1. THE KISS

1.9K 74 18
                                    

When Ma Begum announced Meerab and Murtasim's Nikkah they both were dumbfounded and shocked. It was not at all acceptable to both of them as they both hated each other so how can they marry each other.

Meerab's pov

No way mein iss Murtasim se toh bilkul shaadi nhi karungi. Yeh samghta kya h khudko ki mein iss pe Marti hoon. Bilkul nhi Maan liya Thoda achha dikhta h iska Matlab ye toh nhi ki isse nikkah Kar ke iske kehne pe raho, iske kehne pe chalo. Kabhi nhi ye pkka iska hi idea hoga merse shaadi karne ka tabhi toh poora time ghurta rehta h mughe. Jab dekho ese dekhega ki jese kabhi koi khubsoorat ladki hi nhi dekhi. Aaj bhi ese uthake leya aaya jese yeh hi Mera sab kuch ho. Rohail ne itne pyaar se party organise Kari thi mere liye aur isko dekho yaha leaya mughe yeh announcement sunne ke liye. Isne hi diya h na yeh bouquet man toh Kar rha h yeh iske upar hi fek Doon par agar Esa Kara toh baba datenge uff. Are dustbin mein daldeti hoon ise dekhe maza aaega iski shakal dekh Kar fir toh. Nautanki abhi bhi ese dekh rha h jese isse kuch pta hi na ho ki isne kya Kiya h. Ruko beta btati hoon abhi.
Meerab's pov end

And then Meerab throws the bouquet given by him in dustbin while maintained eye contact with him and goes towards the backyard.

Murtasim's pov
Ohh God yeh kya ho gaya mene ma se iski shaadi karane ke liye kha tha ye thodi kaha tha ki mughse hi karado. Iss bala ko kese sahunga mein jab dekho koi na koi musibat le aati h. Na kuch karne se pehle sochti h na kehne se pehle. Agar aaj isse iss birthday party pe na Lata toh yeh sab na Hota. Aur kahi iss papa ki Pari ko yeh toh nhi lag rha h ki mene ise shaadi karne ke liye bola h. Nhi bilkul nhi Maan liya theek thak dikhti h sundar h par dimaag toh nhi h na jab dekho fisul harkate Karni hoti h. Meri biwi ban bhi gai toh merko toh yeh room mein bhi nhi rehne degi sukoon se. Aaj tak toh kabhi dhang se salaam tak nhi Kiya pyaar toh khaak karegi. Pta nhi khana toh chodo Chai bhi achhi Bina zehar ke degi merko ya nhi. Ufffo Allah kaha fasa diya ab isko Jake btana padega ki nahi merko isse shaadi Karni h na hi yeh shaadi ke liye hn kahegi. Allah bacha Lena yeh bouquet toh ese fek ke gai h jese merko hi kachha chaba jaigi.
Murtasim's pov end

Then Murtasim also goes behind her towards the backyard and finds Meerab facing her back towards him and said

"Dekho Meerab mein nhi .."

but before he could complete Meerab turned and said in a bit high note

" Aaiye Aaiye Murtasim khan aapka hi intezaar tha. Kya hua aap yaha apna izhaare mahoobat karne aaye h ki aapko merse Kitna pyaar h, ki aap mere Bina reh nhi sakti isley toh aapne Ma Begum ko kaha tha humare rishte ke liye aur toh vo apne sher bete ki baat ko kese taal sakti h. Unka bete toh joh kahega vo hazir hoga aapke samne hena kyu nhi."

Murtasim sighed at her words and rubbed his face with his palm and stepped forward towards her and said in a calming tone to make her understand

"Dekho Meerab mene ma se kuch nhi kaha h"

"jhoot sara Sar jhoot tumne hi kaha h ma Begum se Varna unhe yeh mahaan idea kaha se Ata mere aur tumhare nikaah jab ki yeh baat sab jante h ki hum dono ko bilkul pasand nhi karte. Tum he pasanad toh dur mughe tumhe dekhna bhi pasand nhi h. Jab dekho bus sab par apna hukum chalete rehte ho. Aur tumhe kya lagta h ki mein tumhare iss good looks ko dekh Kar aur Jo tumne yeh party organise Kari h yeh sab dekh Kar impress hokar tumse shaadi karlungi. Nhi kabhi nhi. Tumse better toh Rohail h atleast usne mere liye joh bhi Kiya voh Binna kisi expectation ke Kara Bina kisi maksad ke. He is so generous and polite. Aur khud ko dekho."

After listening to Meerab praising Rohail and comparing them. He sensed a rush of possessiveness and anger in his blood he thought how can she compare me with that racoon.

Murtasim's pov
She was talking so much and that to praising that bastard in front of me. Like seriously shakal dekhi h uski Dara hua chuha lagta h. Aaj kese meri meerab ka hath pakad rha tha man toh Kar rha tha jaan se mardu. Kya kya kaha isne Rohail better h merse abhi btata hoon. He stepped forwards and pulled Meerab towards him and hold her upper arms in a tight grip while their upper bodies were touching each other completely and said by greeting his teeth in a sarcastic tone

MEERAB'S BIRTHDAYWhere stories live. Discover now