♫︎Zara sabr to kar mere yaar, zara saans to le dildar jab fikr ko goli maar yaar♪
☘︎
Mahesh: ye kya ho raha hai?? Ky kar rhe ho tum sab yaha??
Jay or baaki sab waha dekhte hai darwaze par jaha Mahesh khada wo Jay ko dekhkar shock ho jata hai jisse uski aankhe badi badi ho jati hai, jay use dekhkar smile karta hai or y//n veer ka haath chodh kar apne sir par dupatta daal leti hai, veer jo ke apne papa ko blank face se dekh raha tha as well as everyone wo sab bas chup rehte hai Mahesh andar aata hai or uske piche piche Rajeev bhi jay ko shockness me dekhte huye.
Jay: namaste papa or dadu..kaise ko aap log??
Mahesh jay ke saamne aata hai apne daant greeth karte huye, use sachme wo pure din yaad aa rhe the ke kis tarah uski pehli patni ne use chodha tha ke kis tarah usne veer ko kabhi wo pyar nhi diya sirf apne bade bete ko diya bachpan se hi pata nhi ky chalta tha uske mann me humesha wo sirf jay,jay karti rehti thi par veer ko kabhi usne utna pyar nhi diya. Wo un saare Palo ko yaad karke apna gussa control nhi kar pata or Jay Jo ke innocently smile kar raha tha uske taraf ye khushi me ke wo again parivar ki tarah rahege use ek zor ka thappad maarta hai jisse jay ka pura face dusri taraf chala jata hai, sabhi ye dekh kar kaafi shock ho jate hai but is baar jay nhi.
Jabse aaya tha wo tabse dekh raha tha ke koi uski baat nhi sun raha tha ulta ab Mahesh ne yani uske khudke baap ne use thappad maar diya bina kuch kahe ya sune,kyu?? Use bhi nhi pata, par ky ye galat nhi hai ke humesh maa ya baap ki saza baccho ko milti hai?? Ky ye galat nhi tha ke Mahesh ne khud apni biwi ke karmo ki saza wo apne hi bete ko de raha tha,use to baat Sunni chahiye thi pehle uski ke kyu or kis liye aayaa tha jay waha. Kya sachme Mahesh itna bura baap hai apne bade bete ke liye, veer jo ke smirk kar raha tha us thappad par or y/n jo dar gayi thi wo veer ke arm ko tightly pakad leti hai wo use dekhta hai or uske forehead par kiss karke mumble me kehta hai.
Veer: tumhe kyu lagti hai itni us Jay ki?
Y/n uske taraf dekhti hai or kehti hai usi mumble me.
Y/n: kyuke chahe phir wo kitna bhi bura kyu na ho, uske irade kabhi galat nhi lagte...wo to yaha shayad sab theek karne aaya tha aapne dekha nhi ke usne hame congrats kiya or gifts bhi laye, ky ye kaafi nhi hai aapke apne Bhai ko maaf karne ke liye? Or esi ky galti kar di thi usne? Wo to aapki bhi maa thi na? Aap sab unhe kyu bol rhe hai, haa agar unhone aapko pyar nhi diya tha aapne Bhai ko diya tha utna lekin iska matlab ye nhi hai ke aap uske liye jay ko maare, use saza de...uska to koi kasur hi nhi hai na??
आप पढ़ रहे हैं
𝑴𝒆𝒊𝒏 𝒑𝒉𝒊𝒓 𝒃𝒉𝒊 𝒕𝒖𝒎 𝒌𝒐 𝒄𝒉𝒂𝒉𝒖𝒈𝒂 - | 𝐤𝐭𝐡 𝐟𝐟 | ✔
Fanfiction"To isiliye humne tey kiya hai ke jab last time tumhari aunty ne jo tumhe kaha tha ke tum ek or naukari karlo? To karlo, kyuke hum isi tarah is karz ko chuka sakte hai me force nhi kar raha hu beta lekin karna to padega na...job dhund Li hai maine m...