bon : batuk yeh tumne thik nahi kiya........kyu jhuth bola patibabu se aur yeh jhuth kab tak chalega.......kabhi na kabhi toh unhe pata chal hi jayega na.......
batuk : arey baudi kuch din baad dada khud results ke baare mein bhul jayenge........
bon : batuk patibabu ek baar ke liye apna kaam bhul sakte hai par mujhse sambandhit koi bhi karya woh nahi bhulenge agar mujhse mere parinaam maangenge toh tumse bhi maangege hi.......
batuk : itna vishwas dada par.....
bon : khud se bhi zyada......
batuk : accha.......(smirked)
she blushed lightly.....
bon : main jaa rahi hu......
she quickly ran away from there.......he laughed......
bondita changed into her saree and went to kitchen for preparing dinner........first she made a coffee for anirudh as she know the timings of him for coffee........and he don't drink the coffee made by any other person........she kept the coffee mug in the tray and headed towards his study.......
Here in study.......
anirudh was daydreaming about bondita........he was dreaming about their future.......he was impatiently waiting for bondita's reaction when kaka will announce of them staying in one room.......
ani(mind) : hey dugga maa kab raat hogi aur kab main bondita ka woh khushi se khilkhilata hua chehra dekh paunga jab usse pata chalega ki aaj se hum ek hi kamre mein rahenge.......
he was in his thoughts when he heard bondita's paayal sounds.......
ani : bondita.....
she entered the study......
bon : patibabu aapki coffee......
ani : thankyou bondita......
bon : chalti hu patibabu khane ki taiyari karni hai.......
ani : bondita.....
bon : ji......
he went near her and held her hand......she got nervous.......
ani : bondita waise toh mujhe tum par pura bharosa hai lekin ek baar apni tasalli ke liye kuch puchna chahta hu......
bon : ji.....ji patibabu......
ani : tumhara class test ka result sachme nahi aaya hai na.....
bondita's heartbeats got faster......
bon(mind) : hey dugga maa issi baat ka darr tha mujhe......main jaanti thi padhai ke maamle mein patibabu ko dugga maa par bhi bharosa nahi hai.......batuk kaha phasa diya tumne main patibabu se jhuth nahi bol sakti uhe pakka pata chal jayega kya karu.......haa ab mujhe bondita banna padega......
bon : patibabu aapko apni bondita par bharosa nahi hai.......maine keh diya na ki result nahi aaya maine kabhi aapse kuch chupaya hai nahi na......jaiye baat nahi karegi bondita aapse.......
sh turned her face and puffed her cheeks......
ani : sorry sorry bondita mere kehne ka matlab woh nahi tha main toh bass yeh keh raha tha ki agar thode bohot marks kam aaye toh mujhe kehne mein hichkichana mat........mujhe tum par pura bharosa hai.......sorry.....
he poked her cheeks......
ani : sorry ab haso.....
she smiled.....
bon(mind) : mujhe maaf kar dijiye patibabu mujhe khud aapse jhuth bolna accha nahi lag raha par kya karu sach bataya toh aap batuk ko dugna daatoge.......
ani : ab kaha kho gayi.....
bon : kuch nahi main jau ab......
ani : hmm......
she left from there hurriedly.......
she came in kitchen and breathed heavily.......
bon : maine yeh bilkul thik nahi kiya mujhe patibabu ke bharose ka galat fayda nahi uthana chahiye.......aaj khane ke baad main patibabu ko sabkuch sach sach bata dungi aur unhe batuk ki haalat samjhane ki koshish karungi......
she started making dinner........
At dining table........
bondita served everyone and sat beside anirudh.......
sampurna : bondita aaj maine tumhe payesh banane ke liye kaha tha na.......
kaka : jisse khana ho woh khud bana le bahu kisi ki naukar nahi hai......
bon : ksj.....didi main banane wali thi par aaj khane mein pehle hi bohot der ho gayi thi baaki sab banane mein mujhe payesh banane ka waqt nahi mila......
sampurna : haa toh vidyalay se jaldi aaya kar na bass ghumna hai pure din......
anirudh was about to say anything but bondita stopped him holding his hand........
binoy : sampurna agar tumhe payesh khana hi tha toh bihari ya koyeli se keh deti.......
sampurna stopped arguing.....
they started eating......anirudh signalled trilochan to say......he nodded.....
kaka : hum kuch kehna chahte hai......
binoy : boliye daa.....
kaka : humne yeh tay kiya hai ki aaj se anirudh aur bahu ek kamre mein rahenge......
everyone stopped eating and looked at him with horror.......
batuk choked his food while somnath smirked.......binoy and sampurna was also in shock even bihari and koyeli.......
bon(mind) : hey dugga maa yeh kya keh diya ksj ne......inhe achanak kya ho gaya.....jab jab yeh baat uthi hai ghar mein sirf mahabharat hui hai.......patibabu kya karenge ab.......bass inke aur ksj ke beech koi jhagda na ho.......
kaka : anirudh chalega na......
ani : thik hai kaka ab aap keh rahe hai toh mujhe chalega.......
this was a another shock for everybody specially bondita......she was not believing on her ears.......she clutched her saree.......anirudh secretly watched her expression......he could clearly see that she is in shock.......not she everybody except som and kaka were in shock.......
som(mind) : kya baat hai dada anirudh roy choudhary ka koi jawab hi nahi hai........saanp bhi marr gaya aur laathi bhi nahi tuti......
batuk : dada aap par kisi ka saaya hai kya......
ani : batuk mere bhai......apni padhai par dhyan do baaki chizo par nahi.......
kaka : bass yeh tay raha ki anirudh aur bahu ek kamre mein rahenge........
everybody nodded......
sampurna(mind) : yeh kya hua......yeh fitoori anirudh maan kaise gaya.......nahi nahi yeh nahi ho sakta agar bondita ne mujhse pehle iss haweli ko waaris de diya toh mere jo thodi bohot ummid hai iss ghar pe raaj karne ki woh bhi khatam ho jayegi ab mujhe kuch karna hi padega.......
YOU ARE READING
Anidita : Match Made In Heaven
RomanceAnirudh and bondita didn't nullified their marriage....... bondita was now a 17 year old beautiful teenager studying in her last year of school...... anirudh was now a 26 year old successful barrister....... will they realise their love for each oth...