In anuseena's room.
HM: ye kiya keh rhy thy ap neechay?
AS: kia kaha hum nay.
HM: kia sochain gay ap.
AS: bachon k baray mei.
HM: maa kia soch rhi hungi.
AS: suna nahi maa bhi yahi chahti hai or hum bhi.
HM: anu ap... She hides her face in his chest
AS: toh apko sharma rhi hain. Shadi ki hai toh bachay toh hun gay na, apko bachay pasand nahi kia?
HM: pasand hain magar hum is baray mei bad mei baat Kar saktay hain.
AS: abhi kyun nahi? Humain toh 6 nahi 6 Kam ho Jaen gay 8 , 8 nahi, pooray 12 bachay chaheay.
HM: anu 12 zayda nahi hain.
AS: ha 2 ko army mei bhejain gay, 2 ko police mei, 2 ko doctor banaein gay or 2 ko engineer, 2 ko scientist or 2 ko or 2 ko actor bana dyn gay.
HM: anu...... Please.
AS: hey kia Sharmana hai apka,
He pulls her and hold her by her waist tightly.
HM: chorain maa aa jaey gi.
AS: yeh kia mazaq hai haseena, thane mei hum on duty hain, ghar par maa aa jaey gi, itna darti kyun ho tum? Hum pati patni hain ab koi dekhay humain kia farq parta hai.
HM: humain yaad hai par abhi kuch maryadaon ka dhayan toh rakhna hain na.
AS: theek hai left her and she took a step back but he hold her hand again.
HM: anu phir.
Maa: anu beta,
Maa enters, and he hide their hand on back side.AS: ji maa.
Maa: hum ja rhy hain, zayda tang nahi karna isay.
AS: ji maa.
Maa: or uska hath chor, kitni mazboot say pakra hai, meri nazuk so beti ka hath bara zalim hai tu.
AS: maa...
Maa: acha hum ja rhy hai jo kaha hai usay yad rakhna, sab kuch bahu ki pasand ka hona chaheay warna tumhain hum neechay guest room mei shift kar dyn gay shadi k bad.
AS: maa yeh ghalat hai.
Maa: toh phir baby ki baat man. Chaltay hai
HM: namaste maa, apna khayal rakheay ga or pohnch k phone zaroor kijeay ga.
Maa: jeeti raho khush raho.
HM: chalen hum apko bahir Tak chor k aaty hain.
AS: rukain hum bhi aaty hain.
Maa: theek hai.
Outside:
AS: bye maa love you. Sahi say jana or khayal rakheay ga apna
Maa: apna bhi khayal rakhna tu.
AS: theek hai.
He closes the door and lift her.
HM: anu yeh kia kar rhy hain.
AS: ab toh maa ghar par nahi hai, yad nahi maa nay abhi kaha tha k meri bahu ka dheyan rakhna, wahi rakh rhy hain, kyun upar Tak ap k pairon ko kasht dyn, isliay hum nay yeh pariyas kia hai.
HM: humain yaqeen nahi aata ap aaisay pyar karen gay humain.
AS: yeh toh shruwat hai jan, abhi pyar ki had Kahan deekhi hai ap nay humari.