1 week passed away.......
Today they were getting discharged from the hospital.......
everybody planned their grand welcome......
In hospital.....
aas : itni thaki hui kyu lag rahi hai.....neend puri nahi hui kya......
she glared her.....
aas : kya hua aise kyu dekh rahi hai.....
bon : doctor aashita kal kya aap ghode bech kar so rahi thi.....
aas : kyu kya hua.....
bon : kya hua.....yeh puch kya nahi hua.......kal raat dono itni zor zor se roh rahe the ki puch mat.....ek ko chup karao toh dusra jaag jaata hai meri puri raat nikal gayi inn dono ko sambhalne mein.....
aas : lekin mujhe pata kaise nahi chala......
bon : wahi toh main puch rahi hu utha rahi thi tujhe lekin tu uth hi nahi rahi thi.....
aas : arey haa woh kya hua na pata nahi kal kaise mujhe thodi weakness lag rahi thi toh doctor ne injection diya tha toh shayad ussi ka asar hoga.....
bon : tune mujhe kyu nahi bataya......
aas : itna kuch nahi tha mamuli weakness thi lekin sorry.....
bon : tu na mujhe kuch nahi batati.....
aas : accha baba sorry ghar jaake tu aaram kar lena baccho ko main sambhal lungi......
ani : tum logo ki baate hi khatam nahi hoti chalo waha sab besabri se intezaar kar rahe hai specially kaka.......subah se khud toh naach rahe hai hume bhi nacha rahe hai agar ab hum tum logo ko lekar nahi pohoche na toh woh khud yaha aa jayenge......
bon : haa bass hum taiyar hai.....waise kal raat aap dono kaha the.......
they looked at each other......
aas : kya hua koi baat hai kya.....
som : aashita woh.....
aas : kya kuch bataiye na......
bon : dekhiye hume chinta ho rahi hai ab.....
som : aashita tumhari dida bohot hi serious hai......
aas : kya.....kya hua dida ko.....
ani : aashita unhe dil ka dohra pada tha.....
they gasped......
bon : aap logo ne hume kyu kuch nahi bataya......
som : kaise batate baudi aashita ko itni weakness thi agar aapko batate toh aap bhi tension mein aa jaati aur iss waqt aap logo ka itna tension lena thik nahi hai......
aas : ab dida kaisi hai.....
som : abhi toh thik hai par kuch kaha nahi jaa sakta......
aas : khulkar bataiye na.......
som : aashita unhe bohot hi major heart attack aaya tha main puri koshish kar raha hu par.....
aas : par kya....
som : aashita please panic mat karna unke bachne ke chances 1% se bhi kam hai......
she stumbled.....
bon : aashita.....!!! itna sab ho gaya par aap logo ne hume kuch bhi nahi bataya......
aas : mujhe....mujhe milna hai unse.....
som : nahi aashi main tumhe unse nahi milne de sakta.....
aas : par kyu.....
som : aashita behave sensible tum khud ek doctor ho itna toh samajhti ho na iss waqt tumhara waha jaana sahi nahi hai already tum thik nahi ho waha jaogi aur weak padh jaogi......main bhi chahta hu dida bilkul thik ho jaaye apni puri jaan laga raha hu main lekin iss beech main tumhe bhi nahi bhul sakta.....aashi dida ke pass main hu tumhara pura pariwar hai par humare bacche ke pass tumhare alawa koi nahi hai tum weak padh jaogi toh socha hai uska kya hoga.......
YOU ARE READING
Anidita : Match Made In Heaven
RomanceAnirudh and bondita didn't nullified their marriage....... bondita was now a 17 year old beautiful teenager studying in her last year of school...... anirudh was now a 26 year old successful barrister....... will they realise their love for each oth...