Ep- 43

401 43 6
                                    

Paradon me for mistake, language, wrong words, wrong spelling.

I am back after a long. How are  you all?.  Thanks for being patience. I have changed my mind regarding ending this story and starting the sequel. I will contuniue this story with the concept i had for sequel. Sorry for inconvenience. Aap log soch rahe honge ki yeh apni baat par nahi tikti. Kabhi story khatam karne ko bole bhi chalu karti hai, kabhi sequel ko haa kabhi naa kearti hai,  in short question on my minds of presence.

Billu : thik hai bataunga lekin karishma madam sunne ke baad kuch nahi karngi mujhko thik hai..?

Ks: amma thik hai bako toh ab..

Ps: ha ha bille batau..

Bc:maa,  mere khabri keh raha tha ki uske mahole ke saas bahu ke bich bahot badi jhagada huwa hai..

Ks : amma bhak eh bhi koi khabar hai, kuch bhi..

Bc: madam toh pehle hi kaha tha..

Ps: joh bhi ho lekin us jhagede mai galti bahu ki hogi..

Ks: matlab kya hai aapka pj, nahi aap ko kese bata ki galti kon hai..

Ps: isme pata hone ki kya baat hai,  aaj kaal ki bahu bilkul ghamandi hai,  har chiz mai man maani chaati hai, apni saaski izzat nahi karti hai,  kaha hamare zamaane aur ab toh baat hi karna bekar hai..

Ks: nahi matlab har wakt galti bahu ki hi hoti hai,  are saas bhi koi kam nahi hai, agar who bhi bahu ko har chiz mai saath deti toh kya hojayega, kabhi kaam mai haath bataye, bahu ki har baat ki samman karr par nahi Isi wajha se kantaal aake bahu ghar chodke jaati hai..

Ghar chodne ke baat se pushpa ji mind was triggered, her all insecurities started to increased reminding all rajvir flirtness.  Then she internally panicked on the thought of karishma leaving her.

Ks: ab kahe murti banke bethi hai, saas ki wakalat mai kuch nahi bolengi aap..? sach chuba na, sach kadwa hi hota hai..

Ps: hame kuch kaam hai aate hai (blankly)

She left to thana.

Bc: yeh kya hua maa ko bina koi jawaaf diye chali gai..

Ks: are bolne ke koi sabdh nahi the isliye bhag gayi hai (but she is also thinking why she left)  ab sab apne kaam mai lag jao ham jara head quarter jaake aate hai..

Raj: thik hai madam ham bhi chalte hai...

Ks: koi jarurat nahi hai,  tumko hamne jo kaam saunpa hai wo niptao jald hi

Raj: ji madam

Now only billu and cheetosh were there..

Ss: billu ji apki plan toh flop hogai hai. Pushpa ji ne koi jawaaf hi nahi diya..

Billu: yesa kese billu ki plan fail hosakti hai,  mai guarantee ke saath keh sakta hoon maa ko jarur kuch hogaya hai..

Cc: chodna yaar billute abhi kaam pe lagte hai.

They left to thana.pudhpa ji was lost on her thought. Haseena was declining her health and thinking about anubhav.  But all were doing their work sincerely.

After some times As enter in thana with serious face. Pushpa ji notice him and greet..
Ps: jai hind sir..
As: jai hind pushpa ji kya baat hai aaj toh aap bahot gambir hokar kaam kar dahi hai..

Ps: yesi baat nahi hai woh mera retirement jaldi hone wala hai toh socha jitne din bacha hai lagan se kaam karke kuch yaadein bana lete hai..

All looked towards her with amusement..

Madam sir (Hidden Marriage, But whose? ) जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें