CHAPTER TWENTY THREE

1.4K 161 13
                                    

Everybody came for breakfast......

bon : kya baat hai batuk aaj samay par aa gaye bina uthaye......

batuk : woh aaj neend jaldi khul gayi......

they served everyone and sat for breakfast........

Anirudh thought to tease bondita......he holded her hand under the table......she glared him while he smirked.......

bon(whispers) : patibabu mera haath chodiye koi dekhlega......

ani(whishpers) : dekhne do jisse dekhna hai apni hi patni ka haath pakda hai.......

she tried to freed her hand but he tightens his hold.......she was hiding her blush........

som and aashita were smiling at each other........

sampurna watched all this......she was understanding everything.......

sampurna(mind) : khush ho lo jitna hona hai zyada dino tak main khush rehne nahi dungi.......

they completed their breakfast......

ani : kaka hum nikalte hai......

kaka : thik hai......

ani : bondita aashita batuk exams aa rahi hai please padhai par dhyaan lagana........bondita aashita kaam karne ke liye ghar mein aur log hai tumhari jagah padhai karne koi nahi aayega.....

som : batuk seriously padhai karna........kuch dino ke liye khel bhul jao.......

they nodded......

Everybody left for their works......

In afternoon......

Nobody was there at home except bondita,aashita,batuk and sampurna.......they were studying in her room.......

batuk : main thak gaya hu baudi ab......!!!!

bon : batuk hume padhai shuru kiye hue sirf aadha ghanta hua hai.......

batuk : aadha ghanta kam lagta hai aapko baudi........

aas : batuk apna drama band karo.......aur padhai karo......

he pouts......they were studying when koyeli knocked the door......

bon : aaiye koyeli didi kya hua......?

koyeli : choti malkin sampurna malkin ne aapko aur aashita malkin ko bulaya hai......

they looked at each other......

bon : thik hai aap jaiye hum aate hai......

she nodded and left......

aas : hume kyu bulaya hoga.....?

bon : woh toh jaakar hi pata chalega chalo.....batuk hum aate hai tab tak tum apni padhai chalu rakho khabardar soye toh......

he nodded......they went down and saw some ladies......

sampurna : lo aa gayi meri bahuein.......bondita aashita yaha aana......

they went to her......

bon : sampurna didi kon hai yeh sab......?

sampurna : yeh meri saheliyan hai bondita.......

kamla(her friend) : aapki bahu aapko didi bulati hai......

sampurna : arey nahi woh toh maine hi usse kaha hai.......yeh bondita hai mere bade bete anirudh ki patni......aur yeh aashita mere bete somnath ki patni........bondita inn sab ke liye chai naashta bana do.......

bondita took her to the side......

bon : kya kar rahi hai aap didi......aap janti hai na humari pariksha hai hume padhai karni hai.......

sampurna : bondita ghar mein mehmaan aaye toh main karu........ab main yeh toh nahi keh sakti na ki meri bahuon ko padhai karni hai.......

they reluctantly went to kitchen while she smirked.......

in kitchen......

aas : bondita pata nahi kyu mujhe aisa lag raha hai jaise sampurna didi jaan bujhkar yeh sab kar rahi hai.......

bon : tujhe toh sirf lag raha hai mujhe pura yakin hai.......

aas : bondita waise toh meri padhai ho chuki hai par kuch dino se shaadi aur baaki kaamo mein padhai par dhyan hi nahi de paayi......pata nahi kya hoga.....

bon : haa aashita mera bhi yehi haal hai jaldi se yeh kaam khatam karke padhai karne beth te hai......

she nodded.....

whole afternoon they couldn't able to study.........though they tried many times but got interrupted by sampurna by different reasons......they were hell frustrated.......Finally her friends left.......they were about to start study when trilochan came back from his work and some of his associates also arrived.......they can't say no to him......they started working.........after some time everybody left........but dinner time was near so they went to prepare dinner.......

In evening......anirudh and somnath also arrived........they served them water.......

bon : patibabu hume aap dono se kuch baat karni hai study mein aa sakte hai kya.......

som : kya hua baudi koi pareshani.....?

bon : aap log aaiye toh.....!!!

they nodded.......

In study......

ani : kya hua bondita tum dono bohot pareshan lag rahe ho......

bon : patibabu mujhe krishnanagar jaana hai......

aas : haa mujhe bhi ghar jaana hai......

they got shocked......

som : kya hua aap dono ko achanak.......aise kyu bol rahi hai......

bon : toh aur kya kahe dada yaha rahenge toh pakka fail ho jayenge......

ani : kaisi baate kar rahi ho......fail kyu honge......kya hua khulkar batao......

they narrated everything happened.......

aas : subah se humara thik se ek lesson bhi padhkar nahi hua......aise hi chalta raha toh kya karenge hum........

bon : patibabu ksj toh shaam ko aaye par pura din sampurna didi ne hume pareshan kar diya.......agar aisa hi chalta raha toh batuk pass ho jayega aur hum fail ho jayenge........

they clenched their fist........

som : mujhe pata tha dada yehi hone wala hai.........iss sampurna ko main nahi chodunga......

ani : som shant ho jao aur tum dono bhi.......chalo mere saath......

they went down.......anirudh called everyone.......

kaka : kya hua anirudh......?

ani : mujhe aap sab se kuch baat karni hai.......aaj se balki abhi se jab tak bondita aashita aur batuk ki pariksha khatam nahi ho jaati bondita aur aashita ghar ka koi kaam nahi karenge aur kisi ka kaam nahi karenge.......

he said looking at sampurna......

som : sab apna kaam khud karenge.......inhe koi pareshan nahi karega.........agar chaho toh bihari aur koyeli ki madat le lena par yeh kaam nahi karenge.......

ani : aur kaka aapse nivedan karte hai pariksha tak apni bahuon ko bhul jaiye.......inka pura saal kharab ho jayega agar yeh pariksha thik se nahi de paaye toh.......agar phir bhi kisi ko dikkat hai toh main inn dono ko apne maayke bhej deta hu waha kam se kam chain se padhai kar payenge.......

kaka : anirudh hume koi dikkat nahi hai.......dil se padhai karo aur humara naam roshan karo........

they smiled......

everybody agreed.......

sampurna(mind) : iss anirudh ke pass meri har chaal ka tod taiyar rehta hai.......

everybody had dinner and retired to their rooms........

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now