CHAPTER FORTY FOUR

906 131 18
                                    

3 months passed away........

They informed family about chanda.......

They tried to find lot about chanda's mother but didn't get success........

She was staying with them........it didn't affected them lot.......

They were happy with her.........!!!!

Their boring daily routine turned into intresting........

Now she was totally comfortable with them.......

Sometimes she sleeps with anirudh and bondita and sometimes with som and aashita.......

Sometimes she asked about her mother but they successfully diverted the topic........

Bondita made her learn basic things.....manners.......

They can't get her admission in middle term........so they are waiting for new term.......

Bondita and aashita were also doing well in studies.........

But trilochan was not happy as he knew that someday they will bring her to tulsipur too.......

3 months he tolerated but now he wanted chanda to be out from their family........

He was not stone hearted.......really wanted a good life for her but away from his family.........

He decided to visit them.......

***********************
It was sunday afternoon.......

They all were playing......

Suddenly there was a knock on door........

Anirudh opened the door and suprised to find trilochan standing there.......

Ani : kaka aap.....?

Bon : ksj...... andar aaiye na......

He came inside.......

They took his blessings.......

Kaka : khush raho kaise ho......

Som : bohot acche......aap kaise hai......

Kaka : hum bhi thik hai......

Bondita saw chanda hiding behind curtain........

Bon : arey chanda yaha aao daro mat.......

She came outside......

Bon : chanda yeh humare kaka hai jinke baare mein maine bataya tha pranam karo aur pair chuo......

She touched his feet......

Kaka : khush raho......

Aas : ksj aapne khana khaya.....?

Kaka : nahi......

Bon : aap bethiye hum lekar aate hai......

He nodded.......

**************************

He had lunch.......

Kaka : anirudh som hume kuch baat karni hai tum dono se......

They nods.......

The went to the room........

Som : kaka aapke yaha achanak aane ki wajah hum jaante hai......

Kaka : agar jaante ho toh yeh bhi jaante hoge ki hum kya chahte hai.......

Ani : haa kaka iss baare mein humari baat ho chuki hai lekin aap hi bataiye kya kare hum......3 mahine ho chuke hai chanda ko yaha aaye hue.......inn 3 mahino se humari zindagi bhi ulajh gayi hai......kuch samajh hi nahi aa raha kya kare.......bohot koshish ki kaka humne chanda ki maa ko dhundne ki aaj bhi humari khoj jaari hai......par koi bhi saamne aane ke liye taiyar hi nahi hai toh kya kare hum.......

Kaka : itne saare anaath aashram hai uski zimmedari unhe de do.......

Som : par kaka......

Kaka : duniya mein aise kai bacche honge jo anaath honge ya jinhe unke maa baap ne chod diya hoga toh iska matlab yeh nahi hai ki unhe apne ghar mein rakhenge.......

Som : kaka yaha baat humari yaa chanda ki nahi hai baudi aur aashita ki hai.......jiss baat ka hume sabse zyada darr tha wahi ho gaya hai.........dono judd gayi hai uss bacchi se........

Ani : haa kaka......dono ko bohot lagav ho gaya hai uss bacchi se......hum chaha kar bhi kuch nahi kar paa rahe hai......kai baar humne unse baat karne ki koshish ki hai par dono sunna hi nahi chahte.......agar zabardasti unhe chanda se alag karne ki Koshish ki toh uska asar na sirf unki padhai par balki unpar bhi bohot buri tarah se hoga........

Kaka : toh kya karna chahte ho.........uss bacchi ko humesha apne pass rakhoge.......

Som : kaka hum koshish kar rahe hai par........

Kaka : dekho ek baat humari gaath baandh lo bacchi kitni bhi pyari kyu na ho usse hum apne pariwar mein jagah nahi de sakte.........

Ani : kaka par.....

Voice : ksj.....

Ani : bondita......

Kaka : bahu....

Bon : ksj jab aapne kaha ki aap patibabu aur dada se akele mein baat karna chahte hai hum tabhi samajh gaye the ki baat chanda ke baare mein hi hai........

Kaka : bahu ab jab tumne sunn hi liya hai toh hum ghuma phira kar nahi kahenge.......bahu bacchi sachme bohot pyaari hai par humare ghar mein nahi reh sakti......

Aas : ksj chanda kaha jayegi.........

Kaka : bahu duniya mein bohot log hai uska dhyan rakhne ke liye.......bohot se anaath aashram hai....... zarurat ho toh uski padhai ka aur rehne ka kharch hum de denge par usse apne pariwar ka hissa nahi banne de sakte.......dekho bahu hum patthar dil nahi hai.......uss bacchi ke prati hum bhi daya rakhte hai isiliye keh rahe hai........tum sab sampurna ko jaante ho na......phir tumhari pishi maa unhe toh ladkiyo se ghrina hai jab usse yeh pata chalega ki humare ghar mein ladki hai woh bhi humari nahi kisi aur ki tab kya hoga.......kya woh sab yeh bichari bacchi bardasht kar payegi........bahu bhavnaon mein beh kar itne bade faisle nahi liye jaate.........

Ani : bondita tum jaanti ho main bhi chanda ko bohot pasand karta hu par kaka ki baat bhi toh galat nahi hai na..........agar kabhi usse kisi se yeh pata chalta hai ki uski khud ki maa usse chod kar chali gayi tab kya hoga........

Som : aur tulsipur ki bhi haalat aap log jaante hai kahi na kahi se log bolte hi rahenge hum kitno ko chup karenge aur kitno se ladenge........isse accha yehi hai ki hum uske liye koi accha sa ghar dhund le......

Bon : patibabu maine kuch socha hai.......

Ani : kya.....

Bon : hum chanda ke official guardians bann jaante hai.........jab tak hum yaha hai tab tak chanda humare saath rahe aur jab hum wapas tulsipur jayenge chanda ko yaha kisi acche se hostel mein rakhenge........isse uski padhai bhi acche se hogi aur hum sabki baat reh jayegi..........woh yaha rehkar humse judi rahegi.......

Som : haa yeh kar sakte hai.......

Ani : kaka yeh toh hum kar sakte hai na.......

Kaka : agar aisi baat hai toh hume koi dikkat nahi hai......

They got delighted.......

Kaka : maan na padega bahu mushkil se mushkil sawalo ka bhi adbhut jawab hota hai tumhare pass.......

She smiles......

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now