Chapter 25

656 52 5
                                    

Satya and Sai came to meet the lawyer in the evening.

Swadheenta - Hello Dr. Joshi. This is Advocate Swadheenta Ramakrishnan. Maine Satya se aapka case suna lekin ek bar aapke muh se sunna chahti hu. Sab kuch starting se. Aapke divorce ki vajah marital problems everything.

Sai nodded her head and told her everything from her first meet with Virat to the present day.

Swadheenta - Hmm... Dekhiye Dr. Joshi ye custody kise milegi iss bat ka prediction to nhi kiya jaa sakta kyunki dono parties apni jagah sahi hai. Hn agar aap Chavan Family ke crimes ko samne lati to you will have an advantage. But ek ye bhi baat hai ki aapke jane ke bad uss pariwar mein sab kuch thik ho gya tha. Infact Mr. and Mrs. Chavan ne boht acche se Vinayak ki upbringing kari. To ye case unke favour me ja sakta hai. Aur iss baat ke bhi chances hai ki Mr. Chavan court mein aapke aur Satya ke relation par allegations lagaye. Aur aapke comparison mein unke pass baccho ka dhyan rkhne ke liye ek puri family hai aur financial status bhi aap se accha hai so...

Satya - But Swadheenta, Sai bhi ek boht successful doctor hai aur to aur akele hote huye bhi usne Savi ki parwarish boht acche se kari hai. Aur to aur Mai aur Sai bhi aage chalkar shadi karne wale hain.

Swadheenta - I know Satya... but future kisne dekha hai. Kya guarantee hai ki tum dono ki shadi hogi. Ye mai nhi court puchega. Mr. Chavan ki shadi ho chuki hai. Unki ek bari family hai jisme bacche ka socialization better hoga. Unki apni job ke sath sath unka family business hai. Their case is clearly stronger.

Sai - To kya kre ? Koi to rasta hoga ?

Swadheenta - Rasta hai. Agar tum dono hearing se pehle shadi kar lo. (She stopped for a few seconds seeing their expression and then continued) I know guys.... tum log abhi shadi nhi chahte but case ke liye ye zaruri hai. Hn tum log chaho to court marriage karlo aur case ke bad apni ek proper rituals ke sath shadi kar lena. Take your time. Aaj socho aur mujhe kal batana. And tab tak mai uss orphanage me jakar pata karti hu jahan se Vinayak ko adopt kiya gaya tha. I'm sure Mrs. Chavan ne adoption rules ke sath chhedakhani kari hai kyunki unpar illegal surrogacy ka case reh chuka hai aur aisa koi insan jiska past me koi criminal record raha ho vo baccha adopt kar hi nhi sakta. Ah... Kal milte hai. Do let me know about your decision okay ?

Sai and Satya nodded. They came out of the lawyer's office and Sai told him to drive to Lavanya Niwas. The drive to Lavanya Niwas was silent. Upon reaching the house, they were greeted by the happy faces of the Adhikaris.

Aji - Are... Sai bada. Kaisi hai ?

Sai - Mai theek hu Aji. Aap kaise ho ?

Aji - Mai bhi acchi hu. Aa baith mai tere liye kuch khane ke liye lati hu.

Sai - Nhi Aji. Mujhe bhookh nhi hai. Aai kha hain ?

Aji - Amba apne kamre mein hai.

Sai - Mai milkar aati hu.

Sai went towards Amba's room.

Aji - Satya... Isse kya hua hai ? Iska mood off kyu hai ?

Satya - Aji... Vo hua yun ki....

Sai knocked on the door of Amba's room. Amba who was arranging clothes in her wardrobe looked back at the door.

Amba - Sai... Aa bada. Kaisi hai ?

Sai - Mai theek hu Aai. Aap kaise ho ?

Amba - Mai bilkul theek hu. Savi aur Vinu kha hai ? Vo nhi aye ?

Sai - Nhi... Mai aur Satya aye hain bs.

Amba - Accha... Kya baat hai bada ? Tu kuch pareshan lag rhi hai.

Sai hugged Amba tightly. Amba caressed her hairs. Sai told her everything. Meanwhile Satya told everything to the other ladies.

Amba - Bs itni si baat. Sai, maine tujhe samjhaya tha na ki pareshani chahe jitni bhi badi ho jo log dat kar imandari se uska samna karte hain jeet unhi ki hoti hai. Aur rahi baat teri aur Sattu ki court marriage ki to isme kuch galat nhi hai aur na hi mujhe koi aapatti hai. Hn lekin meri ek sahrt hai... iss case ke baad mai teri aur Sattu ki puri rasmo riwazon se shadi karwaungi aur boht dhoom dham se apni bahu ko ghar laungi... Ab chal ye muh phulana band kar aur hass.

Sai smiled hearing Amba's words and held her hands.

Sai - Log sach kehte hain. Maa na apne baccho ki sari mushkil chutki mein door kar deti hain.

Amba - Accha ab aise badi badi batein mat kar. Tu chinta mat kar. Jeet teri hi hogi. Bappa tujhe humesha khush rakhein.

Satya saw this interaction from the door. He heart finally at peace seeing a smile on her face. After a small talk on tea, Sai and Satya left for their house.

Next day...

Sai and Satya applied for court marriage at the marriage registrar's office and they got a date of two days from then.

Sai and Satya disclosed the news to Vinu and Savi and told not to inform about it to anyone else especially the Chavans.

Two days later...

Sai and Satya went to the marriage registrar's office along with the kids, Adhikaris and Pulkit who came as a witness from Sai's side. They completed all the formalities and were declared as husband and wife before the law. The kids, Adhikaris and Pulkit rejoiced at the union. They started clicking pictures with the newly wed couple.

Satya pulled Sai close to him and whispered in her ears...

Satya - Congratulations... Dr. Sai Satya Adhikari.

Sai - Congratulations to you too... Dr. Satya Sai Joshi.

SaiYa : Jaan Ban gayeWhere stories live. Discover now