Kiya sab thik hoga? [Edited]

725 28 2
                                    

Next day:;

Anirudh: koily, jake bondita ko dekh je au. Agar kuch chahiye tih dede nah usse!

Ksj: Han aur bahu ko arti ke liye bhi bula lao.

Anirudh: Koi jarurat nahi usse utha ne ke liye. Agar aram kar na chati hai toh usse sone do.

Bondita: Agar itni hin parwa hai toh ake khud kyu nahi dekh lete!

Ksj: Bahu! Tum thik ho?

Bondita: Ji han. Aur app kya naam bola tha apne apna?

Batuk: Anirudh, boudi.

Bondita: Tumne phirse boudi bola? Mana kiya tha nah! 😤. Lagta hai koi meri parba nahi karta hai iss gharme😮‍💨

Anirudh: Aese bat nahi hai bondita!

Bondita: Ap se kisi ne pucha anirudh babu?

Anirudh: ........Nahi

Bondita: Aur tum batuk right?

Batuk: Ji!

Bondita: Mujhe sabse pehchan karba dena arti ke baad.

And she started praying to her durga maa and started singing her bhajan.

Bondita: ( Durga maa apse acha rishta hai yeh toh pata hai, lekin syaad apse mein gussa hun. Wajah nahi pata lekin itna pata hai ki bohot bada wajah hai)🙏. Arti lejiye sab.

After giving arti she went and touched her ksj and sj feet and took there blessings.

Ksj: Khus raho!

Sj: Khus raho!

Bondita: Apka din acha jaye. Batuk chalo milwao sab se. Abhi issi wakt.

Batuk: Thik hai.
Yeh Mere kaka aur apke Kaka sasur ji yani Trilochan Roy Chowdhury. (Ksj)
Yeh mere baba aur apke sasur ji yani Binoy Roy Chowdhury. (Sj)
Yeh mere sauteli maa aur apki behen Sampoorna. Yaha kaam karti hai. Saraubh dada ke patni. (Sampoorna)
Yeh Mere dusre bade bhai aur apke pehle devar yani Somnath Roy Chowdhury. (som)
Mein apka dusra devar aur best friend yani Batuk Roy Chowdhury. (Batuk/Brc)
Yeh apke pati hai yani Anirudh Roy Chowdhury aur app unhe patibabu bulate hai. (Anirudh/Arc)
Yeh unke...... Dusri patni hai...Manorama Anirudh Roy Chowdhury. (Manorama)

Bondita: Acha........ Ek minute! Dusri parni! Yani meri sautan.
(Seeing anirudh) App ko dekhke lagta nahi ki app dusre mardo ke tarah hai, par kya kare afterall app abhi toh rahe mard hi sahi.😏
Wese batuk, mujhe ache se samjh mein agaya ki mera yeh halat ke Zimmedar kon hai!
Mr Anirudh Roy Chowdhury, toh reason wata enge ki kyu ki apne dusri shaadi? Bolo do kyu ki iske baad shayad mauka bhi nahi mile!

Anirudh: Bondita, tum apne padhai se bhatak rahi thi isliye meine yeh sab Kiya!

Bondita: Accha! Yah apke mardo wale jarurato ko pura karne ke liye yeh shaadi ki, lekin mera ujjwal bhawiswa ka naam laga ke apni guilt ko chupana chate hai?

Anirudh: BONDITA!

Ksj: BAHU!

Bondita: Kya ego ko hurt ho gaya?😏 Wese mein apke study mein gayi thi. Wah kuch aese kagaj dekha ki chake bhi mein apko maaf nahi kar sakti usse dekhne ke baad!

Anirudh: Tum study mein kyu gayi bina puche?😤

Bondita: Kyu kuch aesa chupaya tha kya joh dekh ke mein udas ho jaogi?

Anirudh: Nahi, par puchna jaruri nahi samjha?

Bondita:😐 Wahi toh mein bhi puch rahi hun! Apne mujhe, mere zindagi ke itne bade kadam ke ware mein puch ke kyu nahi liya? Agar koi galti uss purani bondita ne kiya tha toh usse samjha sakte bhi the nah, Par nah! Apki wajah se woh purani bondita mar gayi! Ajj ke baad apko mere bhawiswa ke liye such ne ke liye koi jarurat nahi hai. Kyu ki mein apko yeh ek offer deti hun!🙂
App mujhe offer karne wale the nah, Dalhousie jane ke liye yah Manorama didi ko apnane ke liye? Mein apko ab offer de rahi hun,
Yah toh app mujhe apki patni ke roop mein suwikar kare, yah mujhe London bhej de aur mere saath koi bhi rishta nah rakhe other than as my sponser.
Kesa laga mera offer?🙂

Anirudh: Mein dusa option chunta hun!

Bondita: App sure ho?

Anirudh: Han.

Bondita: Thik hai. Par mujhe 12 din ka time dijiye. 12 din me baad mera exam ke results bhi aa jayen ge. Uske baad mein chali jaungi, aur app rahiye apne dusri patni ke saath khus! So deal!

Anirudh: Deal!🤝

Bondita: Mein apni kamre mein jarahi hun! Aur han mujhe wese bhi kuch jayada yaad bhi nahi hai. Toh behtar hoga ki mein app logo se nahi milu. Aur kuch dino ke mehman samaj na mujhe. Mujhe school ke liye der ho raha hai. Jana hoga. Bye bye

And than bondita left to her room leaving everyone shocked. This is the rudest behaviour she ever shown to anyone in the house. Not only that but she is ready to leave the house. So Ksj was really disappointed but he knows that something is going on his bahu's mind. Sampoorna was really happy as really jealous of Bondita's life. Anirudh was confused that he felt hurt but why he doesn't know.

Manorama: Mere pass sirf 12 din hai bondita ko manane ke liye. Mein apne muhim ke wajah se Bondita aur iss ghar ko chot nahi pahucha sakti!



To be continued....

Note->

So in my story Sampoorna is not a widow. She is still married to saraubh but after knowing about her life bondita saved her and said to work in Rc haveli and be her company. But being manipulated my her mother's words Sampoorna became jaelous of bondita. Also I am Sampoorna and Saraubh couple shipper. So I wanted to give them a happy ending in this. Also Binoy Roy Chowdhury is little melted by Bondita's efforts but just never says that he have accepted her.

Kesa yeh hai rishta?Where stories live. Discover now