CHAPTER NINETEEN

1.4K 155 20
                                    

Anirudh returned home.......he was looking for bondita......atlast he saw her on a ladder fixing the flowers.......he saw the ladder is not stable.......he went to her she was about to fall when he caught her.......she was in his arms......she opened her eyes and found him staring at her.......she blushed at his gaze.......he was lost in her......

bon : patibabu.....

ani : hmm.....(still lost)

bon : chodiye mujhe.....

ani : mann nahi kar raha hai......

bon : kya.....

he came out of his trance......he kept her down.....

ani : sorry.....dhyan se kaam karna chahiye tha na bondita abhi ghir jaati toh......

bon : sorry.....main chalti hu bohot kaam hai abhi thodi der mein nikalna hai......aap jaakar taiyar ho jaiye tab tak.....

ani : hmm.....

she left.....

ani : Be ready mrs.bondita anirudh roy choudhary for tonight......

he smiled.....

kaka : bahu saara kaam ho gaya hai jaakar tum taiyar ho jao.....aur anirudh se kaho jaake som ko dekhe.....

she nodded and went to their room......she entered and got dumbstruck.......anirudh wore a golden sherwani.....as usual looking handsome with whom any girl can fall in love.......bondita was staring him without blinking her eyes......anirudh walked towards her and fake coughed and smirked.......she came out of her thoughts and got embarassed.......

ani : kya dekh rahi ho bondita......(smirking)

bon : kuch bhi toh nahi......aap bahar jaiye.....

ani : kyu.....

bon : woh mujhe taiyar hona hai......

ani : toh ho jao maine kab roka hai......

bon : aap bahar jayenge toh hongi na.......

ani : mera bahar jaana zaruri hai kya......

her face got flushed.....he badly wanted to laugh on her situation but controlled.......

bon : woh ksj ne kaha aap jaake dekhiye som dada taiyar hue ya nahi.....

ani : accha tarika hai room se bhejne ka......thik hai jaa raha hu tumhe baad mein dekhta hu......

he went away winking at her.......she closed the door and blushed hard......

bon : patibabu ko kya ho gaya achanak......!!!!

anirudh went to som's room......

som was sat on bed......

ani : kya hua som taiyar nahi hue ab tak.....?

som : dada woh bohot darr lag raha hai mujhe kuch samjh nahi aa raha......

ani : main tumhari haalat samajh raha hu som sach kahu toh bhale hi meri shaadi ko itne saal ho gaye hai par sahi maayno mein main aur bondita ab pati patni bane hai meri bhi haalat aisi hi hai....apne mann ko kitna bhi strong karlu bondita saamne aati hai toh nervous ho hi jaata hu.....

som : toh kya kare iska dada.....

ani : samay par chod do......

som : matlab.....?

ani : som dekho tum aur aashita ab ek dusre ko itna toh jaante hi ho na ki zindagi saath bita sako aur shaadi ke baad dhire dhire sab normal ho jayega.....shuru mein tum dono ko ajib lagega par phir ek baar tum dono ek dusre ke saath comfortable ho jaoge toh problem nahi hogi......jab maine bondita ke saath ek kamre mein rehna shuru kiya tha toh shuru mein hume bhi dikkat hui thi bohot si aadatein hume badalni padi.......jaise dhire dhire hum sikh gaye waise tum dono bhi sikh jaoge......aur haa som sabse zaruri baat aashita ki privacy ko tumhe respect karna hoga tab tak jab tak woh tumhare saath comfortable na ho jaaye.....

som : ji dada.....

ani : som aaj ke baad tumhari zindagi sirf tumhari nahi hogi aashita ki bhi hogi......apne life ka chota bada decision lene se pehle aashita se puchna uski rai bhi lena......

he nodded.....

ani : ab chalo taiyar ho jao warna kaka danda lekar bhagenge humare peeche......

he chuckled.....anirudh made him ready......

ani : bohot acche lag rahe ho.....

som : thank you dada.....

trilochan and batuk entered......

kaka : arey wah......bohot acche lag rahe ho.....

batuk : dada handsome lag rahe ho......

som : shukriya.....

kaka : ab chale.....anirudh bahu taiyar hui......

ani : aap log chaliye main lekar aata hu warna madam ek aur ghanta lagayegi......

they nodded......he went to their room......

he knocked the door......she opened the door......anirudh looked at her and his breathes got stuck in his throat.....she wore a beautiful red lehenga......her hairs were open beautifully styled by pins.......her maang tika at partition with sindur.......her long golden earrings attached with her hair......her beautiful necklace.....pair of golden bangles and shakapola in hand......a beautiful kamarbandh.......she was looking breathtaking.......anirudh was out of words......his heartbeats were racing.......there was no moment in him.....

bon(mind) : dugga maa.....patibabu aise kyu dekh rahe hai thik toh lag rahi hu na......

bon : patibabu.....kaisi lag rahi hu......sab thik hai na.....

ani : haa.....bohot khubsurat lag rahi ho bondita......

she blushed.....

bon : thank you......ab chale.....

he nodded......bondita took pallu on her head and they went down.....

batuk : wah baudi bahut acchi lag rahi ho.......

som : haa baudi beautiful.....

bon : thankyou......

kaka : sampurna som ki aarti utaro phir nikalte hai......

som : main isse aarti nahi utarvaunga......

All guests were looking at each other.......

kaka : som yeh kya bachpana hai.......sab hume hi dekh rahe hai.....

som : jise jo sochna hai soche main isse aarti nahi utarvaunga mere itne bhi bure din nahi aaye hai......

ani : som......!!!!

som : nahi dada......

kaka : arey rishte woh tumhari maa hai......woh nahi toh aur kon utarega tumhari aarti......

som : baudi utaaregi......aaiye baudi.....

bon : dada.....main kaise.....

kaka : haa som yeh.....

som : kaka.....!!! maa ke jaane ke baad mujhe aur batuk ko unka pyar dene wali baudi hi hai.......aap sampurna ki baat kar rahe hai maa ka pyaar toh durr kya isne kabhi hume beta bhi maana hai......sirf duniya walo ko dikhane ke liye main isse apni maa nahi maanunga.....aarti to sirf baudi utaaregi warna aarti nahi hogi soch lijiye......

kaka : thik hai bahu som ki aarti karo.....

bon : ji ksj.....

bondita did his aarti........

bon(mind) : hey dugga maa mere som dada aur aashita ka jeevan khushiyon se bhar dena.....unhe kisi ki buri nazar na lage......

sampurna(mind) : ek baar phir iss bondita ne mera haq chinn liya......nahi chodungi.....iss pariwar ko do hisso mein baat na diya toh main bhi sampurna roy choudhary nahi......

They left for aashita's house......

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now