Bondita and aashita returned home sadly........
When they opened the door some flowers showered upon them.......
Voice : surprise.....!!!!!!
They saw everyone standing there........ trilochan...batuk...binoy...sampurna and bihari and koyeli too........
They were really surprised........
Bon : ksj.....baba.....aap sab yaha.....!!!
Kaka : yeh toh tum dono apne patiyon se pucho.......
Bon : yeh sab kya hai patibabu......?
Ani : sab batata hoon.......kal dopeher ko mujhe kaka ka phone aaya.....unhone humse kaha ki iss baar ki diwali woh humare ghar par manana chahte hai......maine haa kar di.......phir jab tum dono kal pareshan ho rahe the toh humne socha thoda aur pareshan kiya jaaye.......
They laughed.......
Aas : matlab woh sab natak tha......
Som : haa.....kaisa tha......
Bon : aap log bohot kharab hai aisa koi karta hai kya hum waha soch soch ke pareshan ho rahe hai aur aaplog........
Kaka : kya hua bahu......kya kiya inn nalayako ne......
They told him everything.........
Kaka : nalayako aise koi darata hai kya apni patni ko......
Som : sorry kaka par aapki bahuon ne bhi hume kam pareshan nahi kiya kal........isiliye thoda humne bhi kar diya.......
Ani : sorry......
Bon : thik hai yeh sab chodiye......ksj aap sab kab aaye......
Kaka : abhi thodi der pehle hi aaye hai......
Bon : aap logo ne khana khaya......
Binoy : haa sab ho gaya hai tum dono betho abhi abhi college se aayi ho.......
They nodded........
The day passed like this.......
After many days whole family was together.......this time binoy was also enjoying........sampurna was as usual not interested.........
In these months.......she tried every way to acquire keys of house but trilochan didn't let that happen........
Bondita and aashita were busy with batuk laughing and giggling.........
At night everybody had dinner together.........
Kaka : chalo ab tumlog jaa kar so jao phir diwali ke bohot saare kaam hai koi kami nahi rakhni.......
Sampurna : par iss ghar mein toh sirf do hi kamre hai.......
Kaka : haa toh hum sab yaha so jayenge.......
Sampurna : main zameen par nahi so paungi.......
Kaka : dekho tum......
Bon : ksj sampurna didi thik keh rahi hai......ek kaam karte hai aap aur batuk humara kamra le lijiye aur baba aur sampurna didi som dada aur aashita ka kamra le lenge........
Aas : haa yeh thik hai......
Kaka : par bahu aise.....
Bon : ksj aap paraye thodi hai aur naa hi mehmaan hai toh hichkichane ki zarurat nahi hai.......so jaiye......aur aapko lagta hai itni thand mein main aapko zameen par sone dungi.......
Kaka : phir tum sab kaha jaoge.......
Aas : hum chhat par chale jayenge.......kai baar soye hai hum waha.......
YOU ARE READING
Anidita : Match Made In Heaven
عاطفيةAnirudh and bondita didn't nullified their marriage....... bondita was now a 17 year old beautiful teenager studying in her last year of school...... anirudh was now a 26 year old successful barrister....... will they realise their love for each oth...