakha hai sab pata chal chuka hai hume. Par hame tujpar bohot garv hai. (kissed her forehead)

Hm huged her and kisswd her cheeks. Then she hugged maa. Maa caressed her hair lovingly and also kissed her.

Ss: lekin ammi aapko nani banne mai toh bahut time laega.

Ammi: yesa kyu..?

Ps: kyu ki..

This much fir today..
Stay tuned
Happy reading










Madam sir (Hidden Marriage, But whose? ) जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें