Behen Milaap

174 13 3
                                    

Mishti chops off ACP's head. Her face, her hands, her clothes, all were covered with blood. ACP DIG VIJAY'S BLOOD. As she completed her revenge, the sword fell down from her hand. She became weak at her knees and sat down with a thud and for the first time in 13 years, after the separation from her sister, she cried. Tears formed their way down her cheeks. She was crying bitterly and seeing her in that state, everyone present there had tears in their eyes.

Abir sat besides her and side hugged her. He was rubbing her back to console her.

The hardcore terrorist, who didn't know what fear is, what crying is, what laughing is, was now in a vulnerable state. The girl, who was strong enough that she raised herself on her own was now so fragile that her cries were never ending.

Raj goes to Karan.

Raj- tumhara bhai, vardaan ban ke aaya hai isski zindagi mein. Mai duniya bhar ke tareeke jaanta tha, isska gussa shant karne ke lekin issey kabhi hasaane ka tareeka nahi pata kar paaya. Hum ek jutt hone mein itne busy ho gaye the, apne badle poore karne ki strategies banane mein, unhe poora karne mein itne busy ho gaye ke hum mein se aaj tak kissi ne notice hi nahi kiya ke humne issey agar kabhi hastey huye nahi dekha, toh rote huye bhi kabhi nahi dekha.

Karan looks towards raj.

Raj- jab yeh humein mili thi na, tab bahut dari huyi thi, koi kuch bolta bhi tha toh darr jati thi, lekin roti nahi thi. Par jab se yeh kaal pari bani, maine iss mein sirf ek hi emotion dekha. GUSSA. Lekin tumhare bhai ne, issey hasa bhi diya aur rula bhi diya. Bahut kuch saha hai issne, lekin kabhi uff tak nahi ki.

After about 20 minutes, her cries ceased. Abir was still hugging her. Raj, anil, vikram and rakesh go to Mishti and hug her. Abir leaves Mishti.

Raj- arrey gudiya, ab toh hass de. Aakhir tere parivaar ke kaatilon ko saza mil hi gayi.

Mishti gave a small smile.

Raj- chal ab ghar chalte hain. Tujhe itni chotein lagi hain, patti karni hai.

Mishti- nahi. Tum log jaao. Mai nahi aa rahi.

Everyone was confused.

Vikram- par kyun??

Mishti, without replying, picked up the sword and went towards Karan and Abir. She stood in front of Karan and dropped the sword at his feet. Everyone was confused.

Mishti- mai Mishti Maheshwari, yeh accept karti hoon ke mai hi Kaal Pari hoon. Mai Inspector Rawat, Inspector Prashant aur A.C.P. Dig Vijay ke murder ki poori zimmedari leti hoon aur ab surrender karti hoon. Aap logon ko mere saath jo karna chahte hain woh kar sakte hai. Kanoon jo saza dega, mujhe manzoor hoga.

Karan- Abir, tuney kabhi suna hai ke kissi officer ne kissi murder ko maar ke surrender kiya ho.

Abir- Nahi.

Karan- mujhe toh laga tha ke meri biwi jhalli hai, yahaan toh biwi ki behen bhi jhalli hai.

Mishti was confused.

Karan- i know ke jo tumne jo kiya woh apni family ki maut ka badla lene ke liye kiya par mai issey saza maanta hoon, jo tumne apne gunaah-gaar ko di. Aise insaan ke saath yahi hona chahiye.

Abir- exactly. Aur yeh murder, Inspector Mishti Maheshwari ne nahi balke atankwaadi Kaal Pari ne kiya hai, jo yahaan se zinda nahi lautegi.

This statement confused everyone. Abir looks directly in Mishti's eyes and shoots. Towards his right.

Everyone snapped their heads towards that direction and saw a man lying dead there. He was aiming at Mishti to kill her but before him, Abir did his work. Mishti looked back towards Abir.

Abir- kuch mangna chahta hoon tumse. Kis haq se maangun yeh nahi jaanta.

Mishti- ussi haq se, jis se mujhe galey lagaya tha, meri jaan bachaai, yeh jaante huye bhi ke mai kaun hoon.

Abir- toh waada karo ke dobara kabhi kaal pari nahi banogi. Jo kiya so kiya, tumhara badla poora ho gaya na, toh kaal pari ka kissa bhi khatam kar do. Tum sahi kaam ko bhi galat tareeke se kar rahi thi. Mai teeno officers ko maarne ki baat nahi kar raha, mai tumhare kiye huye bomb blasts ki baat kar raha hoon. Tum mafia gangs ko khatam karna chahti ho toh Intelligence officer ban ke karo, atankwaadi ban ke nahi. Bolo. Karogi waada??

Saying this, he forwarded his hand. Mishti thinks for sometime and then puts her hand over his.

Mishti- Mishti Maheshwari jin se pyar karti hai, unke liye jaan de bhi sakti hai aur jaan le bhi sakti hai, yeh toh sirf ek waada hai.

Abir had a wide smile on his face.

Rajveer- chalo. Finally, meri gudiya ne maana toh sahi ke woh bhi Abir se pyar karti hai.

Mishti then realised what she spoke. Abir's happiness had no bounds. He immediately hugs Mishti tightly. Mishti also wraps her arms around Abir's neck. They had a height difference of 8 inches (Abir- 6' and Mishti- 5' 4"), due to which, her feet were not touching the ground. All were happy.

After some time, Abir and Karan reach home with Mishti. As soon as Kirti saw Mishti, she ran towards her and tightly hugs her. Mishti also hugs her tightly. It was the first time both hugged each other after getting separated. Everyone was happy seeing the sisters meeting after 13 years. Kirti takes her inside and does her first aid as Mishti had many bruises on her body.

Kirti- mujhe toh kuch yaad nahi hai, par tu bata, jab maine tujhe train se dhakka diya, usske baad tere saath kya hua??

Mishti- kuch nahi. Mai nadi mein gir gayi aur kissi basti pahunchi. Unn logon ne mujhe bacha liya.

Kirti- I'm sorry.

Mishti nods in no and hugs her.







Precap:- Ishwari- Yeh ladki aise humare ghar nahi aayegi.

Karan- par maa Mishti Kirti ki behen hai toh...

Ishwari- maine kaha nahi matlab nahi.

Abir Mishti's romance on the way.

Farz Ya Mohabbat....Where stories live. Discover now