Chapter 24

634 54 7
                                    

They looked up to see Virat standing there and a straight cold look on his face.

Satya (holding her close) - Tum thik ho na ? Lagi to nhi ?

Sai - I'm fine.

Virat - Kya baat hai... Vinu aur Savi ki tarah tum dono bhi pakdam pakdai khelne lage.

Sai - Hum kya karte hain kya nhi uska tumse koi lena dena nhi hai.

Virat - Ofcourse ! Umm... Vaise Belated Happy Birthday. Tumhare liye na ek special gift hai. Tumhare hospital pahonch jayega. Do look at it han.

Sai - Mujhe na to tumhare wishes ki zarurat hai aur na hi tumhare gifts ki. Better hoga agr tum apni life par focus karo.

Virat - Ahan... Koi itne pyar se gift de to mana nhi karte Sai. Tumhi ne sikhaya tha na mujhe. Khair ! Mai chalta hu. Have a nice day.

Virat went from there. Sai kept on looking at his retreating figure.

Satya - Kya hua ? Aise kya dekh rhi ho ?

Sai - Virat ke dimag mein kuch to chal raha hai. Iski batein....

Satya - Sai.... Kitni bar kha hai inn logon ki baton par dhyan mat Diya karo. Ye na to khud khush rehte hain na dusron ko khush rehne Dena chahte hain.

Sai - Exactly ! I have a gut feeling ki ye kuch to karne wala hai.

Satya - Accha thik hai. Jo hoga hum dekh lenge. Hmm ? Now go to your room aur dedh ghante hain tumhare pass aur sone ke liye.

Sai - Ab neend nhi aa rhi mujhe. Jogging par chalein ?

Satya - Chalo.

Sai and Satya changed and went for jogging.

In the afternoon....

Sai was sitting in her cabin and reading some files when a ward boy knocked on her cabin door...

WB - Ma'am ye courier aya hai aapke liye. Urgent likha hai ispe.

Sai - Courier yha... accha aap yha rakh dijiye... thank you.

Sai finished the file and opened the envelope. It contained some papers. Her eyes went wide when she read them. Her mind went back to the morning incident with Virat. "Tumhare liye ek special gift hai.. hospital bhej dunga. Do look at it."

She immediately went to Satya's cabin.

Sai - Satya...

Satya - Sai... Kya hua ? Tum pareshan kyu lag rahi ho ?

Sai - Maine kaha tha na Virat kuch gadbad krega. Ye dekho... Virat ne court mein Vinu aur Savi ki sole custody ke liye apply kiya hai. Next week hearing hai.

Satya - What ! Lekin Virat aisa kaise kar sakta hai. Vo acche se janta hai ki bacche uske sath rehna nhi chahte.

Sai - Mai abhi Ghar jaa rhi hu. Virat ka dimag thikane lagana hi padega.

As Sai moved, Satya held her hands to stop her.

Satya - Calm down Sai ! Gusse se kam nhi chalega. Aur tumhe lagta hai Virat se baat karke kuch fayda hoga ? Hume iss notice ka jawab dena padega. Meri ek school friend hai Swadheenta. Vo ek lawyer hai. Mai usse baat karke humari meeting fix karta hu. Tum yha baitho. Mai call karke aata hu.

Sai sat there holding her head trying to calm herself. Satya was right. Talking to Virat would be senseless. She knew she had to fight the case and win it at any cost.

After a few minutes Satya came inside the cabin.

Satya - Sai, maine Swadheenta se kehkar aaj sham 5 bje ki meeting rkhi hai aur usse case bhi samjha diya hai. 4 bje yha se niklenge. Okay ?

Sai - Hmm...

Satya closed the cabin door and sat beside her. He held her face between his palms.

Satya - Tumhare bacche tumse koi chheen nhi payega Sai. Case tum hi jeetogi. Chalo ab lunch kar lo.

Sai - Nhi mujhe bhookh nhi hai.

Satya - Aise kaise bhookh nhi hai ?

He opened the tiffin and took a morsel near her mouth.

Satya - Ab chalo muh kholo.

She denied but he glared at her and fed her.

SaiYa : Jaan Ban gayeWhere stories live. Discover now