In evening......
They reached to siliguri at their house.....
batuk : chalo finally pohoch gaye bohot thak gaya main.....
som : bol toh aise raha hai jaise bohot papad bele hai tune driving toh maine aur dada ne hi ki hai.....
bon : aur nahi toh kya aur hum iss haalat mein nahi thake aur tum thak gaye.......
batuk : kyuki aap log deviyan ho aur main ek aam manushya......aapki aur humari kya barabari.......
everybody chuckled......
kaka : chalo bass bahu tum dono jaake aaram karo bohot lamba safar tha tab tak anirudh khane ka kuch prabandh karo.......
ani : ji kaka...!!!
******************************************
After dinner everybody was sitting in garden under moonlight enjoying the weather.......bon : patibabu lagta hai baarish hogi......
ani : khush kyu ho rahi ho tumhe main baarish mein bhigne nahi dunga.......
bon : lekin maine kab kaha.....
ani : because I know you very well shona......10 saal ho gaye hume......jaise mor baarish ko dekh kar naachta hai na waise meri morni bhi baarish ko dekh kar uchalne lagti hai.........
everybody laughed.......
bon : patibabu aapko yaad hai ek baar main aadhi raat ko bhigne gayi thi aur subah aapne mujhe kaise daata tha.......
ani : haa woh kaise bhul sakta hu......
batuk : ek minute koi hume bhi batao kis baare mein baat kar rahe ho......
ani : jab madam 16 saal ki thi tab ki baat hai.....raat ko bohot tez baarish ho rahi thi maine strictly madam ko mana kiya tha bhigne mat jaana toh pata hai kya kiya.......aadhi raat ko jab sab so gaye tab gayi thi madam bhigne ke liye.......
som : toh aapko pata kaise chala dada.......
ani : subah madam ko bohot tez bukhar aaya aur sardi bhi main tabhi samajh gaya ki madam bhigne gayi thi.......
batuk : phir aapne kya kiya dada.....kaise saza di thi......
bon : tumhe bada maza aa raha hai.....
aas : haa haa sunne de na.....
bon : tu bhi.....
ani : maine toh baat karna hi bandh kar diya tha.......jab meri koi baat maan ni hi nahi hai toh kyu baat karu.....
bon : aur main ghumte rehti thi inke aage peeche manane ke liye......
aas : phir kaise maane aap dada......
ani : bukhar utarne ke baad madam ne bhook hartal ki thi 2 din tak mujhe manane ke liye aur woh bhi pata hai kaise harr 4-5 ghanto mein kuch na kuch kha ke......
everybody laughed......
bon : bass bass zyada hasne ki zarurat nahi hai.......
batuk : kya baudi......
som : dada baudi ke beech humesha se aisa hi chalta aaya hai......kabhi dada naraz ho jaate the toh baudi unke peeche bhaagti thi toh kabhi baudi naraz ho jaaye toh dada bhaagte the.......dada ne toh kitni baar unke saamne uthak baithak bhi hai humne dekha hai........
ani : woh toh pucho hi mat......isne toh sumati maa ke saame ki mujhse uthak baithak karwayi thi.......
som : haa yaad hai main toh dekhta hi reh gaya tha......
aas : jaha pyaar aur vishwas hota hai waha thodi bohot nok jhok toh hoti hai.......
ani : yeh sahi kaha tumne.....inn 10 saalo mein zindagi ne bohot kuch dikhaya hai hume kabhi kabhi toh aisa bhi lagta tha ki sab khatam ho gaya par bondita ne kabhi mera saath nahi choda......
hum lade hai ek dusre se naraz hue hai par ek dusre ka saath kabhi nahi chuta......humne khaas kar maine toh kabhi nahi socha tha ki hum maa baba banenge......kai baar mujhse galtiyan bhi hui hai.....bon : woh sab bhul jaiye patibabu mujhe koi shikayat nahi hai........kyuki mujhe humesha aap par bharosa tha ki agar aap kuch kar rahe hai toh woh meri bhalai ke liye hi hoga........
he smiled......
aas : isse hi pyaar kehte hai dada jaha apne saathi par khud se zyada bharosa ho.......
ani : haa......
they looked at batuk who was thinking something.......
ani : kya soch rahe ho batuk......
batuk : kuch nahi main bore ho raha hu.......
bon : toh kya kare ab.....
batuk : ek kaam karte hai jaa kar so jaate hai main bohot thak gaya hu......
som : haa aap log bhi so jao bohot der ho gayi hai.......
they nodded......
**************************************************
In room.....Bondita came out of bathroom......
she saw him standing near window.......
she went to him and hugged him from back..........
bon : kya soch rahe hai aap patibabu......
ani : kuch nahi bass aise hi......
bon : patibabu jaise aap mujhe mujhse zyada jaante hai na waise main bhi aapko aapse zyada jaanti hu kuch toh chal raha hai aapke dimag mein ab bataiye kya.......
ani : kuch galtiyan aisi hoti hai jo kabhi peecha nahi chodti.......jaise meri sabse badi galti thi.....
bon : please patibabu main woh sab bhul chuki hu ab mujhe nahi sunna......
ani : hum chahe ya na chahe shona woh haadsa humesha humari zindagi ka hissa rahega.......kaash maine woh sab nahi kiya hota.......
bon : patibabu aapne jo kiya woh uss waqt ki zarurat thi.......aur yeh main pehle bhi keh chuki hu......aur usme galti meri bhi thi sirf aap zimmedar nahi the.......aap bhi yeh saari baatein lekar baith gaye......hum yaha ghumne aaye hai aue aap.....mujhe aapse baat hi nahi karni.....
he pulled her.....
ani : sorry shona.....ab nahi karunga.......shotti.....
bon : hmm......
To lighten her mood.....
ani : shona itna accha mausam hai tumhe nahi lagta hume iss mausam ka fayda uthana chahiye.....
bon : matlab.....
he pinned her to wall.....
ani : matlab yeh.....
he cae close to her......
bon : patibabu peeche hatiye koi dekh lega.....
ani : bondita hum ek bandh kamre mein hai koi nahi hai yaha......
bon : mera baccha toh hai.....kya sochega woh......
ani : yehi ki uske baba kitne romantic hai......
she blushed.....
he sealed his lips with her's.......she blushed and responded his kiss.......he deepened the kiss.......
after kissing for few minutes he broke the kiss......
bon : kya patibabu baba banne wale hai ab toh sudhar jaiye.......
ani : main sudhra hua hi hu.....
bon : yeh sudhre hue hai aap......
ani : aisa kuch kiya nahi hai maine haa agar tum karna chahti ho toh I can do it.....
she blushed hard......he chuckled.....
bon : patibabu....!!!!
ani : I love you shona.....
bon : I love you too......!!!
she hugged him......
YOU ARE READING
Anidita : Match Made In Heaven
RomanceAnirudh and bondita didn't nullified their marriage....... bondita was now a 17 year old beautiful teenager studying in her last year of school...... anirudh was now a 26 year old successful barrister....... will they realise their love for each oth...