Don't Wanna Hurt Him.

160 17 2
                                    

Abir- Ms. Mishti Maheshwari, I Love You.

Mishti had her eyes wide open. She was so shocked to even move. Abir's each and every word echoed in her mind.

Her lonely mind and her criminal mind were at war. Her lonely mind was on cloud nine and said that she wanted someone to love her, to be by her side, to console her during the emotional breakdown, to care for her and who will never leave her. But, her criminal mind screamed exactly opposite. It screamed about her reality i.e. a murder, a ruthless murder.

Even though she murdered her family's murderers, she was a murder, which she don't regret even 1%. But the people just judge on the basis of what is in front, not on the basis of how it came till there. It screamed not to trust anyone, not to become weak taking anyone's support. And as her criminal mind had stronger side, her lonely mind's wishes were just suppressed.

The roses Mishti was holding fell down. Her silence was just scaring wits out of Abir.

Mishti (in low voice, audible enough for Abir)- kya kaha tumne?? You love me?? Seriously??

Abir- Mishti, please listen to me...

Mishti (shouts angrily)- Just Shut up!!!

They grabbed the attention of all the people nearby and as they both were well known personalities; it was easy for people to recognise them.

Mishti- are u even in your senses?? Just because mai tumhari woh cockroach se darne wali stupid si acting ko real maan kar hass padi, yaa tumhari woh saari flirty baaton par jyada react nahi kiya, tum mujhe itni badi baat keh doge??

Abir had tears in his eyes. Though he knew that he might get rejected, he never knew that her rejection would be this much painful.

By this time all the people were murmuring even though they didn't know what was the matter, but Abir and Mishti didn't notice when a huge crowd gathered around them.

Mishti- tum jaante hi kitna ho mujhe?? Arrey jo log shubha shaam, din raat mere saath rehte hain woh bhi mujhe theek se nahi jaante toh tum kya cheez ho??

Abir- maybe unhone kabhi koshish hi nahi ki but mai tumhe jaan-na chahta hoon, poore dil se.

Mishti (calming herself)- dekho Abir, jwalamukhi (volcano) ki aag kabhi garmahat (warmth) nahi deti, sirf jalaati hai. Jis raah par tum jana chahte ho, woh raah tumhe sirf dukh degi. I just want to say that I'm not the right person for u. I'm sorry.

Mishti went from there leaving a heartbroken Abir behind. Just then a guy from the crowd came to Abir.

Guy- bhaiya, himmat matt haarna. Kissi ko dil se chaaho toh ussey pyar ka ehsaas zaroor hota hai, chaahe der se hi sahi, par hota zaroor hai.

Then a girl came there.

Girl- bhaiya, abhi aap usske peeche jaao, manha kare tab bhi jaao. Raat hone wali hai aur yeh area safe nahi hai.

Abir understood both of their words and went from there. The roads Mishti was going from were all empty. Abir was following her. Mishti, while running, collided with someone and Abir stood at some distance seeing them. He immediately recognised the man Mishti collided with, as he was the same man he collided with 3 week ago while leaving Mishti's cabin at hospital.

Raj- Gudiya!! Tu yahaan kya kar rahi hai??

*Abir was clearly able to hear them as it was night time and the road was silent.*

Mishti- kuch nahi. Chalo yahaan se.

Raj (joking)- woahhhh!! Aaj itne araam se?? Kahin sir mein chot vot toh nahi lagi na tere???

Mishti- koi chot nahi lagi. Abhi tu tere ghar ja, aur mujhe mere ghar jane de.

Raj- arrey bata na kya hua?? Kissi ko daant ke aayi hai?? (Silence) Lad ke aayi hai?? (Silence) nahi?? Tujhe sirf logon ke haath paaon tod ke hi shaanti milti hai. Pakka, tu kissi ke haath paer tod ke aayi hai, haina??

Mishti- nahi, kissi ka dil tod kar aayi hoon.

Raj (being serious)- kya?? Kiska??

Mishti- Abir.

Raj- matlab??

Mishti- he likes me. Park ke beecho beech khade ho ke kehta hai ke he loves me.

Raj- aur tuney ussey manha kar diya right.

Mishti- hmm.

Raj- kyun??

Mishti (angrily)- tujhe nahi pata kya kyun?

Raj- nahi i mean Abir accha ladka hai and i don't think ke woh tujhe kabhi dhokha dega, in fact, i don't think ke woh kissi ko bhi dhokha dega. And i know ke tu bhi ussey pasand karti hai.

Mishti- jaanti hoon. Par woh meri reality nahi jaanta. Aaj ussey dukh hua hoga par jaldi sambhal jayega lekin agar aaj mai ussey accept kar ke usski hopes badha deti aur baad mein ussey mere baare mein pata chala toh usska dil toot jaayega. Jitni taqleef ussey ab hui, uss se kayi jyada hoti baad mein.

Raj- toh tuney ussey bachaane ke liye apne aap ko dard dena sahi samjha??

Mishti- dard ab mehsus kahan hota hai. Itna bada dard samaya hai, ek aur sahi, koi fark nahi padta. Pyar toh hum dono ne hi kiya hai lekin yeh ishq mukkamal nahi ho sakta.

Mishti leaves saying this.

Raj (to himself, aloud)- agar tumhare pyar mein taakat huyi toh yeh ishq mukammal hoga. Tujhe iss baat ki fikr hai ke agar Abir ko tera sach pata chala toh woh hurt hoga, tujhse nafrat karega, tujhse door ho jayega lekin agar Abir sach mein tujhse pyar karta hai, toh woh khud tera saath dega, tujhe galey laga ke kahega ke 'Mishti, koi tere saath ho ya na ho, mai hamesha tere saath rahunga.', khud teri madad karega tere gunaah-garon ko saza dilwaane mein, tujhe hasna sikhayega aur tujhe woh har khushi dega jiski tu haqdaar hai.










Precap:- will win her love.

Kaal Pari ready to get her second culprit.

Farz Ya Mohabbat....Where stories live. Discover now