Her Proposal.

154 18 2
                                    

A few days passed. Karan, Abir and Mishti were honoured for killing kaal pari. Mishti didn't want to get that honour but Karan formed his speach such a way that no one got to know that he was praising and honouring Mishti for killing the 3 officers.

Karan (giving speach)- Dr. Mishti Maheshwari unki giraft mein thi. Humne toh sirf unke khabriyon (kaal pari's men) se unn tak pahunchne mein help li aur sirf ussey injure kiya, baaki kaam toh inhi ka tha. Inhone aise logon ko maara hai jo insaan hone ke naam pe dhabba the, jinhone na jaane kya kya gunaah kiye. Inhone aise logon ko maara hai jinki wajha se na jaane kitne log marey so this honour goes to her. (In low voice, to Mishti) thank you Mishti. Tumne unn teeno ke maar ke insaaf ki jeet karwaai hai.

Intelligence office. Parking lot.

Abir (on call, trying to hide his excitement)- haan haan maa. Theek hai... mai bata doonga... arrey nahi, dabba Karan le aaya hai. Haan khila deinge sabko. (Ends up the call)

Just then Mishti passed from there. Abir ran towards her and picks her up and twirls her. Mishti was startled by this.

Mishti- aaaaa!! Abir kya kar rahe ho, neeche utaaro mujhe!!! Hum office mein hain!! Aaaa!!

Abir puts her down and hugs her.

Mishti- kya hua???

Inside the office.

Tej- o sir ji, eh mithai kis liye ji??

Karan- woh...

Just then Abir and Mishti came.

Manav- arrey tej bhaji, mithai toh bategi hi na. Kaal pari jaisi atankwaadi ka case poora ho gaya. Mishti ma'am ne apne aap ko prove kar diya.

Tej- oh haan.

Karan- haan par yeh mithai uss baat ke liye nahi hai.

Manav n Tej- phir kis liye hai??

Karan- woh...

Abir- woh... Dr. Maheshwari ki shadi ho rahi hai, 2 hafte baad. Iss liye.

Mishti who was drinking water chokes it and glares him. All the eyes turn towards Mishti. She gave a meek smile.

Tej (in low voice)- kaun hai woh bechara aadmi??

But everyone heard it. Mishti was giving Tej "Mai tere baal noch loongi" type of look, which scared Tej.

Abir- Tej bhaji, woh bechara aadmi mai hi hoon.

All were shocked. But somehow Karan and Abir handled it.

It was 8 o'clock in the evening. Abir was walking along with Mishti on the road towards her house. He had sent Karan home saying that he'll drop Mishti and then come.

Abir- tumhare paas gaadi hai, phir bhi paidal kyun jaati ho??

Mishti- kyunke mujhe achha lagta hai.

Abir- waise tum khush toh ho na, humari shadi ki baat sun ke??

Mishti- of course.

Abir- lekin mai khush nahi hoon.

Mishti stops in her tracks and looks towards Abir.

Mishti- kyun??

Abir- kyun ka kya matlab?? Maine tumhe propose kiya, woh bhi itne achhe se par tumne.

Mishti- toh kya karoon.

Abir- mujhe propose karo.

Mishti thinks something. Since last 13 years, she has not seen any movie. She had even forgotten that there is any word like movie. But then she thought that she'll say something.

She sat down on her knees. Abir was shocked. He never ever wanted Mishti to sit in his feet and hence took a step back but Mishti started speaking.

Mishti- utar jaate hain dil mein kuch log iss qadar, unko nikaalo toh jaan nikal jaati hai.

They both were standing in the middle of the road and when Mishti sat down and said those words, shopkeepers and people at the shops started looking in that direction. All gathered there.

Abir was unable to speak. He never expected a hardcore terrorist, always gussa naak pe wali Mishti Maheshwari to react like this.

Mishti- pyar karne ki saza humne paayi hai, jahaan gaye hain tumhari yaad aayi hai. Mitt gaye hain teri yaadon mein aye mitaane wale, tuney dil mein jagha hi ausi banaayi hai.

Mishti- kusur tha in nigaahon ka, jo chupke se deedaar kar baithi, humne toh khamosh rehne ki thaani thi par par bewafa yeh zuban izhaar kar baithi.

Mishti- dil karta hai saansain tujhe de doon, zindagi ki saari baatein tujhe de doon, de de agar tu mujhe bharosa saath ka, yakeen maan, apni zindagi bhi tujhe de doon.

Mishti- jitni poetic baatein aati thi sab kar di. Ab mai seedhi saaf baat kehna chahti hoon. Mr. Abir Rajvansh I LOVE YOU. Kya tum zindagi bhar iss Angry Chhokri ka anger jhelne ke liye taiyaar ho??

Abir's happiness had no bounds after hearing Mishti. He quickly made her stand.

Abir- tumhe palkon pe bithaane ka waada kiya hai, mere kadmon pe laane ka nahi. Mai zindagi mein kabhi bhi tumhe tumhare ghutno pe nahi dekh sakta, aur waise bhi mai already tumse achha khaasa lamba hoon, tumhe ghutno pe baith ke height chhoti karne ki zaurat nahi hai.

Abir- tumne apne proposal se mere wala pheeka kar diya. Meri life ka best day hai yeh.

Saying this, he tightly hugs her. Mishti also reciprocates.

Everyone claps for them. That night, that moon, those stars and those people became the witness of the love of an Officer and a Terrorist.









Precap:- Abir and Mishti's marriage.

Farz Ya Mohabbat....Where stories live. Discover now