Chapter 30

5.5K 420 21
                                    

Neelum

Ibrahim was in the bathroom, Neelum put her things away,
Her mother in law had been very happy to see her back,

Ibrahim stepped out of the bathroom , he had changed into a pair of shorts and a white t-shirt , he sat on the sofa opening his laptop,

Neelum gave him a soft smile as she continued to put her things away.

"Aunty ne aap se poucha tha k mein kyun gayi hui hun?" She asked ,

"Hmm , I told her to not involve herself in it" he told her , his cheek pressed on his fist while he skimmed through something.

"Hmm" Neelum hummed , as she got up , she had finished everything.

"Aap kal tou wapas aayein hain, abhi phir kaam kar rahay hain? Its saturday and it 4 pm on saturday" she pointed out,

"Just give me an hour and then I'm all
yours" he said his eyes not moving away from the screen.

Neelum stood up,
"Mein aunty ke kamray mein jaarahi hun" she told him and he hummed in response.

Neelum made her way downstairs , she reached for her mother in laws room, her mother in law was on the phone ,

She opened the door and her mother in law signalled her to come in and sit next to her .

"Rukhsar beta abh Aeima aur Ibrahim hee nahi raazi tou iss mein mein kya karsakti hun?" She said ,
"Aakhar mein Aeima ki zindagi ka faislah hai, woh raazi nahi hogi tou uss se zabardasti nahi karsakti mein."

"Tum Rahila se kaho k iss tumhari koi ghalati nahi hai beta" she told her ,

"Acha tum fikar na karo mein aapa se baat karoun gi" she said ,

"Okay beta Allah hafiz" she said as she hung up.

"Aunty sab theek hai?" She asked ,

"Beta wohee , Rahila ne Rukhsar ko tang kiya hua hai, Aeima k rishtay k liye" she said
"Rahila roze koi na koi issue khara kar deti hai" she told her ,

"Aap ne Ibrahim ko bataya?" Neelum asked ,
Her mother in law shook her head,
"Nahi beta , tum dono k beech mein bhi tou problem thi , ohir ussay london jaana parha , ussay kuch bata bhi nahi saki mein" she told her .

"Tum batao beta , sab theek hai abh tum dono k beech?" She asked her ,
Neelum smiled and nodded
"Gee aunty , sabh theek hai" she told her ,

"Buss mujhe tasali hai k tum ghar aagayi ho, meine Ibrahim ko itna kaha par woh mujhe keh raha tha k mein beech mein naa parhoun" she told Neelum,
"Shukar hai khud hee le aaya , tumhe woh wapis" she said ,

"Neelum beta , abh ki dafa tum dono k beech mein koi baat ho, Ghar naa chorna, tumharay jaanay se ghar ki ronauk chali jaati hai" she told her , and Neelum sat there stunned .

"Aisay kya dekh rahi ho? Waqai mein" she said to her ,

"Khaanay ka bandobast shuru karoun?" Neelum asked her ,

"Beta nahi Aeima ne subha khana banaya tha , tumhe ajj kuch bhi krni ki zarurat nahi hai" she told her, Neelum nodded ,

Her phone rang ,
"Dekho apa ka phone hai, mein baat karun un se , Rahila ne naak mein dum kiya hua hai" she said.

Neelum moved to get up wanting to give her privacy.

___________________________

At dinner time the whole family sat together ,
"Ibrahim beta" her mother in law started,

Ibrahim looked up at his mother ,
"Beta mujhe Rukhsar ki bohaut fikar hai" she said to him,
Ibrahim frowned ,
"Kya hua ammi?" He asked concerned ,

Dil e Nadaan जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें